ik sawaal maiN karuuN, ik sawaal tum karo: har sawaal kaa jawaab hii sawaal ho!!!

Re: ik sawaal maiN karuuN, ik sawaal tum karo: har sawaal kaa jawaab hii sawaal ho!!!

tum kab nikaalogi baat se baat :P

Re: ik sawaal maiN karuuN, ik sawaal tum karo: har sawaal kaa jawaab hii sawaal ho!!!

koe sikhaigey mujhey baat sey baat nikaalna?:aq:

**
kia suna anai k…baat se baat karna sikhaane se nai karni aatii bal k karne se aatii hai?**

Re: ik sawaal maiN karuuN, ik sawaal tum karo: har sawaal kaa jawaab hii sawaal ho!!!

but kya kerna zaroori hai?:5:

Re: ik sawaal maiN karuuN, ik sawaal tum karo: har sawaal kaa jawaab hii sawaal ho!!!

meraa mood kiuN nai hai yeh game khelne kaa HaalaaN k yeh thread meri hai? :(

Re: ik sawaal maiN karuuN, ik sawaal tum karo: har sawaal kaa jawaab hii sawaal ho!!!

awww :hugz:

I’l be back i n15 minutes
dont go anywhere

**
ok thanx but i ain’t playing for NOW!**

Re: ik sawaal maiN karuuN, ik sawaal tum karo: har sawaal kaa jawaab hii sawaal ho!!!

totally off topic.. what does "khulla tazaat" mean...

**
the corerct word is:

khulaa tazaad

khulaa = open
tazaad = contradiction

the root word is ZID [stubborn]**

Re: ik sawaal maiN karuuN, ik sawaal tum karo: har sawaal kaa jawaab hii sawaal ho!!!

:konfused:

Re: ik sawaal maiN karuuN, ik sawaal tum karo: har sawaal kaa jawaab hii sawaal ho!!!

kiuN ruk gaii merii yeh thread? :(

Re: ik sawaal maiN karuuN, ik sawaal tum karo: har sawaal kaa jawaab hii sawaal ho!!!

Aap ko nai patta kyun? :hmmm:

Re: ik sawaal maiN karuuN, ik sawaal tum karo: har sawaal kaa jawaab hii sawaal ho!!!

kia kisi ko yeh thread achi nahi Lagi jo thread ruk Gai??

Re: ik sawaal maiN karuuN, ik sawaal tum karo: har sawaal kaa jawaab hii sawaal ho!!!

aap ko matlab? :aq:

Re: ik sawaal maiN karuuN, ik sawaal tum karo: har sawaal kaa jawaab hii sawaal ho!!!

kyon aapko mutlub nahi?:aq:

Re: ik sawaal maiN karuuN, ik sawaal tum karo: har sawaal kaa jawaab hii sawaal ho!!!

mera matlab hai ye thread kab start hoa?

Re: ik sawaal maiN karuuN, ik sawaal tum karo: har sawaal kaa jawaab hii sawaal ho!!!

aapko nai pata?:5:

Re: ik sawaal maiN karuuN, ik sawaal tum karo: har sawaal kaa jawaab hii sawaal ho!!!

usko patta hota tau poochti kya? :emmy:

Re: ik sawaal maiN karuuN, ik sawaal tum karo: har sawaal kaa jawaab hii sawaal ho!!!

toh aapne kyon nahi bataya?

Re: ik sawaal maiN karuuN, ik sawaal tum karo: har sawaal kaa jawaab hii sawaal ho!!!

Main kya announcement wali hoon ke sab ko batati phirruN? :snooty: