apani daanisht meiN samajhe ko_ii duniyaa shahyd
varnaa haathoN meiN lakeeroN ke ilaavaa kyaa hai
ye
[/QUOTE]
Yeh tootay huey khwab mere zeest ka hasil hain,
Agar inn kirchion sai zakhm na khata tou bahtar tha,
Ab is shehar-e-wafa main mera kaam naheen,
Kabhi yahan ghar na banata to bahtar tha
[QUOTE]
*Originally posted by Kamran-Khan: *
Yeh tootay huey khwab mere zeest ka hasil hain,
Agar inn kirchion sai zakhm na khata tou bahtar tha,
Ab is shehar-e-wafa main mera kaam naheen,
Kabhi yahan ghar na banata to bahtar tha
Alif
show sha lo kur diya reply dubara :p
[/QUOTE]
ana kee dhoop main chup chaap julta rehta hon
may apnay dard kee tashheer chahta bhee naee
ps.kamran! ifact there was a misunderstanding i thought u responded to my shair but later i got it....so :$
Yahi bohat hia kai dil iss ko dhoond laya hia
Kisi kai sath he sahi woh nazer to aya hia main kya karoonga Amjad ager woh mil na saka
abhi abhi merey dil main khayal aya hai
[QUOTE]
*Originally posted by show_sha: *
yeh itta-att hay, qina-att hay k chahat hay faraz
hum to razee hain woh jis haal main jaisa rakhay
hum ko accha nahee lagta koi humnaam tera
koi tujh sa ho toa naam bhee tujh sa rakhay
[/QUOTE]
Yeh koun chupke sai tanhaeyoon main kehta hai
Mere baghair sukoon umer bhar naheen milna