kia maiN Gangu Teli nahiiN huN? ![]()
Re: ik sawaal maiN karuuN, ik sawaal tum karo: har sawaal kaa jawaab hii sawaal ho!!!
hein i alwayz wonder who was gango teli?:aq:
Re: ik sawaal maiN karuuN, ik sawaal tum karo: har sawaal kaa jawaab hii sawaal ho!!!
Yeh aap loguN ne DP DP kyun lagaya rakha hai? :ASA:
Re: ik sawaal maiN karuuN, ik sawaal tum karo: har sawaal kaa jawaab hii sawaal ho!!!
kia DP khny sy gunah hota hy???
Re: ik sawaal maiN karuuN, ik sawaal tum karo: har sawaal kaa jawaab hii sawaal ho!!!
Nahin tau, lekin DP ki jaggae Dil Pakistan kehte huwe dard hota hai kya? ![]()
chlain hmaapko DSP keh lia krayn kia???![]()
Re: ik sawaal maiN karuuN, ik sawaal tum karo: har sawaal kaa jawaab hii sawaal ho!!!
![]()
isse koi oonchi position nai mil sakti?
To aapko President(zardari) ki seat chahye kia???![]()
Re: ik sawaal maiN karuuN, ik sawaal tum karo: har sawaal kaa jawaab hii sawaal ho!!!
unko milni chahiey kya?
hahah…kia DCP [Deputy Commissioner of Police] behtar rahegii post?
Re: ik sawaal maiN karuuN, ik sawaal tum karo: har sawaal kaa jawaab hii sawaal ho!!!
aapne mera jawab kyon nai diya?![]()
oops…kiuN milnii chaahiye kis ko kisi kii gandi mandi sandi job???
Re: ik sawaal maiN karuuN, ik sawaal tum karo: har sawaal kaa jawaab hii sawaal ho!!!
job chahiye kya?
Re: ik sawaal maiN karuuN, ik sawaal tum karo: har sawaal kaa jawaab hii sawaal ho!!!
job kisko nai chaahiye? kisi kaa guzaaraa hai job ke baGhair? ![]()
Re: ik sawaal maiN karuuN, ik sawaal tum karo: har sawaal kaa jawaab hii sawaal ho!!!
aap kaisey hain?
Re: ik sawaal maiN karuuN, ik sawaal tum karo: har sawaal kaa jawaab hii sawaal ho!!!
achchhaa huN...kiuN? tum kaisi ho? :)
Re: ik sawaal maiN karuuN, ik sawaal tum karo: har sawaal kaa jawaab hii sawaal ho!!!
aapko kya?:aq:
Re: ik sawaal maiN karuuN, ik sawaal tum karo: har sawaal kaa jawaab hii sawaal ho!!!
LP plz apni lataan noon zara aram karan do , her waqat kiun bandron ki tarah uchalty rehty ho
**lol. ![]()
sawaal kiuN nahiiN kiyaa Sayyma?**
Re: ik sawaal maiN karuuN, ik sawaal tum karo: har sawaal kaa jawaab hii sawaal ho!!!
sayyma exercise is good :@: