khalis Urdu boliyeye?

Re: khalis Urdu boliyeye?

mera dil chahta hai k aik aisa forum ho jahan ganey k siwa baat hi na ho pae..

uff kitna maza aay

:hinna:

Re: khalis Urdu boliyeye?

Mashallah. yeye baree kush aend roz gareee heye.
khoob meshoor hoyeye. hem khavateen ager apni zaat per apna wakt keretch karein, tow seb zahir na zahir kerteye bhee, merdaan ko bohet bura legta heye.

Re: khalis Urdu boliyeye?

*^ sanam ye tum nay kya keh dia, aaj dekho poonam panshi ki raat hai, aise shabd na kaho warna meri shareer ki atma ka barishta chaar ho jaye ga.

Rakho apni khaalis urdu apnay paas, aur A alif b bakree karti raho, ham idhar say alvida ho rahe haIN.
*

Re: khalis Urdu boliyeye?

Mein kuch aur kar bhee to nahin sakta. Meri ‘khalis urdu’ bus itni hi hai. Yehi hai hadd meray ilm-e-urdu ki. :frowning:

:hayaa:

Re: khalis Urdu boliyeye?

behan hem geet gaa sektee hein. NY ayeye ga. kiya aap gateen hein?

Re: khalis Urdu boliyeye?

muhtarma dushwari, mein aap sey ek wazaahat chahta hoon key sirf urdu mein baatcheet karnee hai, ya doosrey shaayaron aur adeebon key aqwal o aashaar bhi suna saktay hain :konfused: umeed hai abhi tak urdu zubaan kee taang nahi toree hai :blush:

Re: khalis Urdu boliyeye?

tum milo to ga bhi loon ..

NY to mera roz ka aana jaana haii..

got some business in BK

Re: khalis Urdu boliyeye?

teggy, bohet acha dil paya heye, setcha. :slight_smile:
neelyeye seye peeleye ho ja raheye hein, sahab.
rung tow na baedliyeye.
Urdu zubaan seekh lijiyeye… kaam aa sektee heye.
dimagh keye dareecheye khool sekteye hein.
khiyalaat ilfaaz kee adaegee meye, izhaara aik muhadeb-pen ka peyaam deitey pateye hein, iss kee baedolet.

Re: khalis Urdu boliyeye?

muhtarma HIN teintees aap sey guzaarish kee jaa chukee hai key sirf urdu zubaan mein guftugoo karein. :k:

Re: khalis Urdu boliyeye?

Urdu zaban srif aashiqi aur sha'iree kay liyay munaasib hai.

Baqi sub cheezon ka liyay doosree zaban kay alfaaz istemaal kernay paRtay haiN

Re: khalis Urdu boliyeye?

maaf kijeey ga..kuch karobaar hai.. Brookleen main ..

Re: khalis Urdu boliyeye?

yea ki na baat

:lifey:

Re: khalis Urdu boliyeye?

yeh aap ney buhat hee bajaa farmaaya muhtaram TLK :k:

Re: khalis Urdu boliyeye?

itni jaldi khana kha lia kia??

meethay main kia khaieey ga??

Re: khalis Urdu boliyeye?

aap wohee sahab hein… pehchaan liyeye hey meye neye bhai muhterem… jinhein kaam per janeye keye waket apni photaan kethcneye ka shouq heye.

keisee bataan kerteye hein, bhai kaun.
vazaheet kee kiya zaooret heye. aap ain-el-yakeen rakhiyeye.

soosreye shair log kee katee zarooret nahi heye.
hem seb hein .. kafee hein.

Re: khalis Urdu boliyeye?

khaalis urdu main bolna kya hai?

Re: khalis Urdu boliyeye?

humein khushee huee yeh dekh key, iss dhaagey key baais hum logon kee andar key URDUDAAN ko ubharney ka mauqa mil raha hai :k:

Re: khalis Urdu boliyeye?

Waisay tou Aap ka talaffuz bhi theek nahi hai. :CareBear: Let me do the honors please....

Neelay sey peelay ho ja rahay hain, sahab.
Rung tow na badliyay.
Urdu zubaan seekh leejiyay...kaam aa sakti hai.
Dimagh kay dareechay khul saktay hain.
Khiyalaat-e-izhar ke adaigi main, izhaar aik muhaddab-pen ka piyaam daitay (skip) hain, iss ki badaulat.

Just suggestions :@:

Re: khalis Urdu boliyeye?

Shukriya

Isee liyay mainay socha hai kay aa’endaa hamesha urdu bolooN gaa.

aur srif sha’iree yaa aashiqi hee karooN gaa

Re: khalis Urdu boliyeye?

:hayaa: @ teggy’s urdu