knock knock

Re: knock knock

You need to take off your glasses to see what is going on here

Re: knock knock

:hmmm:

Re: knock knock

Kiya hua bibi K337

Re: knock knock

jewlery
??

makeup??

handbag???

hm hm hmm

Re: knock knock

coco.. :slight_smile:

:hugz:

meet ur virtual jee ja

Re: knock knock


:)

Re: knock knock

:)

Re: knock knock

:cb: Only if flooding with smilies was allowed

Re: knock knock

Virtual,

yeah to bara dhoka hai

mainay to asli sherwani sliwaa lee hai, aap bata detiN pehlay to virtual sherwani silwa ta

Re: knock knock

:faizy:kya hona hai aur kya ho sakta hai???

ps:K337:

Re: knock knock

yea wali ache rahaygi
:stuck_out_tongue:

Re: knock knock

Aray tumhaIn kahaN jana hai kahiN jo itna khurcha karwa rahi ho. Sharafat say ghar betho, khana pakao, family maiN izaafa karo,

Isi kaam kay liyaay to hotee haiN biwee'aan

Re: knock knock

hi meri qadar hi nahee ki inhon nay ...

afsos

aik artist say khana pakwa rhay hain zalim

Re: knock knock

You are artist

Acchcha to dining table pay khanaa achchi tarah sajaana

Re: knock knock

ni lagaoon gi

:naraz:

Re: knock knock

Dekho begum, sub kay samany jhagra na karo, log baataiN banaatay hain

Re: knock knock

sirf logo ki fikr hai ..

merey dilpr kiaguzarti hai ???

kisi ko us ki fikr nahee

:teary1:

Re: knock knock

dil ka maa’mal sub kay saamnay thoreee solve kiya jaataa hay zojaa, akalay maiN baat karaiN gay :faizy:

chalo, mera roza to gaya, ab waqa’ee pani pee lenaa chaa’eeyay

Re: knock knock

hehehe

i m sorry

Re: knock knock

let me complete the PM conversation which I am having with a good freind and then I am off to home