No bya khwra dagharay
![]()
abEy tari tu
dekh beru yah kiya bol rela hai aPpun ke sumhaj nahi aarela … teray kO urdu bolnay ka… warna aPpun sumhaj kay bhi nah sumhaj rahay ga .
NiMmi ---- JiS ka Zahnee tawazOn kharaB hai , Omer ka andaza lagana muskil hai coz sir par nahi muu mai teeth nahi ... Rang Neela or peela , lizered jasi chal , hieght half zameen kay under half zameen say bahar... sab mela kay 2 inch 2 c ...sab say bari cheez un ke neeshani Un ke lambi Moti LaL khoon say bhari un ke Zaban hai jo knief ke tarha chalti rahti hai .... ankhay bhans jasi ... 6 hands or 10 legs kay sath kahi bhag gaie hai , aakhari itala milnay par un ko aik tree par aik bandar ke joooo jo sir mai keeray hotay hai woh nekaltay howay 0r khatay howay nazar aie the........pata batanay walay kO 100 kooray maray jaie gay , or jo dhoond kar lay kar aie ga us k0 jaan say mar deyeah jaie ga.. ILan Khatam hOwa rash kam karay please. shukreya.
KinOo--- ke chatni ajj market mai new new aie hai ... jo khaie woh phachtaie or jo nah khaie woh bhi phactaie.... kinoo ka mosam khatam ho raha hai ... batayeah jata hai kay ajj kal kay kinooo mai aik keera aageyeah hai ... nekal kay he nahi deta , pooray kinoo baradari mai phaal geeyah hai or kinoo ke zaat ( cast ) ko kharab kar raha hai .. jald say jald kinoo baradari walay hitmi fasla lay kar is keeray ko sprey say bhaga dalay gay ... akhari itala anay tak maloom howa hai kay yeah kinoo nahi aik insan numa keera hai jo kinoo kay under rahta hai abb dekhna hai kay kinooo baradari kesay bhagati hai in ko .
cute swee2-----ka ajj dulha bhag geyeah pata laganay par logo nay batayeah kay jab dulhay nay ghoonghat hatayeah tu samnay ajeeb or gareeb makhlook ko dekh kar bhag nikla.... or appnay baalo ko noochta jaa raha tha...or bolta jaa raha tha.... meray ghar walay maray dushman nahi ho saktay .... akhari itala anay tak pata laga hai kay woh dulha abb bilkul mental ho geeyah hai or aik song gata howa nazar ata hai market mai ( shadi nah karna yaaro pachtaoo gay sari life ) beechara bhari jaawani mai he pagal ho geyeah .ALLAH us ko hal or us ke zindage ko sahi karay .AMeen .
Dania_2000-------beauti contest mai khari hoie or gir gaie pata laganay par maloom howa kay kese nay banana ka chilka zameen par is haseen larki ko dekh kar jeloOoOseee mai dal deyeah in last jab woh insan pakra geyeah tu woh koie or nahi pakistan Lollywood ke mashor heerOoien REEMA thi jab un say wajha poochi tu unho nay batayeah kay mari jhaga koie nahi lay sakta mai sab ko mar do ge ..
Bao behari -- behar mai behari kabab laganay lagay hai.
maheen2002--- nay aik bangali movie mai aammi ke kirdar aadda kiya.
pagal Deewani --- lahori actor Mastanay kay sath shoping center par doodh jalabi khatay howay nazar aie .
Ajnabi4ever ---- nay doctory chor kar gannay ke machine laga le hai jis say logo ko 5 rupess ka aik gannay ka juice baach rahay hai.
No-Reservation --- chooti walay din sabzi market mai moli ke marketing kartay howay nazar aie .
Azad ---- karachi Lolo khat mai churiyo ke dookan kay bahar larkiyo ko churiya pahantay howay dekh rahay the , jis par waha kay kuch shareef logo nay un ko itna mara kay sir ganja or kapray oper neechay ho gaie jis kay bad woh dum daba kar waha say bhag leyeah .
ghazal-kesi-ke ----ka aik new mooshairaa honay jaa raha hai jis ka unwan hai , ghazal-kiskee-hoie ( kiskee means pagal )
mahnoor@lahore ---ajj kal US ke gaaliyo mai awaragarde kartay hoie paie jati hai .
Kamran_khan ---- peeshawar mai chapli kabab khatay howay nazar aie.
DarcKo ---- dacko baasheray kay sath dakati martay howay bakray gaie , un kay pass say 2 munna biscut or 4 kit kat baramad hoie.jis kay bad jail lay jaya geyeah or un ko ulta latka kar jo kiya woh yaha nahi liekh saktay . magar durd say roonay ke awaz abhi tak aarahe hai.
