:rotato:
shukar hai mai sumjha kay tum jahaz ke baat kar rahay ho … agar soocho agar pathan jahaz ura rahay hotay tu kesay uratay ? ? or kuch announce kartay tu kesay kartay … khoocha yeah jahaz chalay ko hai .. jis jis ko chalna hai foran appni chair par beth jaie or appna appna qamar-band bandh lay , abhi jahaz urnay wala hai … or phir pilot naswar lagata appnay neechay kay honto kay under or phir bolta chal dhanooo ![]()
kiyaaaaaaaaaaaaaaa ? paroooo tum itne jaldi bhool gaie mujh ko … abb tu tum yeah bhi bolo ge kay hum dono bachpan mai KUM KA jo MELA howa tha us mai nahi melaie thay …tum LaL chadi or mai peeli chadi mai tha … tum hatho mai ballon or mai ice cream khaa raha tha or tumnay maray ice cream par appni nazar dali or ice cream mari gir gaie the
bhool gaie sab itne jaldi …![]()
weirdoo
…
Lagta hai tumharay chootay say deemagh par kafi chot aie hai jis wajha say tum sari poorani baatay the us ko bhool gaie ho
khair jab yaad aie ge tu mai zaror yaad aoo ga Basanti
<----- yaad ayeah mai tum ko pyar say basanti bolata tha ![]()
[QUOTE]
*Originally posted by Janwar: *
UR Angel---------- jo koie bhi is ko dekhay foran itla karay is larki nay mera dil choora leyeah hai or dil chooranay kay bad us ko garbge box mai dal kar chali gaie hai.... dhoond kay lanay walay ko aik namak-paray bilkul free.
[/QUOTE]
Hmm kia karoon kia na karoon yeh kaisi mushkil hai koi to bata de is ka hal oh mere bhai!
Hey u'll get reply either 2maro today or after 2 days.......
Im jst not in a gd mood these days since my close friends father jst past away yesterday & plus exams r cummin up gt 1 nxt week! :(
Hmm nice challenge u gave me............laiken ager maine challenge ko accept kerliya phir? & wt wuld i get in return?
[QUOTE]
*Originally posted by Ur Angel: *
Hmm kia karoon kia na karoon yeh kaisi mushkil hai koi to bata de is ka hal oh mere bhai!
Hey u'll get reply either 2maro today or after 2 days.......
Im jst not in a gd mood these days since my close friends father jst past away yesterday & plus exams r cummin up gt 1 nxt week! :(
Hmm nice challenge u gave me............laiken ager maine challenge ko accept kerliya phir? & wt wuld i get in return?
[/QUOTE]
first sorry for ur friends dad....ALLAH un ko janat naseeb karay . AMEEN .
then about challange.... hmmmmmmmm jo tum chaho woh tum ko melay ga aunty ....wut eva u want ill give u .yah insan ke nahi janwar ke zaban hai or janwar bayzaban zaror hota hai magar baygarat nahi ka appni zaban say palat jaie. tata
[thumb=E]mOnkey%20kiss21519_2984629.JPG[/thumb]
lolz janwar apni app ne apni wife ki kyun pic send kerdi??? we already know dat she is ur wife ![]()
lolz janwar app ke ghar mai kiya janwar buhat the????
aray it was just a miror , abb tum appnay app ko mari wife bolo yeah knief aik he baat hai ![]()
[QUOTE]
*Originally posted by Janwar: *
aray it was just a miror , abb tum appnay app ko mari wife bolo yeah knief aik he baat hai :p
[/QUOTE]
jee nahi mai tou insaan se shahdi keron gi :p aur app se allah toba app ki biwi i meant this glasses one will kill me:p
![]()
AjJjjJJJJj Phir Phir Janwar kUch nEw nEw taazi Taazi aik dum Cow kay freash Milk ke tarha khabray lay kar aPp LogO ke khidmat mai hazir howa hai .
NiMmi aJj NiMmi nay aPpni ami say bOohat mar khaie… pata laganay par pata chala kay nImmi appni rOof par kapray sookhanay gaie tu barabar wali roof par un ka BF (babu bhai) un ka intazar kar raha tha… jab oper aie tu dono nay mil kar soohanay sapnay sajaie… or aik doosaray kay leyeah jeenay marnay ka wada kiya appnay kheyalo mai abhi gum thay kay peechay say appni nay aik zor dar thapar mara or phir kick punch pata nahi kiya kiya nImmi ko jab hOsh ayah tu us nay appnay app ko hospital may paya or barabar wali jhaga par Babu bhai ko payah, babu bhai appni akhari sansay lay rahay tha nimmi un kay pass gaie tu babu bhai nay hath pakar kar un say bola Nimmi NiMmi wada karoo Nimmi tum meray marnay kay bad mujh ko bhool tu nahi jaoo ge..wada karo niMmi wadaa karo …nImmi nay us he waqat appna mobile nekala or papu bhai ko phone kiya or bola jaanu kab date par aarahay ho … or yeah suna tha kay babu bhai nay aik zor dar naaraa lagayeah … NiIiimMmmMMmmMMMmiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiii ---- in last sound nikla aAaaAaaaaAaaaa or phir beecharay oper nekal leyeah or nimii appni aik shatano wali muskurahat lay kar kamray say bahar aagaie . Movie khatam .
