yeye theekh heye keye Urdu zubaan meye sahireee achee ho jatee heye.
aur ungreizee meye bhee.
dunya kee herr ba-maani zubaan meye achee sahiree kahee ja sektee heye.
yeye mozou jis kaa aap neye boyaan diya, wohh bohet bey-maani heye.
Urdu zubaan meye bolna chiyeye. fikroon ko... jo setcheye dil seye bolein jaein.
kisi ka dil nahi dukheien.
akser dukh sukhee batoon keye perdoon meye chupa hota heye.
Urdu zaban srif aashiqi aur sha'iree kay liyay munaasib hai.
Baqi sub cheezon ka liyay doosree zaban kay alfaaz istemaal kernay paRtay haiN
muhtarma dushwari hum apnee naukri per jaatey huay tasaveer khichwaaney key shaukeen to nahi hain lekin hamaaree ek hamsaayee hain jo hamaaree humsheera kee tarha hain, unko buhat shauq hai tasaveer khenchney ka to unhon ney hamaara tuntuna uthaa key tasaveer leen :k:
Waisay tou Aap ka talaffuz bhi theek nahi hai. :CareBear: Let me do the honors please....
Neelay sey peelay ho ja rahay hain, sahab.
Rung tow na badliyay.
Urdu zubaan seekh leejiyay...kaam aa sakti hai.
Dimagh kay dareechay khul saktay hain.
Khiyalaat-e-izhar ke adaigi main, izhaar aik muhaddab-pen ka piyaam daitay (skip) hain, iss ki badaulat.