Bilal bhai ---- appnay leyeah jeans lanay gaie or jab ghar wapas aie tu galti say kese bachay ke chadi sath mai lay aie .
rani pakistani----- ko raja ko rani say pyar ho geyeah movie boohat pasand hai .
cat-woman----- ajj kal un ke dum khooo gaie hai i mean TAIL jis ko melay woh foran wapas kar day .
jonybr --- kay cartoon show par hookumat nay band laga deyeah hai .. coz us ko dekh kar doosaray cartoon mootasir ho rahay the.
shikra ----- appni roof par appnay lambay lambay baalo ko sookhati hoie nazar aie... jab un kay baalo ko khancha geyeah tu pata laga woh nakli thay under say woh ganji thi.
pakistan kuri ----nay karachi mai mahndi lagaie or phir pathan continatal mai khana khayeah.
Muslim Qeen ---- kay king ke talash jaari hai ... jesay he melay king ko pakar lay coz woh Queen kay heero ka har chura kar bhag gaie hai.
sparkly eyes ----aik ankh pather ke hai .
silly girl ---- silsila movie mai appnay johar dekhaie ge .
Desi Churail ---- insano kay beech mai aakar pareshan hai coz un ke shakal jesa koie nahi hai khoofnak.
Sandleen ---nay appni sandel ke marketing ke or batayeah kay yeah woh sandel hai jis say unho nay 100 larko ko peeta hai .
diyah --- chambali ke shadi mai khajor khatay howay nazar aie.
Lamhay ---gol guppay ke dookan kay bahar appni zaban nekal kar khari rahe magar kese nay un ko kuch nahi khelayah,, bad mai sab logo kay peet mai durd ho geyeah lamhay ke nazar lag kay.
faizy ---- firdos colony mai frige sahi karnay ke shop khol le hai
khanzada --- un ko hum nay naie ke dookan mai betha payah, pata karnay par batayeah kay its my own shop.
americanDesi ---- Desi khanay boohat pasand hai .
Little Human ----- insano kay beech mai aakar boohat khoosh hoie.
Daagh ---bhari hoie cigrate lagatay howay pakray gaie.
golden Scorp ---- ajj kal africa kay jungle mai waha ke lakreyo ko kharab kartay howay nazar atay hai.
black mamba ---ke moocho ka raz poocha tu unho nay batayeah kay roz MTV bakri ka doodh peelata ho appni moocho ko.
Let Us Chat# ---- kay ajj kal chat masala market mai bara populer ho raha hai.
MasOom-sE-LarkI ----- nay masoomeyat say appnay chero ko neechay kar kay poocha ( kiya mai abb bhi masoom ho ) logo nay is tarha ke shakal bana le.
g3nu1n3---- GS ke team ajj kal in kay peechay lagi hoie hai.
Louie---- ke demagh ka ilaj chal raha hai ajj kal.
OutLaw-----L.L.B kay under addmission lanay ka sooch rahay hai.
Capricorn----nay ajj taurus say mil kar aik Mili naghma gayah.. maray dassh ke meeti gawah rahna.
Lajawab----nay meethaie ke dookan khol le hai .
Long rangers ----- ajj kal short jump laagatay howay nazar aie pata karnay par maloom howa kay un ke jeans mai kese nay rani bomb rakh deyeah tha.
Golden_scorpion - - - nay ajj shadi karnay ka program banayah magar koie larki us say shadi karnay ko tayar he nahi hai.
Sheen - - - pakistani movie mai jald he jalwa gar ho ge or movie kay under roooti banaie ge .
CHAT Pati - - - GS ke new model , model bolay tu cool cat .
A lo ker lo gal aan de he khaber ![]()
Janwar apun ko model bool rela hai Mast beru mast ![]()
well I am chill pill kinda person A-E-La
Janwar Sach boola k apun cool shool hai
Lagay raho lagay raho Me Kinda like ya now hehehehehehe pehlay laga tha ur 1 of those haan JEE naa JEE kinda guy but ur kinda cool as well Niger ![]()
![]()
how come i am never here?
![]()
Dania_2000-------beauti contest mai khari hoie or gir gaie pata laganay par maloom howa kay kese nay banana ka chilka zameen par is haseen larki ko dekh kar jeloOoOseee mai dal deyeah in last jab woh insan pakra geyeah tu woh koie or nahi pakistan Lollywood ke mashor heerOoien REEMA thi jab un say wajha poochi tu unho nay batayeah kay mari jhaga koie nahi lay sakta mai sab ko mar do ge ..
