funny stuff!! n the longst thread everrrrrrrrrrrr
^^
You are forgeting just about 38 threads, only in cafe..
^^ i wouldnt kno, my attention span doest allow me to go beyond 3 pages... i skmmed all the way to the last page...
Deviliciousss = = = nay appa khorsheedan ka rishta uncle tom say karwayah jab peesay deenay ke bari aie tu appna khorshedan nay inkar kar deyah jis par Deviliciousss nay uncle tom ka hath pakra or lay kar bhag gaie , akhari italaa anay par maloom chala hai kay woh log public bathroom kay assss pass nazar aie hai .
Kamran_Khan = = = nay new WEBCAM leyah or leetay kay sath he unho nay yahoo par On kar kay beth gaie... abhi woh aik larki say yahoo kay MIC system par baat he kar rahay tha kay larki nay bola Plz Open ur Cam n Invite mE ...... kamran khan baray khoosh khoosh ho kar oPen kara Web Cam achanak un ko MIC mai say aawaz aie ..... AaAaaaaaaaaaaaaaaaaAaaaaaaaaaaaaaaaa !!!!!! or phir sanata ... kafi dar tak hello hello kartay rahay kamran but doosari taraf say koie awaz nahi , akhari khabar anay tak maloom howa hai kay madam nooor-jahan ke bati mai say aik bati ke halat kafi nazuk hai .
Dania_2000 = = = Dania ko appnay sapno ka shazada mil geyah hai ..... magar shazada bolay tu bhangeyo ka :p
Insan = = = nay ajj kal hawano wali harkatay kar le de hai ... kabhi woh tree par payah jata hai kabhi garden mai keeray khaa raha hota hai or kabhi khooja raha hota hai .... DOCOTR nay batayah kay un ko kese khatarnak insan nay kata hai .... Janwar Peeti hoie news walay abhi tak dekh rahay hai kay yah kam kis ka hai ..... wesay DANIA kay muu par kuch khooon kay neeshan nazar aie tha :p
HAye haye.. maine kia kiya hai,, woh uncle Tom Bahar Janvar ka intezaar ker rahe the bathroom ke baahir. Uncle Tom Ko appa khursedan se ziada tum pasand aye.. (maybe uncle tom digs the Bald Head.. N i saw the twinkle in ur eyes too Janwar, dont u deny it)
True love i tell u
[QUOTE]
*Originally posted by Deviliciousss: *
HAye haye.. maine kia kiya hai,, woh uncle Tom Bahar Janvar ka intezaar ker rahe the bathroom ke baahir. Uncle Tom Ko appa khursedan se ziada tum pasand aye.. (maybe uncle tom digs the Bald Head.. N i saw the twinkle in ur eyes too Janwar, dont u deny it)
True love i tell u
[/QUOTE]
aray khala jaan .... i dont have a taste to grab males in my life :p yaar kiya expose karnay par lagi ho mujh ko :p kyun mari market down karwa rahe ho.... kiya bachay ke Jaan lay kar choro ge kiya :p
lolzzzzz
good work Janwar dost :D
[QUOTE]
*Originally posted by amirbilal: *
lolzzzzz
good work Janwar dost :D
[/QUOTE]
bus jii app ke DUA-BADUA dono sath aik he plate mai rahe tu woh din dur nahi jab Peeti hoie news ..T.V par bhi online honay lagay ge or aPp ka yah Janwar waha bhi GS ke tangay khanch khanch kar larkiyo kay sath ilaan-e-jang kar raha ho ga :) heyyyyy mOcambOoo :)
p.s wesay bhi maray ajj kal kafi doodh jaklabi khaie jaa rahe hai ? ? khareyat ... shadi honay wali hai kiya ? ? ?
[QUOTE]
*Originally posted by Janwar: *
p.s wesay bhi maray ajj kal kafi doodh jaklabi khaie jaa rahe hai ? ? khareyat ... shadi honay wali hai kiya ? ? ?
[/QUOTE]
oa bhai tumhain kaisay pata chala :D
well that is my plan.. ![]()
[QUOTE]
*Originally posted by Janwar: *
Insan = = = nay ajj kal hawano wali harkatay kar le de hai ... kabhi woh tree par payah jata hai kabhi garden mai keeray khaa raha hota hai or kabhi khooja raha hota hai .... DOCOTR nay batayah kay un ko kese khatarnak insan nay kata hai .... Janwar Peeti hoie news walay abhi tak dekh rahay hai kay yah kam kis ka hai ..... wesay DANIA kay muu par kuch khooon kay neeshan nazar aie tha :p
[/QUOTE]
tum aaj kal insaan ka peecha chor do, cause he is out of town for a month, so he won;t be able to reply you :)
by the way i'm missing him so much :(
Dania_2000 = = = Dania ko appnay sapno ka shazada mil geyah hai … magar shazada bolay tu bhangeyo ka
bhangi
buri baat :nono: aisay nahi boltay
ahahah ![]()
ajj kal yeh app ko kab se khuwab mai dekhne laggain
Deviliciousss = = = ke bachi dal dal kaachi .
