:insha: ![]()
nice kiya haal hey janwar bahi ![]()
mugah bhi isey kirey ney kata hey jisey ney app ko bhi kata hey :D
awin mey mat choro :snooty:
hmm aj kal kya khubren chal rahi hain ?
lol..kool thread janwar…keep it up:k:
every1 seems 2 b enjoyin ur news…![]()
wb janwar..shukar hey ab khabarnaama to sunney ko milleyga dubaara :D
im not moti ![]()
Daagh nay ajj papu ke underwear pahan kar papu say poocha ( baachooo abb tu kiya pahnay ga )
Raindance ka naam chacha shabrati par geyah hai , un ko abb gaalee kay bachay is he naam say pookartay hai , peeti hoie news walay yah khabar maloom karnay waha gaie or aik bachay say poocha tu us nay batayah kay raino chacha shabrat walay din dhooti or kurtay mai jaa rahay tha kay humay say aik bachay nay un ke dhooti mai patakhay bhand deyah , jab patakhay phaatay or chacha ranio ke dhooti phat gaie , us din say raino chacha ka naam chacha shabrati rakh deyah hai .
Nayab subha say appnay kamray say nahi nikle , peeti hoie news walo ko shak howa tu woh pata laganay waha gaie tu pass he us ke doost mil gaie us nay batayah kay Nayyab nay subha Moli kay parathay khaa leyah tha .
kulfi walaa raat ko appnay samnay walay ghar mai rahnay wali appna shako ke larki ko love letter detay howay pakray gaie , aakhari itlaa anay tak pata chala hai kay un ka muu kala kar kay donkey par betha kar gale gale mohalay mohalay ghoomayah jaa raha hai .
insan nay ajj bhai juman halwaie walay ke dookan say rus gola choora leyah jis par us ka abba nay khoob mara .
Decent^Munda dees mai nikla ho ga chor - ke shooting par gaie waha un ko star plus walo nay appnay new dramay mai lay leyah or bola app sach mai boohat baray dramay-baz lagtay hai .
pardesi kuri nay Kaanta laga par dance kiya achanak woh zor say naachtay naachtay cheelaa gaie tu sab say CLAP kara in the end , jab un say poocha geyah kay app itna acha dance kesay kar lati hai tu unho nay bola jab jisam par khoojli ho rahe ho tu insan naachta he hai .
LaLa2000 par aik movie banay jaa rahe hai or us ka title hai LALA Lahori jis mai LALA aik ghoonday ka kirdar ada kar rahay hai or un par pahlay song picturize hota hai ( cut , Action . . . or lala aik garden mai song gaa rahay hai , akelay nah jana humhay chor kar tum , tumharay seewa hum bhala kesay jeeie gay ) or samnay say aik kuta jaa raha hota hai .
NiMmi un saheeba nay flirting kay under bumper prize jeeta hai or miss flirt ka un ko crown ajj pahnayah jaie ga .
jhoot sara sar jhoot main baaz to nahin insaan hon :p
ChiLLy MiLLy yah aunty tarzen ajj kal africa kay junglo mai nazar ati hai .
Deviliciousss nay ajj aik song ( chamak chalo zara dheeray chalo warna jaoo ge peesal , laachak jaie ge patle kamar ) par latkay jhatkay dekhaie jis ko dekh kar logo nay wah wah kiya or bolay budhapay mai bhi log kitna acha dance kar letay hai .
amirbilal Dantonic kay add mai aie jis mai woh monkey ke jhaga fit ho gaie .
Tommy Knocker nay darwazay par knock kara jab samnay say darwaza khoola or band ho geyah under say awaz aie ( baba maaf karo ajj peesay nahi tum ko denay ko )
*Arnold Shalwar nicker * un sahab ke LaL colour wali chadi khooo gaie hai jin sahab ko melay foran jala day kyun kay yah 1 saal say use kar rahay tha .
janwar i thught i was nice 2 u…![]()
ek baat kahin Janwar G ur 101% abhi tak hum sab se yeh pochte hain kiya filmi love nami koi chez asal amin bhi hoti hai ya bas koi damgi khala hota hai ![]()
janwaar come here i wanna kick ur booty… jhooti khabrain philata hai mamu :nahnah:
janwar == yeah sahab aaj gali k kone pe pate phente howe pae gae ...
in k sath 3 mammo loog bhi they... police mobile aane
per .. yeah loog apne apne gharoon ko shat ho gae...
Phat_GurL peeti hoie news walay Phat gurl kay bahar kharay howay nazar aie tu pata chala kay ajj Phat gurl khanay khatay howay Zor-dar dhamakay kay sath Phat gaie .
dutch_paki nay ajj subha uth kar murgi ka anda deyah or phir fry kar kay khaa leyah , or boltay howay chalay gaie , jaha say ayah tha wapas waha he store kar leyah hai .
masoom_se_larki ke masoomiyat barish mai bhaa gaie .
naina wali par aik song banayah geyah ( in say naain mela kar tu dekhiya , yah dhooka khaa kay daakhiya ) in the last jab un ke ankhay chack kari gaie tu pata chala kay aik ankh east ke taraf dekh rahe hai or doosri ankh west ke taraf .
Sahar02 nay zahar peenay ke kooshish ke magar afsos kese nay bacha leyah un ko .
Furqan nay zafaran bananay wali factory mai packing ke job pakar le hai .
Sandleen nay ajj kabab khaie or galay mai kabab mai say nikle hoie hadi phas gaie , bari muskil say un ke hadi kamar par danday mar mar kay nekale gaie .
haha haa!
nahlay par dhaalaa
:bash:
nahin nehle pe badshah… caz ikka bhi mere pass hai …
![]()
bhai mein tera kiya bura kiya hai … ya mein nay teray saath koi ziyati ki … ![]()
![]()