JANWAR peeti hoie news kay sath

[QUOTE]
*Originally posted by Janwar: *
Ajnabi4ever ---- par aik song hai ... ajnabi mujhay tum yaad atay ho .... mai tanha ho .. tumharay bin ... mai tunha ho tumharay bin ... mujhay tum Q saatatay ho ? ? :( and belive me yeah song soun kar humhari kaam wali behosh ho gaie .... ajnabi u need a wife nah , is say zeeyada pyar karnay wali nahi melay ge .... my best kam wali MISS BASHEERA .
[/QUOTE]

:biggthumb Basheeraa'n in trouble.. Yaar not a bad idea

doast ho tuo aissa.. uss kee photo mujhay baijho.. .. Main us ko mem banna ker rakhoon ga... Mamoo uss kay sur per piyaar zuroor dena..

Babul kee duwaaain laiti jaa..ja tuj ko tera piyaar milay..
Baihya kee chaddi laitti ja.. etc.

Hi! Janwar G :crying: hum itney boray hain kiya :frowning:

aur phir chal bay kahnay kay baad…police nay janwar ko jaa kar pakar liya kyun kah uss nay police ko dolattiyaan maari theen aur police nay uskay galay main rassi baandh kar jail main band kardiya aur Dania_2000 ko chor diya
:hehe:

acha logon kal mai zoo gayee wahan pe mai ne JANWAR ko dekha woh na latak rahe they tree pe :D

janwar ko kyun pakra , janwar tu masoom hota hai nah :frowning:

hahahahha…choro yaar :rotfl:

[QUOTE]
*Originally posted by NiMMi: *
acha logon kal mai zoo gayee wahan pe mai ne JANWAR ko dekha woh na latak rahe they tree pe :D
[/QUOTE]

acha magar woh latak latak kar achanak app ke jhooli mai aageera or bola ...AMI mujhay kaha chor kar chali gaie thi ......... or app nay us ko galay say lagayeah or bola meray lal , meray dil kay tokray .... kaha jaa sakti ho aagaie na wapas teray pass or nah roo meray LaL.. n then they live happily :)

pakra kab hai jaanu :slight_smile: pakar leyeah tu tum tu janti ho phir yeah janwar chorta nahi hai hath :stuck_out_tongue:

[QUOTE]
*Originally posted by Ajnabi4ever: *

:biggthumb Basheeraa'n in trouble.. Yaar not a bad idea

doast ho tuo aissa.. uss kee photo mujhay baijho.. .. Main us ko mem banna ker rakhoon ga... Mamoo uss kay sur per piyaar zuroor dena..

Babul kee duwaaain laiti jaa..ja tuj ko tera piyaar milay..
Baihya kee chaddi laitti ja.. etc.
[/QUOTE]

nah man serious... if u want to get marry ... so i have a Larki in my eyes ... n on my hand ........ mamo aik dafa hai tu bol .... khair u need a phootoo :p ok here it goes .... im sure ull love it man .....jab manay us ko bola kay mujh ko app kay ajnabi4ever ko send karne haipic tu woh foran ready ho gaie makeup kar kay........ 2 ghantay bad wapas aie meray ghar or boli sahab kasi lag rahe ho tu manay bola aik dum fit n fat ..... abb lag rahe ho nah tum maasiyo ke shazadi.... manay kaha samnay khari ho jaoo or kaha may smile karo mujh ko phooto khaanchne hai... tu us nay smile kay badlay appna dil nekal kar tum ko day deyeah .....dekho or mahsos karo is ke mohabat yaar .... sumjho is ke mohabat ko .... kiya pata kal ho nah ho......is ka cell number chayeah so do let me know . ok so dont be worry n next time bhi dont open any thread ( u need a wife ) coz now u almost got it ...

