Re: Hazir Janab
Agar Khargoosh ka bachha
Kahin jungle main ho baithaa
usay maira pata dainaa
faQat itna bata dainaa
tumharay kaaan lambay hain
ya yeh bijli kay khambay hain
laga doo Airiel inn main
sunnai door tak day gaa
dikhai dooor tak day gaa
![]()
ab main ghar jaon ![]()