awww sweetheart thnx ![]()
wah kia baat hai … :rotato:
Janwar bhangi ney mara tha mujhey … us k khilaf mein ney FIR katwa di hai…
Bilal ---- ajj kal woh solomani manjan kay add mai manjan baachtay howay nazar atay hai .
LaLa2000---nay doodh pati chie bananay ke aik shop khol le jis par GS kay members kafi atay hai.
NiMmi-----aik film mai kam kar rahe hai ... jab woh ghooray par sawar ho kar sir par taj rakh kar mahrani ke tarha gali say ghoozar rahe hoti hai tu aik bachay un ko dekh kar doosaray bachay ko bolta hai kabhi tum nay ghooray par ghadhay ko betha dekha hai .. doosara bacha bolta hai kay nahi tu woh bolta hai abb dekh lo :p
Dania2000------ ajj kal GS par awaragarde kartay howay pakri gaie... un ko GS ke police nay pakar leyeah magar dania nay 100 rupess rishwat day kar police ko rafa dafa kiya .
Nency drew --- nay khana or khoojana tahreek par zorooo say kam shoro kar deyeah hai .
abb tak ke khabray , hum app ko update kartay rahay gay , stay with me :)
batameeeeeeeeeeeeez ghade ki tameez ghaday ka pajama janwar ka mun kala :p
janwar also add this, aur us ki shop bohat zabardast chul rahi hey aur lala dubba kar rokra($$) kama raha hey ![]()
abEy $$ yeah Pounds … wesay LALA u r in LondOn nah ? ?
abay o:smack2: …yeh kaisi khabrain phaila rahay ho meray baaray main..fuzool main reputation kharab hogee ![]()
[QUOTE]
*Originally posted by Janwar: *
ery mai laga kar har larkay ko appni taraf lanay ke bharpor kooshish ka
Ajnabi4ever------- ke shadi karwanay kay leyeah british agency harkat mai aagaie hai magar harkat mai barkat bilkul nazar nahi ati .
HAMMAD----ko ajj ganja kar deyeah geyeah pata laganay par maloom howa kay unho nay naaie ke larki ko char deyeah tha...
a nahi chayeah tha.
Maheen ----- ke shadi kay leyeah us kay ghar walay pareshan hai , jis ko koie larka numa budha melay foran bataie.
Rani Pakistani --- kay ajj khazanay mai say un kay sir ka taj choori ho geyeah jo kay un ko munna biscut kay tinny packet mai say mela tha.
Broken sky ----- ajj Pan ke dokan par tun ho kar gir gaie... Q kay unho nay meetha pan kay bajaie paati wala pan khaa leyeah tha...
bilalsohaib----- ko ajj un kay bhangiyo nay pakar kar gaali mai boohat mara pata laganay par maloom howa kay bilal bhai nay bhangeyo ke larki ko bol deyeah ( wah kiya baat hai ) .
yeah thi kuch halki pholi khabray .janwar ko ijazat . tata chanta .
[/QUOTE]
oooyeeee
janwar kuud charta hia
aoor name mayra layee taa hia jaaa thuuu hia :D:D:
[QUOTE]
*Originally posted by HAMMAD: *
oooyeeee
janwar kuud charta hia
aoor name mayra layee taa hia jaaa thuuu hia :D:D:
[/QUOTE]
woh he tu mera jaan ... Kam kese ka or naam kese or ka :p
[QUOTE]
*Originally posted by Janwar: *
Nency drew --- nay khana or khoojana tahreek par zorooo say kam shoro kar deyeah hai .
abb tak ke khabray , hum app ko update kartay rahay gay , stay with me :)
[/QUOTE]
yeh Nency Drew kon hai?
[QUOTE]
*Originally posted by Janwar: *
.
~~BoReD-iN-BrIsBaNe~~------nay machar bhagaoo thareek mai appnay jhanday gar deyeah hai , Q kay unho nay abb tak 420 machar shaheed kar deyeah hai .
[/QUOTE]
aik bach gaya ... aur us nay yeh thread khol di ...
[QUOTE]
*Originally posted by Janwar: *
woh he tu mera jaan ... Kam kese ka or naam kese or ka :p
[/QUOTE]
acha bachoooooo
theek ja rhaye hoo :D
[QUOTE]
Originally posted by *~~BoReD-iN-BrIsBaNe~~: *
aik bach gaya ... aur us nay yeh thread khol di ...
[/QUOTE]
lolz bib
lolz janwar mai tou app pe bethi hui thi!:p
[QUOTE]
*Originally posted by NiMMi: *
lolz janwar mai tou app pe bethi hui thi!:p
[/QUOTE]
jabhi kahi kal say meray kamar par khoojli Q ho rahe hai :p
^^
![]()
![]()
[QUOTE]
*Originally posted by HAMMAD: *
acha bachoooooo
theek ja rhaye hoo :D
[/QUOTE]
mai tu kahi nahi jaa raha .. balkay mai tu app insano ke duniya mai ana chata ho magar no lift shift :( for this janwar :(
[QUOTE]
Originally posted by *~~BoReD-iN-BrIsBaNe~~: *
aik bach gaya ... aur us nay yeh thread khol di ...
[/QUOTE]
aray janu german :p mai machar nahi mai woh janwar ho jo app ke qabar mai aakar app ko khoojli karay ga :p
[QUOTE]
*Originally posted by Nancy Drew: *
yeh Nency Drew kon hai?
[/QUOTE]
jii yeah ap ke jorwa sister hai jo kum kay melay mai app say beechar gaie thi :p
chandu ke chachi nay , chandu kay chacha ko ,chandani chook par , chandani raat mai chandi kay chumchay say chitni chataie ![]()