Re: Human Brain Analysis - Man vs. Woman.
namooniyoN ko agar itnii samajh boojh hotii to vo bhii hamaarii taraH is Hqeeqat ko maan letiiN:
sinf aur nasl, zaat aur mazhab
jo bhii ho aadmi se kamtar hai!
is Haqeeqat ko tum bhii merii taraH
maan jaao, to koi baat bane!!!