JANWAR peeti hoie news kay sath

beta shadi kar lo yah kese larki say doosti kar lo , tumhari bhi tind aajaie ge :stuck_out_tongue:

[QUOTE]
*Originally posted by Janwar: *

beta shadi kar lo yah kese larki say doosti kar lo , tumhari bhi tind aajaie ge :p
[/QUOTE]

kya aap ki tind hai?

nahi but slow slow maray peechay ka chand nazar anay laga hai abb :stuck_out_tongue: abb tu log yah song gatay hai … aaie kitnay dino kay bad gaali mai ajj chand nikla…:smack:

LOL! :smiley:

[QUOTE]
*Originally posted by Janwar: *
Desi Churail ---- insano kay beech mai aakar pareshan hai coz un ke shakal jesa koie nahi hai khoofnak.
.
[/QUOTE]

uffo... Dushman loog is so jealous!!

[QUOTE]
*Originally posted by DESI CHURAIL: *

uffo... Dushman loog is so jealous!!
[/QUOTE]

abey churail tum say Koun jealouSs ho ga ... bhoot yah bhooti he ho ge .

[QUOTE]
*Originally posted by Janwar: *

abey churail tum say Koun jealouSs ho ga ... bhoot yah bhooti he ho ge .
[/QUOTE]

nahi koi Janwar hai.....

[QUOTE]
*Originally posted by DESI CHURAIL: *

nahi koi Janwar hai.....
[/QUOTE]

acha ab nekal lo short short ho jaoo :p

[QUOTE]
*Originally posted by Janwar: *

acha ab nekal lo short short ho jaoo :p
[/QUOTE]

hain??? ek tu.. dont u get it.. i dont speak.. janwa ki lang..

or mujh ko bhooto or churalo ke LangOo nahi ati… wesay oyee sir mai durd nahi karo… u :mad3: dushman … is thread say bahar chali jaoo warna :2guns: sumjhi … yaha par bachoo ko nahi daraoo appni shakal dekha kar .

:halo:
main billi kay bachon kay abba kay owner kay liyay gana gaa rahi thi :blush: :halo:

Dania2000 - - - ke kamar mai durd ho geyeah pata laganay par maloom howa kay woh aik resturant ke chair par jab baathi tu woh chair un ka weight bardashat nahi kar paie or tot gaie jis ke wajha say kamar or kafi sensative jhaga par choot aie hai

:rotfl:

Janwar: SKN larki hai :smiley:

:crying: dushmannnnn

Khumar - - - ko ajj parosi kay kutay nay kaat leyah jis ke wajha say us kutay ko hospital lay jayah geyah magar beechara woh baach nahi payah :(

Dania2000 - - - nay ajj aik larkay ko I LOVE YOU bola jis ke wajha say woh larka yah sadma bardashat nahi kar payah or behosh ho geyah .

Desi Churail - - - nay ajj paristan mai entry marnay ka program banayah magar waha ke pariyo nay us ko under ghoosnay nahi deyah.

RainDance - - - nay ajj barish mai dance kiya magar in last woh gussay mai waha say chalay gaie in last jab un say poocha kay app chalay Q gaie tu unho nay bola kay mai dance nahi kar raha tha so tell me kis nay paani mai current choora :(

^^ , haha ha :rotfl:

waisay waqai, kis nay current chora thaa, :mad2:

[QUOTE]
*Originally posted by Janwar: *
Khumar - - - ko ajj parosi kay kutay nay kaat leyah jis ke wajha say us kutay ko hospital lay jayah geyah magar beechara woh baach nahi payah :(

[/QUOTE]

:( aur mera kisi nay aa kar hospital main haal tak nahin poocha! billay kay owner nay bhi nahin!

manhos insan yaha betha howa hai … where is my bloody PM … abey koie larki tu karti nahi mujh ko PM tum he kar deyah karo yaar :frowning: dil khoosh ho jaie ga … warna meray inbox par assa lagta hai kay kese nay KALA Jadu karwa deyah hai kay larkiya mujh ko PM nah karay :frowning:

mem sahab zara yah tu bataie kay app aik ghantay say yah BILLA kis ko bol rahe hai :mad3:

billa…you know, jo cat ka male hota hai…billa. aap ko yeh tak nahin pata tha! Hai Allah! :eek:

-------------x---------------------
Khumar,News may to tum ko “kuttay” na kata hai naa,:konfused:
:eek: Fir to tum ko uski wife ki talash hai naa, bolay to “kutty” Kuttay ki female :hehe: