Re: --Kuttay aur unn kay Jazbaat...
app kidher se tapak pareh? ^^
Re: --Kuttay aur unn kay Jazbaat...
app kidher se tapak pareh? ^^
Re: --Kuttay aur unn kay Jazbaat…
aasmaan saY giraa
kutta thread maiN atkaa ![]()
Re: --Kuttay aur unn kay Jazbaat…
Biata Khan kisi zaat ka naam nai hay ![]()
yeh aik ‘Kafiyat’ ka naam hay…
jo kisi bhi waqt aur kisi par bhi taari hosakti hay ![]()
PS: kahan say tapka tu ? :s
Re: --Kuttay aur unn kay Jazbaat…
Asmaan par gaya hi q tha ? smack
**
Khudi ko kar buland itna
k khuda banday say khud poochay
Abay charh to gaya , ab utray ga kaisay ? smacked**
Re: --Kuttay aur unn kay Jazbaat…
kutta thread ![]()
Re: --Kuttay aur unn kay Jazbaat...
Zombie, yar...
apnay liay to sab hi jeetay hain iss jahan main...
bass yehi soch kar main nay aik kuttay hi ankhoon main jhaank kar daikha... kuch apnaiyat si lagi...phir main aur qareeb howa aur wo bhi qareeb... phir itna qareeb howay ham kay aik jaan aur do qalib hogayay...
bass wo din hay aur aaj ka din... dil nay chaha kay apni zindagi kutton k liay waqf kardoon...
bohat wafadaar hain wo blush
Re: --Kuttay aur unn kay Jazbaat…
![]()
![]()
Re: --Kuttay aur unn kay Jazbaat…
Parhbhuu say milnay to nai gayay thay ? :s…
nilu peelu, welcome to kutta thread :-p
Re: --Kuttay aur unn kay Jazbaat...
Thnx Dadaji tussi kaise ho? HOr Daddi ji kaise hai :p :D
Re: --Kuttay aur unn kay Jazbaat…
take care, ![]()
Re: --Kuttay aur unn kay Jazbaat…
main bhi theek, Dadi ji abhi abhi Phankay par char kar baith gai hain… :S
utar nai rahi hain, kehti hain kay chochlate do phir utroongi, batain kia karoon :S
Re: --Kuttay aur unn kay Jazbaat…
Henji???
Tuade biwi bache wargey kyon karde peya ![]()
Ik hal hai bass Daddi ji nu chocolate dey hor ki
![]()
Re: --Kuttay aur unn kay Jazbaat...
O yar chochlate to day doon...lekin wo kehti hain kay oopar aakar apnay hathoons ay khilao :s...ab pankhay par do do panchii kaisay baithayngay ? blush
Re: --Kuttay aur unn kay Jazbaat…
LOL uff Daddi ji kitne dheed hai lol pyaar se boldein ke woh neeche utarjain.
And 1 question jaise Daddiji phankey par bhetgey thi woh phankey nahi tootgey? ![]()
Re: --Kuttay aur unn kay Jazbaat...
meray khayal main Pankha ziada dheet hay :-p
...
sharam karo kaki...iss umar main piaar red...
nai nai menu ko sharam aandi hay...
main piaar say bolta hoon to wo free hojati hain :s... abhi to chochlate mangi hay phir kahaingi kay Blue Sarhi dilao Banarsi wali ...
Re: --Kuttay aur unn kay Jazbaat…
:rotato: knock-knock…
Re: --Kuttay aur unn kay Jazbaat…
Bhow Bhow…
arrey arrey Tommy daikho kon hay bahar … :s
this knocking loks like Maheen on the door… kholo an dlet her in …