Kaafi arsay kay bad mera idhar ka chakar laga
aur dil khush howa kah ![]()
Now we have one majoo in Cafe ![]()
GS ka majnoo :jano:
aab laila :jano: ka pata naheen leekan majnoo ka pata lag gaia hay
big hands for majoon ![]()
Guess karain koun hay woh ![]()
Kaafi arsay kay bad mera idhar ka chakar laga
aur dil khush howa kah ![]()
Now we have one majoo in Cafe ![]()
GS ka majnoo :jano:
aab laila :jano: ka pata naheen leekan majnoo ka pata lag gaia hay
big hands for majoon ![]()
Guess karain koun hay woh ![]()
Re: GS Ka Majnoo :)
gypsy_lonely :@:
Re: GS Ka Majnoo ![]()
main nai hon. main majnoon ho hi nai sakti ![]()
Re: GS Ka Majnoo ![]()
Big hands for Majoon! ![]()
Re: GS Ka Majnoo ![]()
Gs ka Majnoo ![]()
Lakin kon ho skta hai yeh ![]()
Re: GS Ka Majnoo :)
Not me for sure... :p
Re: GS Ka Majnoo ![]()
@bbeats naheen :@:
@Innocnet Smile aap Laila to naheen hain ![]()
@Uncle_G woh jub aay ga to day di jiee ga :shireen:
Re: GS Ka Majnoo :)
@waleed and Faris bhai aap donoon ka koi paiti bhai to ho sakta hay na :@:
Re: GS Ka Majnoo ![]()
main laila bhi nai hon…laila meri teacher ka naam tha ![]()
Re: GS Ka Majnoo ![]()
:jano: phir iss bhai majnoo key laila ap key mis laila to naheen ![]()
Re: GS Ka Majnoo :)
@waleed and Faris bhai aap donoon ka koi paiti bhai to ho sakta hay na :@:
haan yeh to ho skta hai puchna parega waisay :@:
Re: GS Ka Majnoo ![]()
agar majnoon ki age 65+ hai to ho saktiin hain ![]()
Re: GS Ka Majnoo ![]()
Meray khyaal main kisee zamanay main Majnoo tha Paind main… lekin usko logon ne dewana sumaj kar bahar nikaldeeya.
Gypsy Bhai shayad aap wo Majnoo tho naheen? ![]()
Waissay Laila ka itna tho maloom hain ke wo Ameer e Basra ke Betee thee challow Basra Majnoo bhai… Main thumhara saath doon ga. ![]()
Re: GS Ka Majnoo ![]()
@ waleed bhai aap phunch gaiy hain wahan par lagata hay ![]()
@IS aap itnni purani hain kah aap key miss 65 key hay ![]()
@faris bhaijan aap cafe main aankhain khool kar daikhain to shayad pahchaan jaain
Majnoo key minatain ![]()
Re: GS Ka Majnoo ![]()
Laila
kidhar hai ![]()
Re: GS Ka Majnoo ![]()
![]()
Seriously I am visiting the cafe less these days… I miss you guys.
however I have duties elswhere too. ![]()
Kaha na Basra main… ![]()
Re: GS Ka Majnoo ![]()
main itni purani nai hon meri teacher itni purani hain ![]()
Re: GS Ka Majnoo ![]()
mein har jagah pahunch jata hon ![]()
Re: GS Ka Majnoo ![]()
![]()
Re: GS Ka Majnoo ![]()
^ ![]()
Aaaw kya hoowa yeh lo
Sorry I forgot to shave… ![]()