chalo phir aap ko shaadi ki mithai khila deta hoon ;)
[QUOTE]
*Originally posted by lalas2000: *
chalo phir aap ko shaadi ki mithai khila deta hoon ;)
[/QUOTE]
nahin G aap ki mithai k chaker main hum aapni zindgi da-o pe nahin laga sakte :p lol
lolz app ko kab se hammad ki bimaari lagai?
JNN ( janwan news network) main koi spice nahi hay.. ![]()
Faizy ---- ajj kal GS ke larkiyo kay sath flirt kartay howay nazar atay hai .
~~BoReD-iN-BrIsBaNe~~------nay machar bhagaoo thareek mai appnay jhanday gar deyeah hai , Q kay unho nay abb tak 420 machar shaheed kar deyeah hai .
NiMMi---deewani ho gaie hai , woh aj kal afghanistan mai aik tank kay oper char kar naara lagati hoie nazar ati hai .
cute swee2---ajj kal appni pic image gallery mai laga kar har larkay ko appni taraf lanay ke bharpor kooshish kar rahe hai .
Dania2000-----nay khana bananay ke aik book liekh rahe hai ... jis mai GS kay maslay or GS kay membes ke chatni shamil hai.
lalas2000----nay pathan honay ka saboot day deyeah jab unho nay appni pocket say naswar ke poorya nekal kar aik chitki appnay muu mai dali or bola ...khoocha kiya baat hai .
Ajnabi4ever------- ke shadi karwanay kay leyeah british agency harkat mai aagaie hai magar harkat mai barkat bilkul nazar nahi ati .
HAMMAD----ko ajj ganja kar deyeah geyeah pata laganay par maloom howa kay unho nay naaie ke larki ko char deyeah tha...
Darcko ------ nay ajj rootay howay nazar aie pata laga kay woh is wajha say rooo rahay hai kay TOM ke shadi ho gaie hai... abb TOM jo cartoon wala yeah TOM hero ... app log janay .
kami_qash----- nay ajj Anda deyeah woh bhi soonay ka .
mahnoor@lahore------- nay ajj garden mai appna aik dance step dekhaya in last pata chala woh dance step nahi balkay woh garden mai paani dal rahe thi..
Nency drew ----- ajj kal nazar nahi ata kese say pata chala hai kay woh ajj kal keetabo ka keera ban kar un ko chaat rahe hai .
NO^RESERVATIONS-----kay sir kay baalo mai chandi aagaie jis par unho nay bola yeah tu mai kese tree kay neechay betha tha or kese kabotar nay oper say woh kar deyeah jo karna nahi chayeah tha.
Daagh----- nay ajj kal doost banaoo mohim mai first prize hasil keyeah.
Sohail bhai --- nay ajj Osama bin ladan kay sath photo khichwaie .
Shoaib Akhter ---- nay ajj bowling kartay howay pakray gaie pata chalanay par maloom howa kay un ke bowl mai aik bomb tha jo woh tandulkar kay sir par phorna chatay tha coz tandulkar nay bara peeta tha un ko .
Maheen ----- ke shadi kay leyeah us kay ghar walay pareshan hai , jis ko koie larka numa budha melay foran bataie.
Rani Pakistani --- kay ajj khazanay mai say un kay sir ka taj choori ho geyeah jo kay un ko munna biscut kay tinny packet mai say mela tha.
Broken sky ----- ajj Pan ke dokan par tun ho kar gir gaie... Q kay unho nay meetha pan kay bajaie paati wala pan khaa leyeah tha...
bilalsohaib----- ko ajj un kay bhangiyo nay pakar kar gaali mai boohat mara pata laganay par maloom howa kay bilal bhai nay bhangeyo ke larki ko bol deyeah ( wah kiya baat hai ) .
yeah thi kuch halki pholi khabray .janwar ko ijazat . tata chanta .
Asshi ---- ke shadi par Monkeys nay dance kiya jab kareeb gaie tu pata laga kay darcko n his friends dance on da floor.. :p
Naazi --- nay appna room band kar kay appnay neck par raasi bhand kar Fan par lataknay ke kooshish ke magar un ko bacha leyeah geyeah pata laganay par maloom howa kay un ke sasoo maa un ko boohat marti hai .
Pagal Deewani ---- kay deewanay pan ke wajha say us kay ghar walo nay us ko ghar say nekal bahar keyeah .
AJJ kay leyeah serf itna he ... ill updating u guz when ill get NEWS from any guppy ... janwar ko ijazat . tata chanta bata .
yeah u r rite sweeto:p
hain mai tou kab se laga rahi hoon narey app ko abhi pata chala janwar so sad :(
[QUOTE]
*Originally posted by Janwar: *
cute swee2---ajj kal appni pic image gallery mai laga kar har larkay ko appni taraf lanay ke bharpor kooshish kar rahe hai .
[/QUOTE]
well ager aap a sa sochte hain to sachi main all i can say that humain bohat dukh howa hum yeh nahin jante they k log a sa sochain ge :(
aww nahi sweetheart he didnt mean to say dat
oye janwar kyun rolate hain sweeto ko ??? ![]()
Dania2000-----nay khana bananay ke aik book liekh rahe hai … jis mai GS kay maslay or GS kay membes ke chatni shamil hai.
![]()
aur humara janwar bechara qissai bana hua hai ![]()
koi nahi jee Janwar bhaiyya…
…galat news de rahe ho aap…![]()
ab aap itni bhi khoosfehmi mey na rahey! hum konsa aap sey shaadi kar rahey hein… hum ney to sirf apni shaadi ki mithai ki baat ki thi ![]()
O bhai! kisi ki izaat to rehney dia karo!!!
mujhey memon sey tum ney pathaan bana daalaa!!! ![]()
nahi DANIA galat baat!![]()
yeh to janwar hey, aur mey qasaai hoon, ab dekho kaisa zibah karta hoon isko!! ![]()
phir is per GS ki recipe apply kar key,isko CUTE SWEE2 ko khila deingey ![]()
lol hehehehehehehehehe! good 1 i like it ![]()
Thanx ** NiMMi G**
ur so sweet
but abhi hum chalte hain ![]()
![]()
![]()