Sandleen aJJ kapray ke market mai Topi khareidti hoie nazar aie … pata laganay par pata chal kay jab sandleen nay phelay tu appna muu khola interview kay leyeah tu bari badboo aie but bardashat kartay howay sun he leyeah kay woh bol rahe the kay topi i love topi … jo mai aksar logo ko phana kar appnay kam nekal lati ho or appni churailo wali hansi kay sath bazar mai gaaieb ho gaie.
Dania_2000 Jeo kay Shadi Online par Dania ko dekh kar harat hoie… jab un say un ke omer poochi tu unho nay choooro wali nazar say sab ko dekha kay bola 16 ke 16 saal say … is par mustansar hussain tarar nay bola Wallah kiya khoob jawab hai .phir un say poocha app ko kis kesam ka larka numa admi chaheyeah … dania nay sharmatay howay bola…jii bobby deol ke tarha… tu achanak program khatam kar deyeah pata laganay par maloom howa kay kay Jeo walo ko bobby deol nay bohat gaali de hai kay kesay kesay log mera naam latay hai .![]()
MahnOor@Lahore karachi mai bomb blast … or firing ke awazoo nay dil mai sab karachi walo kay khoof peeda kar deyeah …kal raat ko us banday ko arest kar leyeah or poochnay par pata chala kay in sab bomb blast or firing kay peechay Mahnoor@lahore ka hath hai woh hum ko peesay dati hai in sab kam kay … abb Mahnor@lahore ko pakarnay kay leyeah SWAT ko bolayah jaa raha hai…Q kay pata laga hai kay mahnoor@lahore wali appnay waqat ke boohat bari Badmash hai .
[QUOTE]
*Originally posted by Janwar: *
first sorry for ur friends dad....ALLAH un ko janat naseeb karay . AMEEN .
then about challange.... hmmmmmmmm jo tum chaho woh tum ko melay ga aunty ....wut eva u want ill give u .yah insan ke nahi janwar ke zaban hai or janwar bayzaban zaror hota hai magar baygarat nahi ka appni zaban say palat jaie. tata
[/QUOTE]
Hmm jaan mangi to de do ge?
Hmm sochte hai dekhte hai kal parsoo kuch kerte hai!
[QUOTE]
*Originally posted by Janwar: *
MahnOor@Lahore karachi mai bomb blast ... or firing ke awazoo nay dil mai sab karachi walo kay khoof peeda kar deyeah .....kal raat ko us banday ko arest kar leyeah or poochnay par pata chala kay in sab bomb blast or firing kay peechay Mahnoor@lahore ka hath hai woh hum ko peesay dati hai in sab kam kay ... abb Mahnor@lahore ko pakarnay kay leyeah SWAT ko bolayah jaa raha hai....Q kay pata laga hai kay mahnoor@lahore wali appnay waqat ke boohat bari Badmash hai .
[/QUOTE]
porrey karachi main nahi sirf tumhare ghurr main yeh howa, God Bless Karachi :o
aur woh pappoo app the
Abb >>>>>>>>>>>>>>>>>> PAPPOO YAAR TANG NA KAR<<<<<<<<<<<<<<<<< ![]()
Janwar app ke khidmat mai phir hazir-o-nazir hai ...
magar kuch dino kay leyeah janwar holidayz par tha jis ke bena par app tak khabray nahi jaa saki.... INSHALLAH yeah silsela phir say shoro hota hai .... magar kuch dar kay bad say jab tak janwar kay sath he rahie ga ... shukreya.
Aashi ----- ajj dor say un ko dekha tu laga kay woh appnay haseen baalo ko zameen ke taraf kar kay dry kar rahe hai towel say magar kareeb jaa kar pata chala kay woh jhaaroo laga rahe thi zameen par...
Pagal Deewani ------ jab village mai rahti thi tu appnay kheetoo par aik bar hum ko nazar aie dor say laga kay woh appna muu doosari taraf kar kay appnay khoobsorat lambay lambay rashmi baalo ko lahraa rahe hai .... magar jab pass jaa kar dekha tu aik COW appni dum hela rahe thi ..
No-reservation------- dor say dekha tu ahsas howa kay EGGS bubble kar rahay hai frypen mai ... magar jab pass jaa kar dekha tu pata laga kay no reservation sahab jump mar rahay thai ..
MahnOor@Lahore -----lahore kay mall road par mall gari mai mall chooratay howay pakri gaie .
NimMi ----- kay boy friend nay appna gender badal leyeah jis ke wajha say nimmi ke halat ghum-o-gussay ke wajha say tashveshnak hai .
Ajnabi4ever ---- nay appnay naam par aik qabristan khareed leyeeah hai , Q kay un kay marez direct un kay room say waha shift keyeah jatay hai .
phir melay gay with some more masala .
p.s if u hhave any news about GS members so Pm me ill surly n shortly put it here . thanks
Nah mate … uss per KDA walon nay qabza ker liya hai.. kehtay hain kay..Janwaroon kay liya Beauty Pageant hoa karay ga.. ![]()
swish
isss sub sey tu lagta hai keh JANWER bhai sub ki khooobiun sey waqif hain bus apni hi bhooley bathain hain !!!!!!!