► Kuch Urdu Muhawraat aur Unn kay Mafhoom ◄

:cobra:


Restored attachments:

Re: ► Kuch Urdu Muhawraat aur Unn kay Mafhoom ◄

:smack2:
Ker di na uss kitaab ki numaish jis say copy ker ker k main GS par Urdu Daan bna kerti thi :sannan:

Re: ► Kuch Urdu Muhawraat aur Unn kay Mafhoom ◄

:smiley: urdu Daan No. 2 :wink:

Re: ► Kuch Urdu Muhawraat aur Unn kay Mafhoom ◄

Yeh baat KKF ko pta nae chalni chahye :fatee:

Re: ► Kuch Urdu Muhawraat aur Unn kay Mafhoom ◄

uss tuk phunch bhi chuki ho gi :omg: :rotfl:

Re: ► Kuch Urdu Muhawraat aur Unn kay Mafhoom ◄

Yeh Gola Ganda bn’na chorro…i know tum nay yeh thread khola he meri taleem ka raaz faash kernay k liye hai :smilestar:

Re: ► Kuch Urdu Muhawraat aur Unn kay Mafhoom ◄

tum har cheez ka -ve pahlo mat daikha karo :cobra: …meri tarah :omg:

Re: ► Kuch Urdu Muhawraat aur Unn kay Mafhoom ◄

:lajawab:

Re: ► Kuch Urdu Muhawraat aur Unn kay Mafhoom ◄

bohat khoob :sannan:

Re: ► Kuch Urdu Muhawraat aur Unn kay Mafhoom ◄

mazaq k ilawa m seriously impressed :eek:

Re: ► Kuch Urdu Muhawraat aur Unn kay Mafhoom ◄

:hat:
*** matanat ameez muskarhat :slight_smile: dikhanay key koshish karing ****

Re: ► Kuch Urdu Muhawraat aur Unn kay Mafhoom ◄

:hat: :hat: :hat: :hat:
:hat: :hat: :hat:
:hat:

Re: ► Kuch Urdu Muhawraat aur Unn kay Mafhoom ◄

ab zada shokhian na maro…jis k hain uss ne le v jane hain :cb:

Re: ► Kuch Urdu Muhawraat aur Unn kay Mafhoom ◄

tum aab apnay Novel mein yah muhawaray shamil nah kar laina :omg: bibi naik bakhat , chatank daal do waqat :omg:

Re: ► Kuch Urdu Muhawraat aur Unn kay Mafhoom ◄

**NAACH NA JANE AANGAN TERHA

ye muhawara uss waqt bola jaata hai, jab koi shakhs khud koi kaam na
jaanta ho magar apni ye ghalti chupane ke leye doosron par ilzam lagae.

ANGOOR KHATTAY HAIN**

ye muhawara uss waqt boltay hain jab kisi kaam mein nakami ho aur
phir khud ko tasaleee deni ho....

KAAM KA NA KAAJ KA DUSHMAN ANAAJ KA**

ye muhawara uss shakhs ke leye boltay hain jo koi kaam na karta ho
balke sirf khanay peenay ka shokeen ho.
**

**ASMAAN SE GIRA, KHAJOOR MEIN ATKA


yeni aik ke baad doosri museebat

**
**APNAY MOOONH MIAN MITHHOO BAN,NA

yeni apni tareef khud hi karna....
**

DHINDHORA PEETNA ya ASMAAN SAR PAR UTHANA

is ka matlab shor karna ya logon ko tang karna


PARHAY LIKHAY KO FARSI KYA**

yeni jo shakhs parha likha hota hai , uss ke lye doosre uloom mushkil nahi
hote.

dooosra matlab ye ke parhay likhay insaan ko sikhane ki koi zaroorat nahin.

SAANCH KO AANCH NAHIN**

yeni aalim aur daanish war insaan ko koi nuksaan nahi de sakta...

EENT SE EENT BAJANA**

yeni dushman ko bohut buri tarha shikast dena...dushman ko
tabah o barbaad kar dena.
**

KHODA PAHARH NIKLA CHOOOHA**

yeni bohut zyada mehnat karne ke baad bohut hi thorha sa sila mila
**
**Hath Kangan Ko Arsee Kiya

Parhay Lekhay ko Farsi Kiya

****Aghar koi Cheez Theek hai tu Us ka Saboot Denay ki Zaroorat nahin hai

**

**JESI KARNI WESI BHARNI

yeni insaan jesa karta hai us ko us kaam ka wesa hi silla milta hai.


Re: ► Kuch Urdu Muhawraat aur Unn kay Mafhoom ◄

haaaw itna late kiun bataya ab tak tu in muhawraat ki wajah se 5,6 jildain bik b gai hongi :sannan:

Re: ► Kuch Urdu Muhawraat aur Unn kay Mafhoom ◄

challo aainda use kar laina :cobra:

Re: ► Kuch Urdu Muhawraat aur Unn kay Mafhoom ◄

:rotato: yi kia ho raha hi

Re: ► Kuch Urdu Muhawraat aur Unn kay Mafhoom ◄

plz mujhe ulti side pe na lagao..mene ainda kya kabhi huqqa use nai kerna :barbie:

Re: ► Kuch Urdu Muhawraat aur Unn kay Mafhoom ◄

baraf aloo banana sikha rhe hain iss k baad rasay pe aik taang pe chalna b sikhain ge :cb: