knock knock

Re: knock knock

hv a good night :)

hmm hmmm

dil mera ..

behla ..

na ..

sakey .. hm hmmmm

Re: knock knock

tsk tsk tsk…Didi ye Jee joo ko kya hogaya hai …ye behki behki baatein kyoon kerahay hain …aur woh bhi duniya key samney…:nono:

Re: knock knock

Sheynn

meri guria chai paratha kha aai???

haan dekho to inko kon samjhai . bus maa behnoo nay bara biagara wa hai .

Re: knock knock

Haan didi kha liyaaa…:slight_smile:



Didi mujhey tho shaq horaha hai …aaj kal office se bhi deyr deyr se athay hain…:hmmm:

Re: knock knock

aray nanhi tum nay aaj mujhy nhae uthayana na .. i woke up at 5:40 .. now aathpehra roza . :frowning:

aisa kertey hain

kisi din in peechay apni gari laga detey hain .. zara pata to chaley kia kia gul

khila ray hain .. yea bahir ..

Re: knock knock

awwww didi i’m sorry …:frowning:



nahi nahi Didi gari peechaa na lageyeygaa …aap ko kahin ghussa agaya aur accelerator per peyr daba diyaa tho jee joo ka tho ketchup hi banjeygaaa…:cb:

Re: knock knock

heheheh

munni tum zara si ho ..

pr ho bari akalmand..

laikin in ki jasoosi k lieey kuch to kerna hi perey ga naaaaaaaa

ohh haan secret cam laga daitay hain .. with voice .

broadcast ker dain gay .. in k karnamey

:hehe:

Re: knock knock

2 adad kaan hain... majboori hay sunta hoon... kash aisa hota kay sab shohar behray hotay and sab biwian goongi... kitni ideal life hoti na :$

Re: knock knock

kahan suntay hain ..wo bichari bula bula kr thak jati hain ..

kaan main itna wax jama kia wa hai ..

factory lagi hai ..
:P

Re: knock knock

ok…listening:halo:

Re: knock knock

ayy

how r u feeling now yaar ..

Re: knock knock

Yehi to idea hay... kay WO bula bula kar thak jain...
thak kar so jain... uss kay baad main main akaila ayyashi karoon... kitchen main jaoon apni marzi ka khaana khaoon... fridge par sirf mera raaj hoo ... aur to aur un ko sotay maon khoob dantooN muhaaa...
jab wo uthain to sirf safai main saara time lagain... no tention

Re: knock knock

:maddy:

Re: knock knock

Agar atay jahtay mein woh donno kissi din ek dosraay ko taak’raa gaay then ?

Re: knock knock

then ketchup ban jatha ha…:wink:

Re: knock knock

:K337: