JANWAR peeti hoie news kay sath

Lekin mai ne tau aap se mulaaqat ke liye Africa ke janglaat ke visa ke liye apply kiya thaa :konfused:

oye janwar app ko galat fehmi hogai hai kyun ke mere peeche app khare the :hehe:mai app ko dekh ke behosh hogai thi aur aaina app ko dekh ke tota tha bechara aaina ne kaha ke yeh kia ek pari dosra koun DIYO hai:D beta hum hum baki sab Pani kam hai:p

:snooty:…koi haal nahi :rotfl:

zoo waale laga taar aap ko dhoond rahe hain…kab tak chupte raho ge…:halo:

Very funny!
Side per bhait ker yeh sab parhne ka maza hi kuch aur hota hai! :rotfl:
Hehehe!

Rules to janwer! :ahaa:
Apply them 2 live happily!
Be nice to him he’ll be nice to u!
Bt yeh its a different thing wen u be nice to him bt he still dsnt like u! :smack:

:expressionless: hmmmmmmmmmm again hmmmmmmm :expressionless:

Ok miltay hai phir kuch news kay sath aik break kay bad :slight_smile:

Re: JANWAR peeti hoie news kay sath

[QUOTE]
*Originally posted by Janwar: *

Bilal bhai ------ bilal bhai ajj kal kay mahenaz goolokar hai...jabhi ajj kal bilkul baykar hai ... unho nay aik meerasiyo ke cricket team banie hai jo kay match khalnay topa-take-singh jaa rahe hai.

[/QUOTE]

aur us team k coach Janwar bhai hein...

Bilalsohaib --- ajj raat ke taza taza khabar hai kay ajj raat jab Bilal bhai appni shorts or t shirt mai bahar niklay tu un ko gaali kay DOGS nay gheer leyeah ...bari muskil say jaan bachie bilal sahab nay in last paata chala kay DOGS 10 din say bhooka the or BiLaL sahab snay jo Shorts phani hoie thi us par white fat Bone ka bara say tato bana howa tha woh bhi peechay.. thanx God bachat ho gaie .

Maheen2002--- ajj tasty Gold chaleyeah supari kay dabay mai say maheen jii ko aik makeup box bilkul free mela... jis ko laganay kay bad un ka chera phir say larkiyo jeesa ho geeyah warna aunty jesa tha :p

NiMMi --- ajj jab sarak par jaa rahe thi tu samnay say kuch badmash kesam kay larkay Nimmi ko chernay kay leeyah agay bharhay or niMmi jii nay jump mar kay aik he min mai dono ko zameen par leta deyeah or un par appna mota badsoorat sa Legs rakh kar tarzan ke tarha .. AAaaAAah AAaaaaaaaaaa karna start ho gaie .

No-reservation---- kay papa nay no reservation ko boohat mara , wajha abhi tak update nahi hoie , jesay he pata chalta hai yeah janwar app ko zaror bata day ga .magar jani noqsan nahi howa... bus kuch jhaga par choot aie hai jo hum sencer kartay hai :p

nikki --- kay mohalay mai shadi thi ajj raat so raat ko khana nikki nay nahi banayeah ... or khana khanay shadi mai chali gaie... jaha say woh doosaray din ka khana bhi shopingbags mai dal kar choori choori lay aie... magar dulhan walo nay pakar leyeah jis ke bina par un ko saray un kay ghar kay bartan saaf karnay paray .

Little Human --- Big Human ho gaie ..... magar kab kesay kaha say kis waqat kis jhaga ... Nah tum jano nah hum ... nice movie.

bao bihari --- jo nah katay aari say woh katay bihari say :p bao bihari , behar kay hero rah chookay hai appnay waqtoo mai jab woh nO-jawan hotay the tu barya story sunay mai aie hai woh bhi meray uncle batay the kay boe behari ANJOMAN ko dil he dil mai bara like kartay the or zaban par kuch nahi bus AnjOo anjOo rahta tha .achanak in dono ke joori tot gaie or anjoo ganjoo kay pass or boe bihari akelay phir say jeenay lagay ajj kal naalay kay pass tun tun halat mai paie jatay hai.

ayman ---- On Air anay kay leeyah beech samandar mai jump mar deyeah ...... khair baach tu gaie... magar sholay kay gabar singh nay in ko bola Tera kiya ho ga kaaleya ( coz ayman ka rang koyla ke tarha kala bhaat hai bus un kay cheray mai un kay gooray teth hai jo raat ko un ke shakal honay ke identify karta hai .

