yeh subhe Viranian uskay juda honay say theen
aankh dohndlae hoe thee shahar dohndla na tha
Aaja kai abhi zabt ka mosam nahi guzra
aa ja kai pahaarroN pai abhi barf jami hai
khushbu kai jazeeroN sai sitaaroN kee haddoN tak
is shahar maiN sabh kuch hai bas teri kami hai :(
yeh bhi tehk hai woh chala gaya mujhe band rastay mein chor kay
yeh bhi tehk hai woh na ayay ga khabhi but woh ana kay tor kar
Raat baaqi thee abhi sar-e-baaleeN Aa kar
chaand nay mujh sai kaha jaag Sehar Aaye hai
jaag iss shab joo mey-khaab tera hissa thee
jaam kai Lab say tah-e-jaam utar Aai hai..
:
[QUOTE]
*Originally posted by Kamran-Khan: *
Raat baaqi thee abhi sar-e-baaleeN Aa kar
chaand nay mujh sai kaha jaag Sehar Aaye hai
jaag iss shab joo mey-khaab tera hissa thee
jaam kai Lab say tah-e-jaam utar Aai hai..
:
[/QUOTE]
yaad kyaa dast-e-hunar hai ki saNvartaa gayaa maiN
us ko sochaa to use yaad hii karataa gayaa maiN
"noon"
Nukhta cheen hai ghum-e-dil usko sunaye na banai
kiya banai baat jahan baat banai na banai!
:(
[QUOTE]
*Originally posted by Kamran-Khan: *
Nukhta cheen hai ghum-e-dil usko sunaye na banai
kiya banai baat jahan baat banai na banai!
:(
[/QUOTE]
ye aarazuu hii rahii ko_ii aarazuu karate
Khud apanii aag meiN jalate jigar lahuu karte
"ye"
Yeh koun log andheroun ke baat kartai hain
abhi to chand tere yaad kai dhalai bhe naheen.
nakaam ho kay jub teray kochay say ayay thay
khus-qismate ko hum wahe pay chor ayay thay
jo bach gaya tha woh apna dil he tha
tum jatay jatay woh bhi wohen tor ayay thay
Yaadoon ka kafan ordh kai, ho jaon jahan sai rukhsat
Dharkanain tere naam ke hoon,dil bhi rahe na paas baqee
Chupa laina mere maut ka ghum,hothoon kai tabbasm main
Warna kya doge, iss zamanai ko, wafaa main hisaab baqi
yeh umar bahr ka Asasa use kay naam to hai
agarcha mere rafaqat mein chand saal thee woh
[QUOTE]
*Originally posted by Kamran-Khan: *
Yaadoon ka kafan ordh kai, ho jaon jahan sai rukhsat
Dharkanain tere naam ke hoon,dil bhi rahe na paas baqee
Chupa laina mere maut ka ghum,hothoon kai tabbasm main
Warna kya doge, iss zamanai ko, wafaa main hisaab baqi
[/QUOTE]
ye ehataraam-e-junuu.N hai ki sii liyaa daamaN
vagarnaa ek tamaashaa-saa kuu-ba-kuu karate
"ye"
[QUOTE]
*Originally posted by Koyal: *
ye ehataraam-e-junuu.N hai ki sii liyaa daamaN
vagarnaa ek tamaashaa-saa kuu-ba-kuu karate
"ye"
[/QUOTE]
Ya hum he hain ka tara dard choopa kar dil main
Kam duniya ka badastoor kiya jatay hain
Noon Ghunnan
[QUOTE]
*Originally posted by Kamran-Khan: *
Ya hum he hain ka tara dard choopa kar dil main
Kam duniya ka badastoor kiya jatay hain
Noon Ghunnan
[/QUOTE]
na tu carvaa'N ki talash hia na tu humsafar ki talash hai
meray khana kharab janooN ko teri rah guzar ki talash hai
"ye"
phir se yey
![]()
yeh ajeeb marhalay hain,yeh ajeeb silsalai hain
kay jehan say hum chalay thay,us morh pay kherday hain!
aray gazal aisa keon soocha ap ne..:(
neend se aaNkh khuli hai abhi dekhaa kyaa hai
dekh lenaa abhi kuchh der meiN duniyaa kyaa hai
“ye”
[QUOTE]
*Originally posted by Koyal: *
neend se aaNkh khuli hai abhi dekhaa kyaa hai
dekh lenaa abhi kuchh der meiN duniyaa kyaa hai
"ye"
[/QUOTE]
Ye kahan kee dosti hai kai banay hain dost Naseh
koi chaarahsaaz houta, koi gham-gusaar houta
aa k ab tasleem ker lain too nahi toa may sahee
kon maanay ga k hum may bewafa koi naheeN !