Re: dil se tasavvuraat kii lazzat na chheeniiye…meraa ek qit’a
**
bahooot bahooot shukria aapkii Hausalah afzaaii kaa Amal Bhai aur aapkii moHabbatoN kaa…bas janaab alfaaz ko joR jaaR kar kuchh pesh kar detaa huN. yeh to aap sab dost aHbaab kaa Husn e nazar hai varna maiN to “cheh piddi, cheh piddi kaa shorbaa”
shukran**