:-| chalo :-|
uffffffffffffff uffffffffffff mujhay bhi tum jaasi pakistan ANJUMAN ke talash thi …
jo meray hath pakray or mujh ko is selfish larkiyo ke banaie hoie duniya say dor kahi dor lay jaie ![]()
ANJUMAN Hogee tumhari future wife..
kahan main aur kahan woh “jatt” Anjuman
[QUOTE]
*Originally posted by omair_mal1k: *
:-| chalo :-|
[/QUOTE]
tum saman pack karo mai abhi ata ho .... zeevar ... soonay ke chooriyah...... peesay or prize bound ... jitna bhi cash hai sab abba ke teejoori say nekal kar rakho..... mai train ke ticket lay kar ata ho ... hum ajj raat ke he gari say bhag chalay gay ... ok ... sahi hai.
mai appni honay wali say tu he bol raha ho
hahahahahaha or wesay go n chack being infront of miror … khud andaza ho jaie ga .. kay ANJUMAN tumhari student rah chooki hai … u crossed wut u really never cross ![]()
LOLZ
tring tring “KANTABEN” ![]()
abay chal..meri student kisi aur ko banao..anjuman ko kyun banatay ho:smack2:
abey yaar kaha chal ? ? itna chalati ho kay meeray pairoo mai chalay nekal aaie hai
and btw wuts : KANTABEN : :kunfuse:
mujhay naheen pata tha k janwaaron main bhi pathan hotay hain ![]()
pathan phelay janwar he thay
bad mai appnay app ko insan bolnay lagay … wesay har insan kay under kahi nah kahi aik janwar zaror choopa howa hai … jo kabhi bhi kese bhi waqat bahar ata hai or or zamanay ko jala kar chala jata hai ![]()
toe kya her aadmi k under pathan bhi hota hay :-|
wesay by the way i replied on ur PM n waiting for ur reply … so where is ur PM ![]()
![]()
[QUOTE]
*Originally posted by omair_mal1k: *
toe kya her aadmi k under pathan bhi hota hay :-|
[/QUOTE]
hmmmmmmmmm ALLAH nah karay .... har insan pathan ho....agar asa howa tu janat mai serf Larkiya ho ge .... hahahahahahahahahahahahahahhaahhahahah :p
ooOpPPPppPPPpPs… dada app yaha… sOLLie
nahi nahi pathan boohat achay hotay hai … boohat palay palay hotay hai… boohat magar sach appni jhaga ![]()
han tumara sar mei marnay ko chori kari thee :halo:..
…
bhai mere… agar kissi pathan ne tumharay saath kabhi koi hand kar diya hai
tau iss mai saaray pathano ka kya qasoor… kyunke qasoor tau Qasoor walo ka hai na ![]()
nahi yaar manay ajj tak BUS par saafar nahi kiya .. hahahahhahah is wajha say bacha howa ho .![]()
mai bus ke safar ki baat naheen kar raha tha… mai tau ROLLER COASTER ka bol raha tha ![]()
sando paindo
wesay tumnay maray sir par marnay kay leyeah choori ke thi sandel hmmmmmmmmm is ko bolti ho doosti
sab larkiya aik jasi hoti hai ![]()
when did i call u my Dost ?
…