JANWAR peeti hoie news kay sath

Shukria :mad:

:smack2:

Main bee kahaoon Khana mazedaar kiyoun hai.. Jamal Ghota
Abhi Khana khaya nahi khabar phelay chap gai hai..What a country??

Nahinnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnn!!! akher esa kiya howa main kiya kiya tha God main to kisi macher ko bhi nahin marti aap k khof se nahinnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnn :teary1:
:teary2:
koi baat nahin Janwar G ap ka kasor nahin hai jo aap ne humaray saath kiya deekhna kiya hota hai ab wasay jo hoga mujhey bhi nahin pata lol :stuck_out_tongue: lol joks yaar
wasay acha mazaak tha heheheheheheh:hehe:
ok then TC sweeto wid love Cute Swee2 :Pretty:

Mazaak ker rahi thi yaar naraaz to mat ho :frowning:

BrokenSky — ajj kal gareeb ho gaie hai is baat ka andaza unho nay is baat say lagayah jab subha uthay tu un ke roof nahi waha khoola asman tha or public toilet kay pass sooo rahay the.

soch ke bolna yaar next time:snooty:

[QUOTE]
*Originally posted by cute swee2: *
Mazaak ker rahi thi yaar naraaz to mat ho :(

[/QUOTE]

Main kahan naraaz houn woh tuo shukria kaha hai, while phassay hoay main shukria essa hee adda hota hai.. :biggthumb

[QUOTE]
*Originally posted by Janwar: *
Ur Angel ---- YEah Dekho wOh dekhOo , Ur AngeL jAsi KhOobsOrat Pari kO dekhOo , yAha Say DekhO wahA say DekhOo hAr jhaGa Say Angel AngeL ko dekhOo , aIk dIlkAsh Insan kO dekHoo Aik Mahtab Chand kO dekhOo , DekhOo ray DekhOoO maaray Moulk kay LogO dekho ..

KinO --- ajj boohat sastay ho gaie hai , stock market mai ajj Kino kay shares boohat kam rahay .jis ke wajha say miss kinoo pareshan rahi .

CatwOman --- jab cat walk karti hoie jaa rahe thi tu achanak un ke sandel tot gaie or woh zameen par aassi geeri jasi koie bhaans qurbani say phelay girti hai .

MasOom-sE-LarkI --- ke masoomeyat par achanak TEX lagnay ke wajha say masOomeyat mai kami aagaie .

Let Us Chat# ---- ke chat mai woh khas baat hai jo kese or chat kay under kaha .

JOnybR --- nay june kay maheenay mai jungle janay ka irada kiya hai ... kaha jata hai kay un kay jungle janay kay peechat boohat bara raz hai jo abhi tak samnay nahi aasaka .

Golden_Scorpion---- ajj kal toilet kay under paya jata hai ..... jO koie bhi dekhay woh appni chapal say mar day . shukreya.

faizy ----- ajj kal Ilama Iqbal kay beetay kay jamadar say jamadari ka faiz hasil kar rahay rahay hai , abhi tak woh 2nd round tak poocnhay hai dekhna hai kitne manzilay par kar kay appnay waqar ko hasil kartay hai ... but waqar tu un say bhagta hai :p

g3nu1n3---- karachi kay jumma market mai kabab rooti ka instal lagaie nazar aie .

OutLaw----nay Law par chalnay wali raaali mai sab say agay bhar bhar kay heesa leyeah .magar jab peechay dekha tu koie bhi nahi tha akelay jhanda lahratay howay public kay samnay chal rahay the.

2GooD2BTruE----- truelies Movie kay bad un ke Movie banay wali hai 2gOod2btrue.... is mai hollywood or bollywood or lollywood kay actors kam kar rahay hai ... jis mai jhon ranibow , reema 18 saala , raveena tun tun or khud 2gOod2btrue kam kar rahay hai coz un ka donkey ajj kal faizy bhai nay lay leyeah hai tu un ko us ke jhaga kam karna par raha hai.

initiator-----kaha jata hai yeah mashkok insan boohat he khatarnak hai ... bachoo ko dekh kar kat khanay ko dorta hai ... baroo ko dekh kar khoojanay ko dorta hai.... jaha dekho spary kar do is ko dekh kar.

