ik sawaal maiN karuuN, ik sawaal tum karo: har sawaal kaa jawaab hii sawaal ho!!!

kia pataa k pataa honaa zaroorii hai yaa Gahir zaroorii? :)

Re: ik sawaal maiN karuuN, ik sawaal tum karo: har sawaal kaa jawaab hii sawaal ho!!!

Ghalib perha likha hota to kia poet hota, bhala insaan tha allah jannat naseeb kary

hashmat pha ji aap ny abhi tak koi sawal nahin kia.


**
sorry Sayyma, aapko kuchh Ghalat fehmii huii hai is thread ke baare meN...sorry, ho saktaa hai mujh se saHeeH tareeqe se shaayad tashreeH nahiiN ho sakii...ek baar aap post #1 paRh leN plz.

is thread meN sawaal nahiiN karna balk pichhle user ne jo sawaal kiyaa ho [mostly be-ma'nii] uska aisa jawaab deN k vo Khud sawaal kii soorat meN ho, jaise:

user1: kia ho rahaa hai?
user2: kiuN? kia kuchh honaa thaa?
user3: kiuN nahiiN? kuchh hona man'a hai kia?
user4: agar ulloo raat men sone lage to meraa kia hogaa?
user5: kiuN ullloo aap already nahiiN haiN?

ab samjhiiN? Good Luck :)**
**
meraa sawaal:
kia koii sawaal poochhnaa zaroorii hai?**

Re: ik sawaal maiN karuuN, ik sawaal tum karo: har sawaal kaa jawaab hii sawaal ho!!!

apko kya lagtahai?:aq:

Re: ik sawaal maiN karuuN, ik sawaal tum karo: har sawaal kaa jawaab hii sawaal ho!!!

lagna kya hai ???

kisi ka pataa kese kiya jaye ??? :hmmm:

kia aur kiuN pataa karnaa hai?

Re: ik sawaal maiN karuuN, ik sawaal tum karo: har sawaal kaa jawaab hii sawaal ho!!!

main patha karo doon kia ?

Re: ik sawaal maiN karuuN, ik sawaal tum karo: har sawaal kaa jawaab hii sawaal ho!!!

aap munshi han kia???

Re: ik sawaal maiN karuuN, ik sawaal tum karo: har sawaal kaa jawaab hii sawaal ho!!!

hona chahiye kya?

Re: ik sawaal maiN karuuN, ik sawaal tum karo: har sawaal kaa jawaab hii sawaal ho!!!

aap khty ho kya???

Re: ik sawaal maiN karuuN, ik sawaal tum karo: har sawaal kaa jawaab hii sawaal ho!!!

apun bolay to baapo.. yeh milk shake kaha say aata hai..?

Re: ik sawaal maiN karuuN, ik sawaal tum karo: har sawaal kaa jawaab hii sawaal ho!!!

hota kya hai woh?

Re: ik sawaal maiN karuuN, ik sawaal tum karo: har sawaal kaa jawaab hii sawaal ho!!!

milk shake ka nahee pata jiss may mango/strawberry/kela/apple hota hai?

Re: ik sawaal maiN karuuN, ik sawaal tum karo: har sawaal kaa jawaab hii sawaal ho!!!

confused ghada ji aap kah sawal ka jawab aap ki apni post main heee hai zara ghooor karo ,

milk shake jahan sy bhi aay per ghady sy nahinata itna to patha hai.

mera sawal
per yeh confused gadha kahan sy ata hai ?

Re: ik sawaal maiN karuuN, ik sawaal tum karo: har sawaal kaa jawaab hii sawaal ho!!!

app log kia kar raey hain. khia mujay bhi is game main shamil kar lu gay app log?

Re: ik sawaal maiN karuuN, ik sawaal tum karo: har sawaal kaa jawaab hii sawaal ho!!!

aap bhalla kyun iss game mein hissa lena chahtay hain? :aq:

Re: ik sawaal maiN karuuN, ik sawaal tum karo: har sawaal kaa jawaab hii sawaal ho!!!

aap aesa un sey kyun pooch rahi hein?:aq:* sounds weird naa*

Re: ik sawaal maiN karuuN, ik sawaal tum karo: har sawaal kaa jawaab hii sawaal ho!!!

aur aap bhii DP se aisa kiuN poochh rahii haiN? mujhs e kiuN nahiiN poochh rahiiN? :stuck_out_tongue: :hehe:

Re: ik sawaal maiN karuuN, ik sawaal tum karo: har sawaal kaa jawaab hii sawaal ho!!!

^mey aap sey kyun poochoon jub DP hey tou?:snooty: