JANWAR peeti hoie news kay sath

janwarrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrr i wont spare u baita

huh !!! keep dreaming my child :snooty: coz there is nO tex u pay 4 it .

:crying:

logon nai khabar yeh hai ke janwar ne promise kiya tha billi se ke woh usse shahdi keren ge magar ghar walon ne zabardasti banderya se kerwadi abb baat divorce tak aagayi hai plz pray for poor banderya :(

[QUOTE]
*Originally posted by Janwar: *

abEy $$ yeah Pounds ..... wesay LALA u r in LondOn nah ? ?
[/QUOTE]

nahi baba, i;m in HEEEEEE HAAAA! cowboy country ;)

in Houston, TEXAS :)

[QUOTE]
*Originally posted by NiMMi: *
logon nai khabar yeh hai ke janwar ne promise kiya tha billi se ke woh usse shahdi keren ge magar ghar walon ne zabardasti banderya se kerwadi abb baat divorce tak aagayi hai plz pray for poor banderya :(
[/QUOTE]

hmmmm yaar tum assi baatay Q kar rahe ho ... kiya ghar ke baatay bahar kari jati hai ? ? so hum dono kay beech ke baat GS par plz nahi bolo...acha nahi lagta :p

[QUOTE]
*Originally posted by lalas2000: *

nahi baba, i;m in HEEEEEE HAAAA! cowboy country ;)

in Houston, TEXAS :)
[/QUOTE]

acha hee bhi ho or haaa bhi :p or bhai app kiya Texas mai Texi chalatay ho kiya ? ?

Aaj Koi Taza Taza Kahbri Nahein Janwaar Jee ?

Take Care And Allah Hafiz…Scarlet :flower1: xXx

hmmmmmmmm well abb app aie hai tu NEWS bhi abb aahe jaie ge :stuck_out_tongue: tata… takecarz :slight_smile:

:k:

:rotfl"

Oye masOom kabotar tum ko zaror hansi aie ge … lagaoo kiya abhi aakar aik kan kay neechay :stuck_out_tongue:

Re: JANWAR peeti hoie news kay sath

[QUOTE]
*Originally posted by Janwar: *
janwar GS ke taza tareen news kay sath hazir hai .....

Bao behari kay nalkay ka pai nahi aaraha jis ke wajha say ajj kal woh hum-mam khanay mai jaa kar 10 rupess mai nahatay hai .

maheen ==== un kay sir kay under maheen maheen jooie chali gaie hai jo kay insect killer spary say bhi nahi jaa rahe , khooja khooja kar ganji ho gaie hai .

Dania ==== woh ajj kal atlanta kay aik zoo mai paie jati hai , 1 rupess wala ticket laga howa hai , 4 months ka festival hai , phelay aie or phelay paie ke bunyad par ticket deyeah jaie ga.....

pagal Deewani ==== pagal deewani appnay deewanay pan par bara pareshan hai or appna sir deewar ar mar mar kay appnay app ko laho lohan kar dala hai , jo un ko pakar kar un ke marham pati kar day ga us ko moooo manga inam melay ga .

Ajnabi4ever --- yeah insan numa donkey kahi bhi nazar aajaie us ko gooli mar dena ka hukum hai.... pagal khana walay or jin say yeah peesay lay kar oodhar bhaga howa hai sab peechay paray howay hai , pata dena walay ko aik water cooler inam mai deyeah jaie ga....

No-Reservation --- ajj he 2 ghantay phelay itla mele hai kay abb no reservation ke reservation ho rahe hai or ticket bilkul free hai , her kese ko un kay peechay kick marnay ke azadi hai ... phelay aie or phelay sawab kamaie ka boad laga howa hai .

NiMmi ==== nimmi jab subha ajj jagi or appnay miror ko dekha tu miror aik dum tot geyeah or woh bhi behosh ho gaie coz unho nay appnay app ko ajj makeup kay bagar dekh leyeah ...

Azad --- in ko azad kar kay zoo walay boohat khoosh hai warna poora zoo ka khana yeah akelay khaa jatay the.....

ghazal-kesi-ke --- ajj kal sab ke ho gaie hai .

mahnoor@lahore === ajj achanak market mai lipstick choorati hoie pakri gaie , pakarnay walay GS kay Mod the tu chor deyeah geyeah .

Kamran_khan === afghanistan say pakistan aarahay hai anday ke factory laganay ... matlab boohat sa sarmayah pakistan aaraha hai pathanoo ke soorat mai ..

DarcKo ==== ajj gali gali mohalay mohalay mai darcko bachoo tahreek ke raali nekali gaie.... bird flu kay bad abb darcko glue aageyeah hai .sab appni nose ko band kar lay jab darcko samnay say goozray , shukriya....

Bilal bhai ------ bilal bhai ajj kal kay mahenaz goolokar hai...jabhi ajj kal bilkul baykar hai ... unho nay aik meerasiyo ke cricket team banie hai jo kay match khalnay topa-take-singh jaa rahe hai.

rani pakistani---ka kal raat ko kese chor nay paras choora kar bhag geyeah tu rani pakistani nay shoor macha deyeah kay meray paras mai 100000 rupess or boohat say kemiti zeewar the magar after 15 minz wapas aageyeah paras lay kar or bola kay kuch rakh leeyah karo wesay manay 10 rupess dal deyeah hai bus ka keerayeah ..

cat-woman--- ke ajj moochay nekal aie hai or woh un moocho kay sath khoosh khoosh bharam mai cat walk karti hoie nazar aarahe hai...

jonybr === un ko kuch kahnay say phelay soocho phir bolo ka nara gali gali or mohalay mohalay lagyeah jaa raha hai .

shikra --ka ajj shikar hotay hotay bacha aik sheekari ke gun say coz woh dor say us shekari ko moti bhans jasi nazar aarahe the...

pakistan kuri --- un ka naam par ajj kal market mai DAWA banaie jaa rahe hai kay aik dafa kuri ko pe lo or jee lo... jis say larkay boohat fieda utha rahay hai... jali Dawa say bachna hedayat , trademark zaror chack kar lena.

Muslim Qeen === muslim queen nay ajj appni bhangi paray ke reeyeah kay sath beth kar boohat say waqat goozara un kay bacho ko gud mai lay lay kar ghar ghar gaie ... or un kay sath khana khayeah or pic le gaie ..... BBC Or CNN walo ke covrage boohat ache thi un kay sath.

BAQI LOGO KE TAZA TAZA KHABRAY APP TAK MILTI RAHAY GE.... jab tak kay leyeah is janwar ko ijazat deyeah miltay hai aik break kay bad... pakistan zindabad.
[/QUOTE]

meri khabar kahn hai ! ...mein bhi gs ki hisse daar hu !!!!!!!!!!!:(!

Re: Re: JANWAR peeti hoie news kay sath

[QUOTE]
*Originally posted by Mahewal ki soni: *

meri khabar kahn hai ! ...mein bhi gs ki hisse daar hu !!!!!!!!!!!:(!
[/QUOTE]

nExt time say abb aPp kay peechay bhi hum appnay banday laga day gay jo app pal pal ke reporting kartay rahay gay , fekar not n zekar not mem sahab :) hum hai tu kiya ghum hai :)

[QUOTE]
*Originally posted by Janwar: *

jii yeah ap ke jorwa sister hai jo kum kay melay mai app say beechar gaie thi :p
[/QUOTE]

oho, usey dhoondhny ka shukriya :D

:expressionless: … woh chandi naheen thee… meri chundya chamak rahi thee :smack2:

oh matlab kay dor say dekha tu anday oobal rahay they … pass jakar jo dekha gunjay oochal rahay thai :stuck_out_tongue:

Re: JANWAR peeti hoie news kay sath

hein jee:grumpy:

first of all mera naam sahe nahi likha:p

second k mein aaj kal kese ko graas tak nahi dal rahe aur ap baat kar rahay hain honay k:grumpy:

Ps: nice thread:D

Re: Re: JANWAR peeti hoie news kay sath

hmmmmmmmm first of all thanks for liking this thread… then 2nd app grass dalay nah dalay Log tu aie gay app kay peechay coz larko ke fitrat app badal nahi sakti kabhi bhi :stuck_out_tongue: agar woh badal gaie tu larkiyo ko poocha ga koun :stuck_out_tongue:

[QUOTE]
*Originally posted by Janwar: *

acha hee bhi ho or haaa bhi :p or bhai app kiya Texas mai Texi chalatay ho kiya ? ?
[/QUOTE]

nahi bhai, mey partha hoon, aur business karta hoon :)

Re: Re: Re: JANWAR peeti hoie news kay sath

first of all my pleasure:snooty:

:sleep2: borringgggggggg :sleep2: