![]()
acha
![]()
janwar ![]()
[QUOTE]
*Originally posted by Janwar: *
hmmmmmmmm well abb app aie hai tu NEWS bhi abb aahe jaie ge
tata… takecarz ![]()
Jab Miley Ge Vo News Tho Humein Bataye Ga Zaroor
…Humein Aapke Jawab Ka Bezabri Se Intizar Ho Ga Jee ![]()
Take Care And Keep Smiling :Pretty: Scarlet xXx
:(
:(
:(
:(
:(
:(
… kyun bhai… aapki bandarya bhaag gai hai kya ? :halo:
*Janwar with Masala nEws *
No-ReServatiOn == kaL unhOo nay Appnay kamray ka Black n white T.V tOr deyeah , or appnay ko Agg laganay ke kOoshish ke , janwar reporting team jab waha poonchi tu un kay Mamo nay batayeah kay kal Pakistan or India kay cricket match mai no reservation nay SAATAA means joowa lagaya tha jo kay unho nay 10000 rupess ka lagayah tha harnay par unho nay appnay par maati ka oil dala or jalanay ke kooshish ke magar zeeyaday nahi jalay kuch cheezay jal gaie jo hum yaha nahi bata saktay :p
scarlet lady == final oneday match mai scarlet lady match start honay say phelay ground kay beech mai aakar pakistani culture dance karay ge .. shalwar kameez red one .. or sir par roomal or hatho mai talwar ... naach naach kar pakistan or india ke doosti par logo ko khoosh kar rahe thi... un kay dance khatam honay par jab logo nay Clap kiya or jab woh wapas appni jhaga par wapis aie tu un ke doost nay bola ajj tum nay kamal kar deyeah kiya khoob naachi ho jump mar mar kay .. tu scarlet lady nay gussay say us ke taraf dekha or bola sab kuch sahi hai magar mari kameez mai khoojli ka powder kis nay dala tha :p
NiMMi papu<- (its a brand name in INDIA 4 undergarments) ke chadi or banyan kay add par modeling karti hoie nazar aie .... magar achanak beech mai woh Add rookna para Q kay waha papu jo aageyeah tha or gussay mai bola kay mai kiya phanoo ga phir :(
lalas2000 == nay Lalokhat mai aik LaLokhatan larki ko set kar kay us kay sath bhagnay ke kooshish ke magar larki kay bhaiyo nay un ko bhagtay howay dekh leyeah ... or un dono ko pakar leyeah larki ko bola kay tum ghar jaoo or LALA jii ko hath paoo pakar kay un ke shalwar par rani bomb bhand kar bhag gaie... phatnay par sab kuch phat geyeah magar phati nahi tu un ke underwear :p warna kameez or shalwar jal kar rakh ho gaie :p
Mahewal ki soni nay ajj soonay ka andaa deyeah :p jab us ko toora geyeah tu under say mahewal nekla :p
Dania_2000 ==this is a song for a girl who thinks she is beautiful but she is not , she is :yukh:, baal hai yah yeah gaiee kee dum , ganday teray danth , us pay ganda yeah muu , khoolay jo tu muu , tu aie badbOoOo … dania dania …oOOo ray dania… dania Dania Oooo ray Dania… jaa ray jaa muu dhokay aaAaa… dhekay jo tujhay , dar jaieeeee … choolay tujhay say ALLAH bachie us kooo… dania dania OoOo ray Dania… jaa ray jaa muu dhookay aaa..jaa ray jaa muu dhokay aaaa… chack out this… jo banay tera yaar.. us ka jeenay dooshwar , jeesay ho geyeah tujh say pyaar, nahi us say bara koie khowar ..hahahahah … dania dania oOO ray dania… jaa ray jaa muu dhoo kay aaa.. . jaa ray jaa muu dhookay aaAa .. ![]()
Nancy Drew == kHooya khooya Q rahta hai ajj kal yeah dil … tum tu mari jAan sumhajti ho mari muskil… saari saari raat jaagoo mai chandi kay sath buS mai nahi ajj kal yeah meray jazbat , kah do nah kah do nah kah do nah kay Baji subha Doodh wala door knock kar raha hai jaoo or khoolo ![]()
wut is this thread?..![]()
this thread identify guppies ( harkatay ) coz harkat mai barkat hai ![]()
![]()
me going now
tata
![]()
tu rooka kis nay hai
jaoo bhagoOoO yaha say ![]()
![]()
tum ko hasnay kay ilawa kuch or ata hai farkanda begum .
kheryat ** Janwar G** aap hum se kiya naraaz hain jo aaj humari khabar nahin aa e aap k akhbar main :halo: ager hain to waja bhi bata dijiye janab ![]()
kool:k: i love the song
everything is true …good job:D
hahahahaha thanks yaar bus app ke DUA honi chaheyeah app kay leyeah or bhi boohat kuch liekhtay rahay gay ![]()
kiya abhi sab mujh ko forward mailz kar do ge DANIA ke bachi :p
[QUOTE]
Originally posted by Janwar: *
**Janwar with Masala nEws *
lalas2000 == nay Lalokhat mai aik LaLokhatan larki ko set kar kay us kay sath bhagnay ke kooshish ke magar larki kay bhaiyo nay un ko bhagtay howay dekh leyeah ... or un dono ko pakar leyeah larki ko bola kay tum ghar jaoo or LALA jii ko hath paoo pakar kay un ke shalwar par rani bomb bhand kar bhag gaie... phatnay par sab kuch phat geyeah magar phati nahi tu un ke underwear :p warna kameez or shalwar jal kar rakh ho gaie :p
[/QUOTE]
yaar jaanwar tum to bohat hi beysharam ho!!
izaat to tum ney pehli hi meri utaar li thi, ab kaprey bhi utaar liey!
"par sab kuch phat geyeah magar phati nahi tu un ke underwear"
i know what u really mean by this dude, beta mey bhi karachi ka hi hoon, kher apni izzat apney haat mey hoti hey, isliey kuch likh nahi raha.
ustaad torha haat halka rukho!!! limit cross karna sahi nahi.
[QUOTE]
*Originally posted by lalas2000: *
yaar jaanwar tum to bohat hi beysharam ho!!
izaat to tum ney pehli hi meri utaar li thi, ab kaprey bhi utaar liey!
"par sab kuch phat geyeah magar phati nahi tu un ke underwear"
i know what u really mean by this dude, beta mey bhi karachi ka hi hoon, kher apni izzat apney haat mey hoti hey, isliey kuch likh nahi raha.
ustaad torha haat halka rukho!!! limit cross karna sahi nahi.
[/QUOTE]
app shayed mari baat ko galat matlab mai lay gaie or shayed hurt bhi hoie hai jis ke wajha say hum app say maafi kay talabgar hai .. next time say app kay leyeah koie NEWS nahi ho ge , so fekar not n zekar not. be happy with ur friends . tata