LOL ![]()
JonyBr aur PD ki khabar achi hai :k: ![]()
mooli ?.. :yukh:
mooli aaj kal bahut sasti ho gai hain… marketing ke baghair bhi sell ho jaatay hain ![]()
AFRICA naheeN na… Location ghalat bata rahi hay tumhari News Agency… ![]()
Latest news is.. ke Aik Razi ho gayi hay.. Ya I know usski ankhaiN kaam naheeN karteeN .. so wat ![]()
mashALlah ![]()
2GooD2BTruE - - - nay aJj bUs stand par kharay ho kar aik saadaa lagaie … jIs par us ko bOohat peesay melay . .. . ALLAH kay naam par baba ALLAH kay naam par… jo day us ka bhala or jo nah us ka bhi bhala …
Golden Scorpion - - - ajj GS ke party mai nahi aasaka .. GS kay log pareshan howay or unho nay phone kara us kay ghar tu us nay phone utha kar bola .. mai kapray badal kar jaoo kaha or baal banaoo kis kay leyeah woh Donkey tu city chor geyah mai donkey yard chaloo kis kay leyeah :bummar:
No_ReservatiOn - - - nay ajj pashtoo dance kara english music par jis ko logo nay baaraa sarhayah and in last un ko jooto ke maala phanaie .
Khumar - - - par ajj kar bari khumari chaa gaie hai or woh aik song gaati hoie nazar ati hai … jadu hai naasha hai madhoshiya hai tujh ko bhool kay abb jaoo kaha … jab pocha geyah kay kis kay leyeah yah song app gaa rahe hai tu unho nay bola kay mari billi kay bachay howay hai jis ko chor kar janay ko dil nahi karta .![]()
Dania2000 - - - ke kamar mai durd ho geyeah pata laganay par maloom howa kay woh aik resturant ke chair par jab baathi tu woh chair un ka weight bardashat nahi kar paie or tot gaie jis ke wajha say kamar or kafi sensative jhaga par choot aie hai .
** a lo tanu ki hoya i mean 2 say kiya howa :p**
Ye… Wo Donkey tou City chooR gaya… ![]()
Aaj kal Sirf ANIMAL kehlata hay… ![]()
Animal Bolay tou …
![]()
Nancy Drew - - - har baat par hansti thi or un kay yellow teeth jab bahar nekaltay or us mai sab jab badbOoo bahar ati tu sab dum daba kar bhag jatay … aik din himat kar kay aik insan nay un say pooch he leyeah ( kiya app closeup kartay haiii … kiya app kese par martay haiii … yah ultay seedhay Q chaltay haiii … app Q nahi closeup kartay haiiii … )
Chat Pati - - - nay aJj chat ke dukan mai gus kar Chat choora leyeah magar chat ke dukan kay malik nay us ko choori kartay howay dekh leyeah in the end CHAT Pati say baartan dhoolaie gaaie jis ka durd abhi tak un kay hatho mai hai ![]()
Golden_Scorpion - - - ajj appnay area par nazar aie … lambi daari rakhi hoie MOLA wali or Lambay Lambay baal rakhay howay … shalwar kameez peelay rang ke pahan kar bus yah Boltay jaa rahay tha… ( ALLAH he ALLAH kiya karo .. dukh nah kese ko deyah karo … jo hum sab ka malik hai naam us he ka leyah karo ALLAH he ALLAH ) achanak un kay pass aik sahab atay hai or poochtay hai baba humharay ghar ulad ho ge ![]()
Mash’Allah yani humain bhoola nahin giya humare pechay jaan ker khushi hoi chahye jasi bhi khaber chapi ho ![]()
Wasay thanx Janwar G
ur the best fiend n e 1 cld have
Wid love Cute Swee2 :Pretty:
Cute Swee2 loves her best friend Jawar and this is all sach he sach kiyoun k humain jhot boolne ki adat nahin
![]()
TC wid love Cute Swee2 :Pretty:
hey janwar did u ever do a piti huwi news on me? if not then do cuz I wanna hear one! and it better be good :p
[QUOTE]
*Originally posted by Sharafat_Ka_Namouna: *
hey janwar did u ever do a piti huwi news on me? if not then do cuz I wanna hear one! and it better be good :p
[/QUOTE]
Dada Abhi Lo . . fekar not n zekar not .
Sharafat_Ka_Namouna - - -Sharafat ka namouna kay real name SharfOo hai or woh bari sharafat say shareef shareef baatay kartay hai kay un ke sharafat un kay shirt par girti hai or sharfOo meyah ajj kal sooch rahay hai kay aik sharefoo ke commite banaie chayeah jis mai har shareef nawaz shareef ke tarha gunja ho kar gaali gaali mohalay mohalay har ghar mai jaa kar OIL baachay kay is ko laganay say itne chamakti hoie tind nekalti hai ... ting ting ti ting :p
arey mujhey nawaz sharif se compare kyoun kerte ho bhai? and I DO NOT have a tind! ![]()