knock knock

Re: knock knock

:faizy: kia khabar hai aap k paas

Re: knock knock

^ tamatar mahangay
atta aur cheeni mushkil say milti hai
greeb kahan jai :smack:

Re: knock knock

:dixsi: yea ghaareebon ko khatam karnay ki saazish hai
its family planning, you know..

mairi baatein kitni chunggi hoti hain :chai:

Re: knock knock

greeb kaisay muk saktay hain
greeb martay martay panch chay greeb kay baal kaar jata hai

Re: knock knock

:rotfl:

kabhi kabhi barRi siyaani baatein kartay ho. kia yea rozay ka asar hai

Re: knock knock

pata nahen kis cheez ka assar hai paar hay zarror :sunnyboy:

Re: knock knock

:no:

Re: knock knock

Kiya pakaa rahee ho aaj

Re: knock knock

aaj bahir say khila dain..

mujh say kuch ni ban ra

:naraz:

Re: knock knock

aap say srif drama bun’wa lo. Aur kuch nahIn banta.

Chalo sharaafat kai saath kuch pakaao, us kay baad phaanchwai’N kee tayyari bhi karnee hai

Re: knock knock

yea bhi koi zindagi hai ..

acha theek hai phir main daal chawal bna ri hoon
:uff:

:hii:

:aay:

Re: knock knock

Dal Chaawal kay saath shami kabab bhi banana

Re: knock knock

aur kuch.

aap kehain to nihari paye aur biryani bhi bna letioon

kitnay bad niat waqia hoay hain ..

tobahh

Re: knock knock

Suno, chalo daal chawal he khalee banado lekin eik baat kehni hai

Chaar bachchoN kay sath bhee ghar kuch soona soona lagtaa hai, kuch is ka bhee sochaa hai yaa nahiN

Akhir biwi kee kuch aur bhee duties hotee haiN, kahanaa pakaanay kay ilaawa

Re: knock knock

where is that sheyn when i need her

in say kaho ab pani bhi pi lain ..

roza to gya

Re: knock knock

Why do you need Sheyn for Khandaani mansooba bandi

Re: knock knock

acha to wo

jo main nay kaam kaha tha ???

us ka kia hoa..

i need a new wardrobe
:layd:

Re: knock knock

whos ready for iftar …

i am

:yai:

see ya

happy weekend

Re: knock knock

New wardrobe, ok

one shalwar qameez, one sandal, that is it

Re: knock knock

whats going on here??:smokin: