ik sawaal maiN karuuN, ik sawaal tum karo: har sawaal kaa jawaab hii sawaal ho!!!

Re: ik sawaal maiN karuuN, ik sawaal tum karo: har sawaal kaa jawaab hii sawaal ho!!!

mujhy aitraz nahin bhala kiun?

Re: ik sawaal maiN karuuN, ik sawaal tum karo: har sawaal kaa jawaab hii sawaal ho!!!

aitraz hona chahiye kya?:aq:

maiN kia nahiiN jaantaa? :wink:

aitaraaz kiuN nahiiN? :hmmm:

kia nahiiN honaa chahaiye?

Re: ik sawaal maiN karuuN, ik sawaal tum karo: har sawaal kaa jawaab hii sawaal ho!!!

aitraaz kiun hona chahia mujhy?

Re: ik sawaal maiN karuuN, ik sawaal tum karo: har sawaal kaa jawaab hii sawaal ho!!!

aitraaz kya hai?:aq:

Re: ik sawaal maiN karuuN, ik sawaal tum karo: har sawaal kaa jawaab hii sawaal ho!!!

aitraaz kareena , akshy ,pryanka ki nahi dekhi kia?

Re: ik sawaal maiN karuuN, ik sawaal tum karo: har sawaal kaa jawaab hii sawaal ho!!!

dekhni chhaiye thee kya?

**

ai’taraaz nahiiN to iskaa matlab hai k sab Theek hai…maiN koi kaam Theek kaise kar saktaa huN?** :hehe:

tum bataao k kia hai? :hmmm:

maiN filam shilam nahiiN dekhtaa bas chilam chilam kartaa huN :cb:

Re: ik sawaal maiN karuuN, ik sawaal tum karo: har sawaal kaa jawaab hii sawaal ho!!!

mujhey batana chahiye kya?:aq:

dekhny main harj hai kia koi ?

Re: ik sawaal maiN karuuN, ik sawaal tum karo: har sawaal kaa jawaab hii sawaal ho!!!

time waste nai hai kya?

Re: ik sawaal maiN karuuN, ik sawaal tum karo: har sawaal kaa jawaab hii sawaal ho!!!

time ko kia huwa ab?

**waqt be-vafaa ho gayaa :(

waqt kartaa jo vafaa vo bhii hamaare hote
ham bhii auroN kii taraH unke dulaare hote**

Re: ik sawaal maiN karuuN, ik sawaal tum karo: har sawaal kaa jawaab hii sawaal ho!!!

bewafa waqt hai kya?

to kia be-vafaa maHboob hai? :hmmm:

Re: ik sawaal maiN karuuN, ik sawaal tum karo: har sawaal kaa jawaab hii sawaal ho!!!

aapko kya lagta hai?

Re: ik sawaal maiN karuuN, ik sawaal tum karo: har sawaal kaa jawaab hii sawaal ho!!!

Chotain Bachoo Ka yahan pe Kiya Kam Hay?

Re: ik sawaal maiN karuuN, ik sawaal tum karo: har sawaal kaa jawaab hii sawaal ho!!!

choty bachy ko choro aap ka aj yahn kaisy ana huwa?

Re: ik sawaal maiN karuuN, ik sawaal tum karo: har sawaal kaa jawaab hii sawaal ho!!!

sab itnay sawal q ker rahay hain :@:

Re: ik sawaal maiN karuuN, ik sawaal tum karo: har sawaal kaa jawaab hii sawaal ho!!!

app khud sy kiun nahin pouchty?