appnay par aie tu foran pitti hoie news yaad aie … warna buray muu kay sath bure tarha appnay yellow teeth kay sath hans rahe thi ![]()
Cute swee8--- saari raat nahi soo saki Q kay us raat khatmalo ke shadi ho rahe thi un kay bistar par :p
HeArt HaCker - - - nay appni aik doost ke shadi mai Qawali gaie jis par LogO nay tomato say un ko shabash de .
Toro - - - jab market mai niklay kuch saman lenay tu poora bazar band ho geyeah log bhagnay lagay har taraf bus log aik doosaray ko dhaka day kar bhagnay lagay .... larkiya chilanay lagi ... jab unho nay notice kara kay kiya wajha say tu in last un ko pata chala kay jaldi mai woh appni dhooti pahana bhool he gaie :p
![]()
sachchi baat keh di yaar
![]()
khatmalo
kiya hota hai ![]()
Irem - - - kO dekhnay kay leyeah Larkay walay aie tu woh appnay rOom kay FAN par latak rahe thi , pata karnay par poocha tu unho nay kuch nahi bola bus aik jhaga par dekhti rahe or dar kay maray un ke bori halat hoti rahe... jab hum nay waha us jhaga par dekha tu waha aik masoom cocroach ko dekha jo appni baahaay phela kar Irem ka neechay anay ka intazar kar raha tha .
NyFeLLa - - - swiming pool par atay he sath deep jhaga par jump mar de ... or doobnay lagay un ko bacha kay bahar nekala geyeah tu poocha app ko tu swim nahi karna ati tu app nay itne deep jhaga par jump Q mar de ... tu unho nay bara masOom chera bana kar bola kay agar app ke Chadi mai AGG lagi hoti tu mai app say phir poochta :(
ghazal kisi ke - - - nay ghar kay bahar beth kar ghazal gana shoro kar de jis par area walo nay police ko complain kar de or un ko police utha kar lay gaie .
[QUOTE]
*Originally posted by Janwar: *
ghazal kisi ke - - - nay ghar kay bahar beth kar ghazal gana shoro kar de jis par area walo nay police ko complain kar de or un ko police utha kar lay gaie .
[/QUOTE]
jeeeeeeeeeeee nahin ji! main aisay kaam nahin karti! ![]()
woh meri hamsai thi. she likes my style soo much she copies me a lot. everybody sez that she looks like me now. eww…wohi aisay baihooda kaam karti hai! ![]()
[QUOTE]
*Originally posted by Janwar: *
appnay par aie tu foran pitti hoie news yaad aie ... warna buray muu kay sath bure tarha appnay yellow teeth kay sath hans rahe thi :p
[/QUOTE]
apko kya ... mai hansooo ya na hansooo....
but one thing is fer sure...
yeh waqayee pitti hueee news hayn
-------------x---------------
Meri bewi ko aisay kaha to mai tum say baat nahi karounga ![]()
foran maafi mangoo , jaldijaldi,![]()
lol bechara, jo bhi tha ![]()
lol..![]()
:(
eheheh janwar
motey
[QUOTE]
*Originally posted by Janwar: *
:(
[/QUOTE]
lol eheheh beechara janwar i love u keh ke behosh q hogai the :p
Janwar - - - ajj udas hai :(
Janwar - - - Q udas hai :(
Janwar - - - bus udas hai :(
Janwar - - - sahi udas hai :(
Janwar - - - :( :(
Chanda Mamu sOoo gaie ,sOoraj Chahooo Jagay , aray dekho pakrOoo yaarOoOoo ghaari kay Kantay bhagay , Aik kahani khatam tu dooji shOoOOori ho gaie mamu ..... subha ho gaie Mamu , Mamu Aray Mamu .
Da hell with aLL guPPPpPiez yaar :(
:nono:
kya huaa…??
woh hOwa jO nahi hOna tha , itna intazar kiya manay magar ufffffffffff yaar yah meray sath he Q hota hai
nahi jeena mujh ko jab mujh ko mari kismat mai woh cheez nahi milti jo mai chata ho … kiya kese ka manay beegara hai jo yah meray sath he hota ha … mai kaha jaoooo kidher jaoooo har jhaga har kamray mai yah he haal hai pooray ghar mai bus ghoom ghoom kar thaak geyeah magar nahi shayed mari kismat mai nahi tu kay tera abb bhi intazar karta ho… mai tujhay kal bhi pyar karta tha , mai tujhay abb bhi pyar karta ho…
well PANI (Water ) me and my bacha party really waiting for u . ajja ooOO anay walay aajaa… nah ho naraz kay humri koie khata nahi ![]()
[QUOTE]
*Originally posted by Janwar: *
woh hOwa jO nahi hOna tha , itna intazar kiya manay magar ufffffffffff yaar yah meray sath he Q hota hai :( nahi jeena mujh ko jab mujh ko mari kismat mai woh cheez nahi milti jo mai chata ho .... kiya kese ka manay beegara hai jo yah meray sath he hota ha ...... mai kaha jaoooo kidher jaoooo har jhaga har kamray mai yah he haal hai pooray ghar mai bus ghoom ghoom kar thaak geyeah magar nahi shayed mari kismat mai nahi tu kay tera abb bhi intazar karta ho..... mai tujhay kal bhi pyar karta tha , mai tujhay abb bhi pyar karta ho.........
well PANI (Water ) me and my bacha party really waiting for u . ajja ooOO anay walay aajaa.... nah ho naraz kay humri koie khata nahi :(
[/QUOTE]
ajayga ... thora aur intizaar kerlo :)
[QUOTE]
*Originally posted by gUrL: *
ajayga ... thora aur intizaar kerlo :)
[/QUOTE]
yah hum khooshke kay janwar means me and my bacha party waiting for that ..... but yaha par aik song yaad aaraha hai ..... Nah tu aaie ge nah he chain aaie ga ... maray angan ke hari baaloo ka abb pataa paataa sookhta jaie ga :(
![]()
sabr keroooo