~NiQ@Bi~---- is ka niqab(mask) ajj kal 2 rupess mai mil raha hai .... jo kay khasa bacho mai popular ho raha hai .

Capricorn---- boohat shareef insan the beecharay ajj kal raato ko road par cigrate kay lambay lambay kash letay howay nazar atay hai .poochnay par kuch nahi serf yeah bol kar agay chal deyeah... ( mai kapray badal kar jaoo kaha... or bal banaoo kis kay leyeah ) or asman ko dekha or chal deyeah .beecharay.

pAKiBaRBie---- phali dafa pakistan mai pakistani barbie doll bana shoro hoie hai jo kay pakistan kay culture ko show karti hai or jo dhooti , kurta or pagri pahan kar pakistan saakhawat kay mazeed rang ko show karti hoie nazar ati hai.

baqi News break kay bad.
[/QUOTE]

Dekh liya?
Nazer aa gai?

[QUOTE]
*Originally posted by Ur Angel: *

Dekh liya?
Nazer aa gai?
[/QUOTE]

welcome belcome dushmun aay ... Hiya doin..?

OH GOD!
ITS U AGAIN A4E!
kitne ache din guzer rahe thai! Aaj tumhari shakel dekh li so my whole week is gnna b a disaster now!

By the way admission mil gaya?
.....
......
.........
...........
..............
.................
MENTAL HOSPITAL MAI?

Nahi aik puranay Mareez ka reference chahiya.. Kaya address likhoon ap kay naam kay sath…:nuch:

U wnt the address! No problemo ........

Name : Ajnabi4Eva
Address ; ON THE STREETS NE WHERE IN MANCHESTER
Telephone no. ; 999

Hmm ab to tumhara admission ho jai ga no problem!

An if they ask u ur occupation jst tick OTHER!
Since ur mental!

Looks like they'v admitted u!
Shuker hai!

:hehe: :kiss:

Janwar …jis ki talash thee wo to yahi janwar lagta hay :slight_smile:

abba, ghar main toothpaste khatam hogaya hai :stuck_out_tongue:

:rotfl: :rotfl:

Brokensky --- kay achanak gussa anay par Janwar nay sorry kar le jis kay bad dono nay galay mai bahay dal kar aik jungle raqs kiya .

nancy drew ---- kay teeth dekh kar Solomani manjan bananay walo nay aik ishteryar bana deyeah jis par nancy drew ke pic thi teeth saaf karnay say phelay or teeth saaf karnay kay bad elephant ke pic laga de .

Ajnabi4ever--- nangay hatho pakregeyeah rooti choori kartay howay .

cute swee2 ---president pareev bhai nay gaurd of houner kay tor par cute swee2 ko aik salami de jis mai 3 water gun shamil thi.

bao bihari---nay haleem ke dookan laga de , sadar kay main market mai ..

Dania2002----kulfi khatay pakri gaie .

Ur Angel --- aik paristan kay shazaday kay sath date martay pakri gaie .

lolz acha aur woh larka app the na :wink: …sharam nahi aati janwar ek larki ko cherte hue??? besharam :hehe:

[QUOTE]
*Originally posted by Janwar: *

Dania2002----kulfi khatay pakri gaie .

[/QUOTE]

thanx God! woh main nahi thee :D

:hehe:
haan na, bohut pareshaan hoon aaj kal :bummer:
sardia be khatam ho rahi hai, kino ka mosoom be ja raha hai :crying:

wasiye u got a lot of time on ur hands :stuck_out_tongue:
aur kya haal hain? haven’t seen u in a while