JANWAR peeti hoie news kay sath

hai Allah! :smack: haan na. woh merqy dushman ka tha. acha hua ko kal mua na bach saka :snooty: and no ji, i dont wanna look for his wife! :snooty: bas mujhe us ki talash hai jis kay billay nay meri billi ko bachay diyay

waisay i HATE dogs…i dont like them one bit…

phir tu tari honay wali wife tu nahi baachti :stuck_out_tongue: hahahahahahahahhaah

Khumar jii tusi tension nah lo … woh Billa hmmmmm is he GS par ghoomta howa nazar ayah tha … app fekar not and zekar not … hum hai tu kiya ghum hai jii … hum us billay ke talash mai abhi say nekal jatay hai … or us ko dhoond latay hai … or agar zinda nahi mela tu us ke lash app kay kadmoo mai peesh kar day gay … app aik bar bolay tu mem sahab … serf aik bar kay tusi bari woh ho jii :love:

hai Allah! aisay to na bolay na! us ko marnay wali duain na karain! waisay agar billa mar gaya to main na us kay janazay par us kay owner kay ghar jaa sakti hoon hmmm
Chalo ji, aap ko ijazat! dhoondh laiyay us ko!

ps…main bari woh kya hoon ji? :blush:

hello, janwar bhai

say somehting about me too

hmmmmmmmm :mad3: phelay bhai bolna band karo Larki :mad3: wesay bhi bolo bolo mera kiya jaa raha hai , mera tu bhaiyo wala KAN (ear) Ajj kal kharab hai :snooty:

Larki tum assa karo kay tum maray ghar aajaoo hum dono sath chalay gay kahi long drive par , phir candle dinner karay gay , phir tum mujh ko ghar chor dena … mai tum ko tata karo ga . or phir aglay din milnay ka wada kar kay ghar ghar chalay jaie gay :slight_smile: kesa :wink:

[QUOTE]
*Originally posted by Janwar: *
Nancy Drew - - - har baat par hansti thi or un kay yellow teeth jab bahar nekaltay or us mai sab jab badbOoo bahar ati tu sab dum daba kar bhag jatay .... aik din himat kar kay aik insan nay un say pooch he leyeah ( kiya app closeup kartay haiii .... kiya app kese par martay haiii .... yah ultay seedhay Q chaltay haiii ...... app Q nahi closeup kartay haiiii ..... )

[/QUOTE]

:D

[QUOTE]
*Originally posted by Janwar: *
Desi Churail - - - nay ajj paristan mai entry marnay ka program banayah magar waha ke pariyo nay us ko under ghoosnay nahi deyah.

[/QUOTE]

yea..magar app ko kasey pata chala..lol.. mujey wahan janey ki zaroort nahi.. i m good in HELL..lol

[QUOTE]
*Originally posted by Nancy Drew: *

:D
[/QUOTE]

Oh God !! white teeth , means nOw on u r usin closeup :p

[QUOTE]
*Originally posted by DESI CHURAIL: *

yea..magar app ko kasey pata chala..lol.. mujey wahan janey ki zaroort nahi.. i m good in HELL..lol
[/QUOTE]

HeLL is full mem sahab , meray peechay khari ho abhi tumhara number nahi ayah :p

[QUOTE]
*Originally posted by Janwar: *

HeLL is full mem sahab , meray peechay khari ho abhi tumhara number nahi ayah :p
[/QUOTE]

lol.. jee nahi.. i m already in dere..

[QUOTE]
*Originally posted by Janwar: *

Oh God !! white teeth , means nOw on u r usin closeup :p
[/QUOTE]

yes, janwar bhaijan!

[QUOTE]
*Originally posted by Nancy Drew: *

yes, janwar bhaijan!
[/QUOTE]

dekho mari bachi ... tum Bhai appnay bhai ko bolo or jaan meray leyeah chor do mai us kay sath khoosh ho :p

[QUOTE]
*Originally posted by DESI CHURAIL: *

lol.. jee nahi.. i m already in dere..
[/QUOTE]

jabhi kaho waha say sab bhag bhag kar wapas qabristan Q aarahay hai :p

Raindance - - - jungle mai jungly logo kay sath dance kara , in last un ko roasted insan toffay mai deyah geyeah .

Nancy Drew - - - kay sir par keeray par gaie hai , jis ke wajha say un ko ganja kara jaie ga .

DESI CHURAIL - - - nay ajj dhooti or kurta phana or sir par bagri bhi bhandi magar phir bhi sab ko pata chal geyah kay woh churail hai Q kay un kay legs peechay ke taraf tha .

No_Reservation - - - nay ajj 2 anday deyah jis mai say aik murgi ka bacha or aik kutay ka bacha nikla :stuck_out_tongue:

Khumar - - - nay ajj tarzan ke tarha tree par char kay AaaaaaaAaoOoooOOoOoooooOO kara jis kay bad un ko pagal khanay shift kar deyeah geyah .

Dania2000 - - - ko ajj BULL kay sath fight karwayah jis par mOotay hatay katay khatarnak BULL nay bola kay yah tu mari sister hai or mai sister say nahi larta :snooty:

:hehe:

GurL - - - nay pashto song par dance kara jis kay bad pashto dance say logo ko nafrat ho gaie , or woh yah boltay howay chalay gaie kay yah dance tha kay COW appni dum hela rahe thi :yukh:

mann-moji - - - nay appni man moji kartay howay appnay uncle ke pocket mai say 10 rupess choori kar leyeah jis par uncle nay us ko leeta leeta kar mara .

Daagh - - - nay shadi karnay ka fasla kar leyeah hai magar afsos koie larki un kay is faslay ko dekhtay howay un kay sath nahi jana chati :smack:

no doubt… yeh pitti hueee news hay :hoonh:

hehehe v funny:)btw app ki apni koi newz nai?