Dania2000 = = = aadhee rooti addhaa kaba Dania ko marna bara sawab .
NiMmi = = = tootee fruitee lotee mooteee .
LaLa = = = LaLo-khati , LaLo=parsad :p
![]()
Janwar is back ![]()
cute swee2 2 din say pyar par ghoor-o-fekar kar rahe hai magar un kay sumhaj nahi aaaa paa raha kay yah kis kesam ka deemaghi keera hai .
KuLiWaLa ramdan mai pakoray ke dokan lagaie gay GS par .
Sinner in kay gunnah ka pyala itna bhar geyah hai kay aik poora samandar ban jaie .
RainDance nay ajj 2 larkiyo say mar khaie , pata karnay par Peeti hoie news kay crime reporter waha poonchay tu larkiyo nay batayah kay yah Larka noma admi hum ko bahan jii bol raha tha .
Sameel ajj body building kartay howay un ke shalwar ka naara tot geyah or shalwar neechay ho gaie magar shukar hai papu ke underwear nay un ko bacha leyah .
Heart Hacker duniya mai pahli bar 2 din ke bachi ko heart attack ho geyah . . duniya kay doctor pareshan ho gaie kay 25 years ke age say pahlay heart attack kese ko nahi hota tu is bachi ko kesay ho geyah , tu hidden camera say pata chala kay Heart hacker bachay kay room mai gaie thi or us ko kiss kar kay aie thi .
Black Mumba nay Juma bazar mai LaL chadi ka theela laga leyah hai , sab maal 2 , 2 roopiya ke awazay lagatay howay nazar atay hai .
Golden scorpion yah sahab 3 din or 4 raato say ghar say laapata hai jin ko melay foran mar dalay kyun kay yah kaatay nahi balkay in ke badboo say he insan mar jata hai .
**Daagh ** ajj in par serf excel dala geyah jis kay bad un ka naaam BAY-Daagh par geyah .
Nayyab aik chor in kay peechay par geyah or kuch saman lay kar bhag geyah , nayyab cheela kar behosh ho gaie , jab un par pani mara geyah or poocha kay sab kuch hai tu app kay beg mai koie peesay or credit card nahi geyah nah he diemond ring tu app kyun udas ho gaie tu nayyab nay masoom shakal bana kar bola woh mari lipstick lay kar bhag geyah hai .
blushing vision is larki numa computer virus nay GS ke duniya ko hala kay rakh deyah hai , jaha dekho , jis jhaga dekho GS kay koonay koonay mai yah virus ke tarha ghoos gaioe hai agar in ke rok-thaaam nahi ke gaie tu GS tabha or barbad ho jaie ga .
Sparkly Eyes in ke ankho ko dekh kar yah mahsos nahi karay kay un ke ankhay spark kar rahe hai star ke tarha balkay in ke ankho mai mootiya utar ayah hai .
Rani Pakistani ko raja pakistan chaar kar bhag geyah .
Faizy nay Ramdan mai LOTA ke shop khoolnay ka program banayah hai jis mai har kesam kay lotay ho gay , lambay , motay , silver , golden , app har kesam kay Lotay paa sakay gay in ke shop say or aik offer bhi rakhi hai unho nay , Aik lotay par 1 toilet paper bilkul free .
Shikra yah aunty ajj kal kafi pareshani ke halat mai rahti hai , un say poocha geyah tu unho nay appnay muu side mai kar kay oper neechay dekh kar bola ( aunty nahi kaho nah )
Rockistan ajj rOck n roll par dance kar rahay tha kay un ke aik hadi appni jhaga say nekal gaie , un say poochnay par kay bhai kaha ke hadi nikli hai tu woh appna shirminda sharminda sa chera bana kar idher odher dekh rahay hai .
**Abb tak ke report . ** ![]()
app log bhi appnay appnay views or report yaha liekh saktay hai . shukreyah .
![]()
welcome back ![]()
![]()
-----x---------
mai es khaber ki tardeed kerta houn, aur yeh wazahat zaroori
smajhta houn kay, abhi koi larki aur woh bhi 2 x 2 paida nahi hoi
jo Rainu ki peetai ker sakain. waisay bhi ho sakta hai kay mainay unko
bahan ji nahi, bulke “Bhainse je” keh diya hoga. t:snooty:![]()
Hehe very funny:nahnah:
btw: me lipstick laghati hi nahin ho!!