Re: GS Ka Majnoo ![]()
na mera shona…udas na ho. usay yahan hi bula laity hain ![]()
Re: GS Ka Majnoo ![]()
na mera shona…udas na ho. usay yahan hi bula laity hain ![]()
Re: GS Ka Majnoo ![]()
tou kitni purani hain
meri miss key tou abhi shadi bhi nahen hoi hay ![]()
main bhi 3 month kay baad aaya hoon ![]()
sun lia hamaray history key master gee say ![]()
tou batao koun hay woh
koi ishara day do
Re: GS Ka Majnoo ![]()
main yehi koi 30 saal purani…:hinna:
Re: GS Ka Majnoo ![]()
u looks cool Bhayaa
![]()
But becareful majnoo apnay hath pair dho kar laila kay peechay para howa hay ![]()
ho sakta hay aaj munh bhi dho kar peechay para howa ho ![]()
waleed bhai aap uss say baazi lay jana chahtay hain kia ![]()
Re: GS Ka Majnoo ![]()
aap to meri teacher say bhi bari hain ![]()
Madam jee aap ko pata laga kah nahen majnoo ka ![]()
Re: GS Ka Majnoo ![]()
Kisko ![]()
History ke master
![]()
Nhe uski laila usko he mubarak hon ![]()
Re: GS Ka Majnoo ![]()
nai baita…ab main itni purani ho gai hon mujy kahan ye batain samajh aati hain :hinna:
Re: GS Ka Majnoo ![]()
Afridi ko ![]()
Re: GS Ka Majnoo ![]()
You dont know half the story bhaiya…
Begum got angry with me lately… ![]()
You know I am a Pappa now? Yeah two of the Tiger Cubs…
![]()
The Mrs wont let me shave properly anymore says the stubble irritates the babies… so I now look like a Molvi not a Barbarian… ![]()
Re: GS Ka Majnoo ![]()
![]()
Afridi Afridi kr kay usko nazar mat lagaye ![]()
Re: GS Ka Majnoo ![]()
![]()
Yes Sports Master ![]()
Re: GS Ka Majnoo ![]()
meri nazar nai lag sakti us ko ![]()
Re: GS Ka Majnoo ![]()
One thing is common both are Masters
![]()
to phr kya lga skti ho ap ![]()
Re: GS Ka Majnoo ![]()
Waissay Sports Master jee any idea on Wednesday’s Lineup?
I think we gonna win but I wont be able to see the match so I will spend the whole day getting worked up…:faris:
Re: GS Ka Majnoo :)
^ Call in sick. :D
Re: GS Ka Majnoo ![]()
lagta hay woh bhi uss baycharay ko ghaas nahin dal rahi hay
woh baychara shave barha kar ghoom raha hay
![]()
Badam khaya karain maidam jee
woh majnoo me ka buhat acha frend hay
keon waleed ![]()
oh i 4got u r baba/papa
so after marriage you become movlie :frauda: halwa shouq say khatay hain kia aap ![]()
Re: GS Ka Majnoo ![]()
aap donoon bhai off topic mat jain
guess kar kay batain woh insaan numa majnoon koun hay ![]()
Re: GS Ka Majnoo ![]()
Good Idea… ![]()
You best not tell my boss though… here $500 Kisee ko Koy khabar na ho warna… ![]()
Re: GS Ka Majnoo ![]()
Merey kaya main GS ka Majnoo aap hee hosakthay hoon… ![]()
Yeh 3 months kee chutee aap naye Laila ka peecha karthey naheen rahay? ![]()
Re: GS Ka Majnoo ![]()
cheater.. these are Libyan dollars.
Give me £500. :o