ik sawaal maiN karuuN, ik sawaal tum karo: har sawaal kaa jawaab hii sawaal ho!!!

Re: ik sawaal maiN karuuN, ik sawaal tum karo: har sawaal kaa jawaab hii sawaal ho!!!

kia sawaal karna zehn ke liye bahtar nahiiN?

Re: ik sawaal maiN karuuN, ik sawaal tum karo: har sawaal kaa jawaab hii sawaal ho!!!

kyon behtar hona chhaiey kya?

Re: ik sawaal maiN karuuN, ik sawaal tum karo: har sawaal kaa jawaab hii sawaal ho!!!

masoon zehn per sawal ka boj dalna zaroori hai kia?

Re: ik sawaal maiN karuuN, ik sawaal tum karo: har sawaal kaa jawaab hii sawaal ho!!!

zehn agar bojh uThaane ke qaabil na ho to? :(

Re: ik sawaal maiN karuuN, ik sawaal tum karo: har sawaal kaa jawaab hii sawaal ho!!!

zehn per nahin boj kandhoon per kiun nahin dal laty?

Re: ik sawaal maiN karuuN, ik sawaal tum karo: har sawaal kaa jawaab hii sawaal ho!!!

sawal kyahai?

Re: ik sawaal maiN karuuN, ik sawaal tum karo: har sawaal kaa jawaab hii sawaal ho!!!

main bhi pouchoon sawal kia hai?

Re: ik sawaal maiN karuuN, ik sawaal tum karo: har sawaal kaa jawaab hii sawaal ho!!!

aapko poochna zaroori hai?

Re: ik sawaal maiN karuuN, ik sawaal tum karo: har sawaal kaa jawaab hii sawaal ho!!!

aapko jawaab denaa kiuN nahiiN aataa? :hehe:

Re: ik sawaal maiN karuuN, ik sawaal tum karo: har sawaal kaa jawaab hii sawaal ho!!!

aapney sikhayah ai kya?

Re: ik sawaal maiN karuuN, ik sawaal tum karo: har sawaal kaa jawaab hii sawaal ho!!!

maiN kiuN sikhaauuN agar tum ne aska nahiiN to? :)

Re: ik sawaal maiN karuuN, ik sawaal tum karo: har sawaal kaa jawaab hii sawaal ho!!!

baghair askey nahi sikhaya jaa sakta kya:emmy:

Re: ik sawaal maiN karuuN, ik sawaal tum karo: har sawaal kaa jawaab hii sawaal ho!!!

LP wIAY bhi bachoon baroon ko jawab nahin dety ,kia yeh sahee suna hai main ny?

Re: ik sawaal maiN karuuN, ik sawaal tum karo: har sawaal kaa jawaab hii sawaal ho!!!

mere Khilaaf yehaN kia saazisheN ho rahii haiN? :hmmm:

Re: ik sawaal maiN karuuN, ik sawaal tum karo: har sawaal kaa jawaab hii sawaal ho!!!

sayma ye apney kub suna?
HU :emmy:

Re: ik sawaal maiN karuuN, ik sawaal tum karo: har sawaal kaa jawaab hii sawaal ho!!!

ary yahan kis main dum hai kah ek nahait shareef un nafs , buzarg admi kah khilaf sazishiaan kary

LP kia sahee suna main ny ?

Re: ik sawaal maiN karuuN, ik sawaal tum karo: har sawaal kaa jawaab hii sawaal ho!!!

kia kia sunne ko miltaa hai jab do do mastooraat kisi banda e naa-cheez ke peechhe paR jaatii haiN? :cb: :rotfl:

Re: ik sawaal maiN karuuN, ik sawaal tum karo: har sawaal kaa jawaab hii sawaal ho!!!

ye kya kya sunn rahi hain aap?