[thumb=E]mOnkey%20kiss21519_2984629.JPG[/thumb]

sure tum ko boohat pasand aie ho ge ... khair chalo tumhari shadi karwanay kay lyeah hum us kay babul bhi ban jaie gay bhai ... fekar not ....... wesay tu babul koie nahi appnay doost ke khooshi kay leyeah yeah bhi kar lay gay.... but meray doost kheyal rakhna shadi kay bad.... mai tum ko appni sab say perfact maasi day raha ho ... khair abb mujhay rooona aaraha hai is wajha say mai jaa raha ho ..... roona is wajha say woh chali jaie ge.... roona is wajha say kay jab woh jaie ge tu meray adnan bhai mbbs par kiya ho ga :(

[QUOTE]
*Originally posted by NO^RESERVATIONS: *

Office regularly naheen aa raha na.... issi liye..... kuch busy bhi raha kaafi dino'n tak..... aur waisse bhi "qadar kho deta hai, roz roz ka aana jaana"
[/QUOTE]

yaar yeah tu app nay sach bola kay roz roz ka aanaa us kay bad khoojana qadar khan chor deta hai ... magar phir bhi tum itna jo muskura rahay hai kiya ghum hai jis ko choopa rahay hai ? ? wesay MASHALLAH kafi haram muu ko lag gaie hai jis ke wajha say app office he nahi aarahay ... beta office chalay jaya karo sumjhay or time par woh bhi warna time bomb laga kar phar do ga ... :p

nahi nah nahi nah nahi nah nahi nah nahi nah :frowning: :frowning: :frowning: hum tu app ko sach mai is say bhi zeeyada bora sumhajtay hai :mad3: coz app hum ko tu bilkul lift nahi karwati … yeah izat hai humhari app kay dil mai…koie baat nahi bye shy.

Janwar Unkle “good Morning” :flower1:

:rotfl: :rotfl: :rotfl:

yeh thread to mey ney dekha hi nahi tha, janwar, zabardast yaar, ur threads r really cool!
anyway shukar hey mey bucha hoa hoon tumhari news broadcast sey :slight_smile:

anyway DOST! keep it up. :k:

hmmmmmmmmmm hai good good kasi ho aunty rasheeda :stuck_out_tongue:

abb pata chal geyeah nah so ill send some stuff for u … tum kaha say baach jaoo gay dhakur :stuck_out_tongue:

yaar janwar, i thought we were really good friends!
:confused:

mausum ka haal, khel ki khabrain aur tijarati khabrain bhi zara bata chalay toe nashriaat ki meherbaani hogi - waisay iss main taawun kiss nay kiya hay.

hmmmmmmm bhai were not we r … really good friends… aajaa galay lag jaa meray nal…:hug: :kiss: <----- :yukh: go n brush ur teeth partner …

[QUOTE]
*Originally posted by omair_mal1k: *
mausum ka haal, khel ki khabrain aur tijarati khabrain bhi zara bata chalay toe nashriaat ki meherbaani hogi - waisay iss main taawun kiss nay kiya hay.
[/QUOTE]

mausum bara boora chal raha hai bhai meray.... har taraf kaali andhi chal rahe hai..... pata lagnay par maloom howa kay Larkiya appni roof par appnay hairs wet kar rahe hai... towel say .......... ..... phir khel ke khabroo mai ajj larkiyo nay flirting kay under first prize leyeah ... jis ko denay wali world record yafta aunty reemaa khud stange par aie or larkiyo ko gold madal phanayeah ...............abb sawal hai tijarti khabroo ka tu bhai maloom howa hai kay ajj kal IRAQ mai Lohay ke underwear bana start ho gaie hai.... ............... or sponcer by GOLA GANDA banay walay ....... 101 sabon banay walay .......... larkiyo ko marnay wala sprey bananay walay ......... larko ko seedha rasta deekhanay walay .... or larkiyo ko ghar kay bahar dekh kar zaban bahar nekalnay walo ke madad say yeah Janwar app ke khidmat mai peesh howa hai :p

oye chal..mera haath pakar kar..pachtao gay :hehe: main bhi kisi ko chorti nahi :wink: