Doston jis tarha School, Colleges, Offices may DAILY ATTENDECE hoti hai usi tarha AAj say FORUM may bhi ATTENDENCE Hogi.
Monthly Register Check hoga & jis member ki sab say kam Chuttiyan hogin us ko Inam
aur saab sai zaida chootiyaan karai gah uss ko
So aap ko yeh kerna hai Rozana jab bhi forum per ain Apna Name FORUM REGIDTER may likhdain takay aap ki PRESENT mark hojayay .
Ji labbaik:D
**main isy Jilabag kaha kerti thi:hehe:
Urdu medium school th aor mujhy kaha giya hazir janab ya jilabag (mujhy sunai aysa diya)kaha kerty hain socha hazir janab tu mardana sa lagta hy jilabag sahih hy or jab main ny kaha teacher was:rotfl: Maheena bher dosron ko bhi suna ker hansati rahi phir meri tasish ki ky ye Ji Labaik labaik Allahumma Labaik wala hy:naraz:
**