Shikra ---- kay peeeit ka keera achanak bahar road par ghoomtay howay nazar ayah...maloom karnay par us keeray nay batayeah ajj kal holidayz par ho .

Ajnabi4ever ------ achanak un ke pic dekh kar bachay dar gaie .... baray bhag kharay howay .... hawa taz ho gaie or bijli karaknay lagi... army walo nay postion lay le or poray world mai world war start ho geyeah.. boohat jhaga par log gharo say bahar nekal aie or NAARA lagatay rahay .... AJnabi ko mar do ajnabi ko mar do ....jalsay or jaloos mai kafi log maray gaie hai or kafi log zakhmi hai .

(-======= JANWAR ========- )

Ur Angel ---- YEah Dekho wOh dekhOo , Ur AngeL jAsi KhOobsOrat Pari kO dekhOo , yAha Say DekhO wahA say DekhOo hAr jhaGa Say Angel AngeL ko dekhOo , aIk dIlkAsh Insan kO dekHoo Aik Mahtab Chand kO dekhOo , DekhOo ray DekhOoO maaray Moulk kay LogO dekho ..

KinO --- ajj boohat sastay ho gaie hai , stock market mai ajj Kino kay shares boohat kam rahay .jis ke wajha say miss kinoo pareshan rahi .

CatwOman --- jab cat walk karti hoie jaa rahe thi tu achanak un ke sandel tot gaie or woh zameen par aassi geeri jasi koie bhaans qurbani say phelay girti hai .

MasOom-sE-LarkI --- ke masoomeyat par achanak TEX lagnay ke wajha say masOomeyat mai kami aagaie .

Let Us Chat# ---- ke chat mai woh khas baat hai jo kese or chat kay under kaha .

JOnybR --- nay june kay maheenay mai jungle janay ka irada kiya hai ... kaha jata hai kay un kay jungle janay kay peechat boohat bara raz hai jo abhi tak samnay nahi aasaka .

Golden_Scorpion---- ajj kal toilet kay under paya jata hai ..... jO koie bhi dekhay woh appni chapal say mar day . shukreya.

faizy ----- ajj kal Ilama Iqbal kay beetay kay jamadar say jamadari ka faiz hasil kar rahay rahay hai , abhi tak woh 2nd round tak poocnhay hai dekhna hai kitne manzilay par kar kay appnay waqar ko hasil kartay hai ... but waqar tu un say bhagta hai :p

g3nu1n3---- karachi kay jumma market mai kabab rooti ka instal lagaie nazar aie .

OutLaw----nay Law par chalnay wali raaali mai sab say agay bhar bhar kay heesa leyeah .magar jab peechay dekha tu koie bhi nahi tha akelay jhanda lahratay howay public kay samnay chal rahay the.

2GooD2BTruE----- truelies Movie kay bad un ke Movie banay wali hai 2gOod2btrue.... is mai hollywood or bollywood or lollywood kay actors kam kar rahay hai ... jis mai jhon ranibow , reema 18 saala , raveena tun tun or khud 2gOod2btrue kam kar rahay hai coz un ka donkey ajj kal faizy bhai nay lay leyeah hai tu un ko us ke jhaga kam karna par raha hai.

initiator-----kaha jata hai yeah mashkok insan boohat he khatarnak hai ... bachoo ko dekh kar kat khanay ko dorta hai ... baroo ko dekh kar khoojanay ko dorta hai.... jaha dekho spary kar do is ko dekh kar.

