janwar GS ke taza tareen news kay sath hazir hai …
Bao behari kay nalkay ka pai nahi aaraha jis ke wajha say ajj kal woh hum-mam khanay mai jaa kar 10 rupess mai nahatay hai .
maheen ==== un kay sir kay under maheen maheen jooie chali gaie hai jo kay insect killer spary say bhi nahi jaa rahe , khooja khooja kar ganji ho gaie hai .
Dania ==== woh ajj kal atlanta kay aik zoo mai paie jati hai , 1 rupess wala ticket laga howa hai , 4 months ka festival hai , phelay aie or phelay paie ke bunyad par ticket deyeah jaie ga…
pagal Deewani ==== pagal deewani appnay deewanay pan par bara pareshan hai or appna sir deewar ar mar mar kay appnay app ko laho lohan kar dala hai , jo un ko pakar kar un ke marham pati kar day ga us ko moooo manga inam melay ga .
Ajnabi4ever — yeah insan numa donkey kahi bhi nazar aajaie us ko gooli mar dena ka hukum hai… pagal khana walay or jin say yeah peesay lay kar oodhar bhaga howa hai sab peechay paray howay hai , pata dena walay ko aik water cooler inam mai deyeah jaie ga…
No-Reservation — ajj he 2 ghantay phelay itla mele hai kay abb no reservation ke reservation ho rahe hai or ticket bilkul free hai , her kese ko un kay peechay kick marnay ke azadi hai … phelay aie or phelay sawab kamaie ka boad laga howa hai .
NiMmi ==== nimmi jab subha ajj jagi or appnay miror ko dekha tu miror aik dum tot geyeah or woh bhi behosh ho gaie coz unho nay appnay app ko ajj makeup kay bagar dekh leyeah …
Azad — in ko azad kar kay zoo walay boohat khoosh hai warna poora zoo ka khana yeah akelay khaa jatay the…
ghazal-kesi-ke — ajj kal sab ke ho gaie hai .
mahnoor@lahore === ajj achanak market mai lipstick choorati hoie pakri gaie , pakarnay walay GS kay Mod the tu chor deyeah geyeah .
Kamran_khan === afghanistan say pakistan aarahay hai anday ke factory laganay … matlab boohat sa sarmayah pakistan aaraha hai pathanoo ke soorat mai ..
DarcKo ==== ajj gali gali mohalay mohalay mai darcko bachoo tahreek ke raali nekali gaie… bird flu kay bad abb darcko glue aageyeah hai .sab appni nose ko band kar lay jab darcko samnay say goozray , shukriya…
Bilal bhai ------ bilal bhai ajj kal kay mahenaz goolokar hai…jabhi ajj kal bilkul baykar hai … unho nay aik meerasiyo ke cricket team banie hai jo kay match khalnay topa-take-singh jaa rahe hai.
rani pakistani—ka kal raat ko kese chor nay paras choora kar bhag geyeah tu rani pakistani nay shoor macha deyeah kay meray paras mai 100000 rupess or boohat say kemiti zeewar the magar after 15 minz wapas aageyeah paras lay kar or bola kay kuch rakh leeyah karo wesay manay 10 rupess dal deyeah hai bus ka keerayeah ..
cat-woman— ke ajj moochay nekal aie hai or woh un moocho kay sath khoosh khoosh bharam mai cat walk karti hoie nazar aarahe hai…
jonybr === un ko kuch kahnay say phelay soocho phir bolo ka nara gali gali or mohalay mohalay lagyeah jaa raha hai .
shikra --ka ajj shikar hotay hotay bacha aik sheekari ke gun say coz woh dor say us shekari ko moti bhans jasi nazar aarahe the…
pakistan kuri — un ka naam par ajj kal market mai DAWA banaie jaa rahe hai kay aik dafa kuri ko pe lo or jee lo… jis say larkay boohat fieda utha rahay hai… jali Dawa say bachna hedayat , trademark zaror chack kar lena.
Muslim Qeen === muslim queen nay ajj appni bhangi paray ke reeyeah kay sath beth kar boohat say waqat goozara un kay bacho ko gud mai lay lay kar ghar ghar gaie … or un kay sath khana khayeah or pic le gaie … BBC Or CNN walo ke covrage boohat ache thi un kay sath.
BAQI LOGO KE TAZA TAZA KHABRAY APP TAK MILTI RAHAY GE… jab tak kay leyeah is janwar ko ijazat deyeah miltay hai aik break kay bad… pakistan zindabad.