kissi ki dhun main kissi k gumaan main rehtey hain
hum aik khuaab ki sourat jahan main rehtey hain!!!
Koyal Je Nooon Ghunna ![]()
kissi ki dhun main kissi k gumaan main rehtey hain
hum aik khuaab ki sourat jahan main rehtey hain!!!
Koyal Je Nooon Ghunna ![]()
Re: halo
koyal k agay jahaN aur be haiN
koyal k asman k agay 7 aasman aur be hain ![]()
“ye”
Re: Re: halo
… bas aik he jahan ke fiqr hamai tu ![]()
yay udasion kai mousam kahen raayegaan na jain
kisi zakham ko kuraido kidsi dard ko jagaoo
…
“wow”
Re: Re: Re: halo
aur wo jahan konsa hai ![]()
“ye”
Re: Re: Re: Re: halo
wo jahan abhi yahan naheen ![]()
youn tou umeed-e-wafa tum sai nahein hai koi
Phir charaghon ke tarah kiss nai jalaya mujh ko..
Re: Re: Re: Re: Re: halo
ohhh sunder sunder walay kahan gaye ab:rolleyes:
wo jiN k hathooN maiN taqdeer fasal gul rehi day gaye sookhay huwey patooN ka nazrana mujhay“ye”
Re: Re: Re: Re: Re: Re: halo
sunder logo ke yaad na dillao abhii … :halo:
Ye Jab Sai Khawab Daikha Hai Mujhay Tum Chor Jao Gee
Main Ab Darta Houn Khawabon Sai, Main Ab Sonay Sai Darta Houn …
noon
![]()
Re: Re: Re: Re: Re: Re: Re: halo
Na-jaaney kaun sa aasaib Dil mein busta hai
Ke jo bhi Thehra, woh Aakhir Makaan chor gaya
PS
hello koyal sis ![]()
Re: Re: Re: Re: Re: Re: Re: Re: halo
aks-e-khosboo houn bikharnai sai na rukay koi
aur bikhar jaaon tu na mujhko samatai koi
ahem.. boht khoob kamo uncle :halo: …
ghallat ahmm … :halo:
post karo shair ![]()
Re: halo
ghalat ahem kion :halo:
ye lien ![]()
Re: Re: halo
bas ghallat hai na .. :halo:
![]()
“Yey” se shair post karo :o
ayweeeeeeen ![]()
kion ye se kion ![]()
ye lien ![]()
yaadoN ka ik jhonka aaya hum se milne barsoN baad
itna roye pehle na thay jitna roye barson baad ![]()
han na ![]()
ghallat iss liye kai ye BaitBazi ho rhe hai yahan pur… ![]()
Dhoop Main Kho Gia Woh Haath Chura Kar Angel
Ghar Sai Jo Saath Chala Tha Mera Saya Bankar … ![]()
tu mujhe ilhaam hona tha ![]()
Angel nahi Rashid ye shairr ka naam pata nahi kis ne change ker diya ![]()
ruka howa hai merii ankh mein wo ik lamha
bicherte waQt kissi ko mera sada dena
jo ker rahay ho mohabbat tu ye yaad rahay
boht kathin hai kissi ki yaad ko bhula dena
jannat bibi fit naheen ho rha tha iss lia ![]()
kaun jannat bibii
…
very nice.. :k:
Ab bhi wazeh nahin hoe tasveer zindage ki
Dar perda ab bhi kuch naqaab baaqi hain
Her sawal apni jagah joon ka toon raha
Zabaan pai shikayaton kai kuch jawab baaqi hain …