ye aish-o-tarab ke matavaale bekaar kii baate.n karate hai.n
paayal ke Gamo.n kaa ilm nahii.n jha.nkaar kii baate.n karate hai.n
"noon" i guess ...
ye aish-o-tarab ke matavaale bekaar kii baate.n karate hai.n
paayal ke Gamo.n kaa ilm nahii.n jha.nkaar kii baate.n karate hai.n
"noon" i guess ...
NICE COLLECTON :K:
NAHI AATI TO UNKE YAD MAHINON TAK NAHI AATI
MAGAR JAB YAD AATAY HAIN TO AKSAR YAD AATAY HAIN
NOON
Neendain meri Aankhon se churaata hai wohi shakhs
So jaaoon tou khawaabon mein bhi aata hai wohi shakhs
Hur zakhm ka khaaliq bhi koi aur nahin hai.............
hur zakhm pe marhum bhi lagaata hai wohi shakhs
[QUOTE]
Originally posted by chand_chehra: *
Neendain meri Aankhon se churaata hai wohi shakhs
So jaaoon tou khawaabon mein bhi aata hai wohi shakhs
Hur zakhm ka khaaliq bhi koi aur nahin hai.............
hur zakhm pe marhum bhi lagaata hai wohi shakhs
[/QUOTE]
"tey"
tumharey shehr ka mousam bara suhana lagey
mai aik sham churadon agar bura na lagey
yeh
Yai akhiri manzil hai meray safar ki
ab mujh say kahin nakal makani nahi hogi!
yey
YuN phir raha hai kaaNch ka peekar liye huye
ghaafil ko gumaaN hai ke paththar na aaye ga
alif
is door mein ehsaas-e-wafa dhondhne waloo
sehra main kahan milte hain dewaroon kai sayee
Yahi kante to kuch khuddar hai sehan-e-gulistan mein
keh shabnum ke liye daaman ko phailaya nahi karte
yeh aik shakhs kai pardai main doosra kyon hai
woh saamne hai tou dil us ko dhoondta kyon hai
yeh b agar khata hay to beshak hoi khata
apna smaj ke tuj ko pukara kabi kabi
Yeh koun chupke sai tanhaeyoon main kahta hai
Mere baghair sukoon umer bhar naheen milna
Aap ke naam se taabinda hai unwaan-e-hayaat
warna kuch baat nahi thi mere afsaane meiN
Na rangat na tere zulf na tere aankh ka kajal
Ajab see saadagi thee ikk jo hum ko bha gayee teree.
yeh aur baat hai kay woh dushman hoa hai aaaj magar
woh mera dost tha kal tak usay bura na kaho
na janay kon se majborian ka qaide hoo
woh sath chor gaya hai to usay bewafa na kaho ..
woh kon hai us sai tou main waqif bhe naheen hoon
jo mujh ko kissi aur ka honai naheen daita
apne haste ko mita kar aksar dosron ko sanwaar detay hain
baaz oqat muslehat kay tahat jitnay walay bhi haar jatay hain
Na jaanay kab maseehai karay woh
Abhi us chashm ko Qatil na likhna
Bahut mumkin hai kuch dai kar chala jai
Jo dastak day ussay 'Saail' na likhna
acha kia kay faramoush kar diya
wabsta mere yaad say kuch talkian bhi then
neend is souch sai tote aksar
kis traha katTee hain ratain us ke
dorr raih ker bhi sada rehtee hain
mujhe ko thame hoeee bahein us ke