Gupshup Khabarnama

Re: Gupshup Khabarnama

Wrong news

I want some uncle n aunty to adopt me :snooty:

Re: Gupshup Khabarnama

life’s been boring today :disgust:

Re: Gupshup Khabarnama

do u want uncle and aunty to be related to each other or unknown to each other… more importantly, do you want them to be related after they adopt you - for the least, in which case I can volunteer even though I am only couple of years older than you :cool:

Re: Gupshup Khabarnama

Yup I want a GS Couple to adopt me ..U can be the uncle so who is aunty Aq :faizy: ?

:stuck_out_tongue:

Re: Gupshup Khabarnama

Mauja hi Mauja....shaam suwaray hun Mauja hi maujaaaaaaaaaaaaaaaN

Re: Gupshup Khabarnama

AQ yaar koi sher to sunayo koi romanchik kisam ka, muje aaj kissi ki bari yaad a rahi hai

Re: Gupshup Khabarnama

See, I am voluntering… so now, it’s your job to find your aunty AQ :faizy:

Re: Gupshup Khabarnama

Eid kaY iss naazuk moqaY par aap kee nazar:

Dhoti kee yaad maiN Eid kaa aik Manzar Namaa

aap kiyaa karnaY gaye thaY ghusal khaanaY maiN
zeb-e-malboos-e-badan dhoti ghusal khaanaY maiN

qulzum-e-hasti kaa naa aaya khiyal aap ko
Bin jaaNgiye der lagaa dee ghusal khaanaY maiN

Jo saath saabun kaY chaRhaa aap ko shoq thaa
bulbulaY banaataY rahai phir ghusal khaanaY maiN

AmmaaN cheekhti raheeN, beta! yom-e-Eid aaj hai
Eid manaataY rahai aap ghusal khaanaY maiN

bay sabaati-e-aalam dekhiye, aik hee dhoti thee
ussaY hee dhotaY rahai ghusal khaanaY maiN

tifl-e-naadaaN bhee thaY, woh bhee pahunch gaye
ghanTi aap kee woh bajaataY rahai ghusal khaanay maiN

  • Shaair-e-Gupshup Shumal maghrib AQ afi anhu ba-nazar janaab dhoti nicker saahab urf Chaddi Aadmi (Please, pronounce chaddi as chaddi ... dun put a "pesh" anywhere:))

Re: Gupshup Khabarnama

meri jaan kay tottay mainne romanchik kissam ka sher kaha tha, magar aap nay to muje BISTTTTTTTTTTTTTTTTTTTT kar kay rakh dia, and iska juwaab mai already day chukka hooN, but here it comes again:

*mai gya nahi tha mujje kisis nay di thi ye khabbar
ye aaap ka weham hai, kartaiN haap aap bas tasawar

chahooN to poora afsana likh sakta hoon mai magaR
Itna time nahi kay karooN mai aap say chabar gabbaR*

Re: Gupshup Khabarnama

Thanks… as long as qafiyaa bandi is wrong, I am ok :faizy:

Re: Gupshup Khabarnama

A.Q wo hakeem wali thread yaad hai?

Re: Gupshup Khabarnama

haha!

Re: Gupshup Khabarnama

waisay it really funny:omg:

and i really liked the khailoon ki khabrein:rotfl:

aur main bhool hi gai ke uncles ko cafe say bhejna hai:naak:

goes to open another anti thread

aur mera luch box:S

Re: Gupshup Khabarnama

:rotfl:

Re: Gupshup Khabarnama

Aisha_in_dubai nay apnay ghussay say Cafe ka mahool kaafi garam rakha

:rotfl: really ad baji lol

Re: Gupshup Khabarnama

mujhe bi ghussa ara hai

Re: Gupshup Khabarnama

acha.

aaj kal mujhe hi ata rehta hai

Re: Gupshup Khabarnama

yeh sab zaida chocolates ka kamal hai :5:

Re: Gupshup Khabarnama

acha chocolates ka kis tarah

Re: Gupshup Khabarnama

chocolate is like a nasha, jab chocolate nahi milti to aapko gussa aata hai, u get cravings, u feel like beating someone up, kisi ko maarne ka dil karta hai, hai na? :5: