ik sawaal maiN karuuN, ik sawaal tum karo: har sawaal kaa jawaab hii sawaal ho!!!

**wow...mashaa Allah...mujhe to aap pe gumaaN guzre hai k aapne aajzii aur kasr e nafsii se kaam liyaa hai...Japanese kaise seekhi janaab? japani zabaan ne mujhe hamesha masHoor kiyaa hai...:)

sawaal pe sawaal daaGhna kia is laRii kii jaan hai?**