~NiQ@Bi~---- is ka niqab(mask) ajj kal 2 rupess mai mil raha hai .... jo kay khasa bacho mai popular ho raha hai .

Capricorn---- boohat shareef insan the beecharay ajj kal raato ko road par cigrate kay lambay lambay kash letay howay nazar atay hai .poochnay par kuch nahi serf yeah bol kar agay chal deyeah... ( mai kapray badal kar jaoo kaha... or bal banaoo kis kay leyeah ) or asman ko dekha or chal deyeah .beecharay.

pAKiBaRBie---- phali dafa pakistan mai pakistani barbie doll bana shoro hoie hai jo kay pakistan kay culture ko show karti hai or jo dhooti , kurta or pagri pahan kar pakistan saakhawat kay mazeed rang ko show karti hoie nazar ati hai.

baqi News break kay bad.

yeh DR. Khoorana nay mere kya halat bana dee :teary2:
Janwar.. ab kya hoo gaa??

yaar abb mai kiya kar sakta ho … mai tu serf NEWS public tak poochata ho abb app janay ot DR khowar janay i mean khoorana janay … wesay kiya howa ? ? koun c tang pakar le jis ke wajha say app ke yeah halat ho gaie ? ?

[QUOTE]
*Originally posted by Janwar: *

yaar abb mai kiya kar sakta ho .... mai tu serf NEWS public tak poochata ho abb app janay ot DR khowar janay i mean khoorana janay ... wesay kiya howa ? ? koun c tang pakar le jis ke wajha say app ke yeah halat ho gaie ? ?
[/QUOTE]

bus yar.. bohat lumbi story hai.. kabhi time mila to suna doon ga .. abhi to chalta hon :)

:hehe: Main bach ga e woho! yepeeeeeeeeeeeee :slight_smile:

main bhi :k:

:p

:smack: Main nahi bach paa raha iss janwaar kay seengoo say…

Allah Hu

bechare :hehe:

Bachaaay Moun bund ..moun say budboo aa rahi hai.. :mad:

OoO! good yaar :wink:

Awwwww! bless u swee2 :kiss: lol wasay apas ki baat hai phsay howay achay lagtey ho lol wid love Cute Swee2 :Pretty:

cute swee2 --- nay ajj larkay ke awaz mai aik song gaa kar public ke ankho ko khoola ka khoola rakh deyeah .... jab unho nay start kiya appna song ( thanday thanday pani say nahana chayeah , gana aie yeah nah aie gana chayeah ) tu us he waqat kuch log beehosh ho gaie or kuch ko hospital lay jayah geyeah jo waha poohachnay kay bad dum tor gaie... abhi last itala anay tak 8 oper nekal leyeah hai 4 nekalnay kay leeyah ready hai or 17 abhi tak hosh mai nahi aie hai .. reason abhi tak nahi pata chal sakta kay woh behosh Q hai .. jesay he itla aie ge hum app ko Update kartay rahay gay .

BrokenSky --- ajj kal gareeb ho gaie hai is baat ka andaza unho nay is baat say lagayah jab subha uthay tu un ke roof nahi waha khoola asman tha or public toilet kay pass sooo rahay the.

Ajnabi4ever --- ke achanak tabyat kharab ho gaie ... un ko hospital nahi lay kar jaa sakay Q kay poora time toilet kay under he rahay in last pata chala kay kese GS kay takhreeb-kar member nay un ko khanay ma jamal ghoota mela kar day deyeah the . ajnabi4ever ka pata nahi but un kay peet ke halat nazuk bataie jati hai.

Nancy Drew==== nacy drew ka ajj lunky drow nekal ayah.. jis mai unho nay 2 hilal ke khati methi toffe jeeti or aik barby doll jis kay teeth bahar or bilkul ganji .... jis ko dekh katr nancy drew boli ( hiee bilkul mujh par gaie hai )

agay ke khabray anay tak humharay sath rahay ... Janwar .