Re: Ghazal Junction
Here is my contribution,
Ghar wapis jab…
Re: Ghazal Junction
tumhary khat main naya ik salam kis ka tha
Re: Ghazal Junction
Re: Ghazal Junction
Re: Ghazal Junction
Re: Ghazal Junction
chelo phir seye dil jalaein.
Re: Ghazal Junction
he tries different behars or surs or something like that in the beginning but picks up the pace later on… i like a different version but didn’t find it on youtube
dil main ik lehar si uthi hai abhi — Ghulam Ali
Re: Ghazal Junction
**Dewarooon se batien karna acha lagta hai
hum bi PaaGal ho jain gay aysa lagtah hai **
Re: Ghazal Junction
alisyh thanks all r my fav
Re: Ghazal Junction
Wah!![]()
PS:Waisy Hamari qismat hy do takky ki ky abhi ishq hota bhi nahi ky roth pehly hi jata hy:D
Re: Ghazal Junction
this video is no longer there
Re: Ghazal Junction
**
suntay hain k mil jatee hai har chez duah se
ek rooz tumhay maanG k daikain gay khuda se
jabh kuch na mila haath duahooN ko Utaha kar
phir haath uthaa’ne he paraay Humko duah se
Duniya be milee hai ghum-e-duniya be milaa hai
wo kyun nahi miltaa jisay maanGaa tah KHUDA se
Tum samNe baytay hoo tu hai kaaif ki baarish
wo din be thay k jab aaG barastee the GaHtaa se
**
Re: Ghazal Junction
**
** **Ab mere pass Tum aayee ho tu kia aayee ho
ab mere paas tum aayee ho to kya aayee ho
maine maana ke tum ek paikar-e-raanaee ho
chaman-e-daher mein rooh-e-chamanarayee ho
tallat-e-meher ho firdaus ki barnai ho
bint-e-mehtaab ho gardooN se utar aayee ho
mujhse milne mein ab andesha-e-ruswaayee hai
maine khud apne kiye ki ye saza paayee hai
ab mere paas tum aayee ho to kya aayee ho
un dino muj’pe qayamat ka junoon taari thaa
sar pe sarshaari-o-ishrat ka junoon taari thaa
maahpaaron se mohabbat ka junoon taari thaa
shehr’ yaaron se raqabat ka junoon taari thaa
bistar-e-makhmal-o-sanjaab thee duniya meri
ek rangeen-o-haseeN khwaab thee duniya meri
kya sunogi meri majrooh jawaani ki pukaar
meri fariyaad-e-jigar doz mera lala-e-zaar
shiddhat-e-karB mein doobi huyee meri guftaar
main ke khud apne mazak-e-tarabgee ka shikaar
wo gudaaz-e-dil-e-marhoom kahan se laaoon
ab mein wo Jazba-e-masoom kahan se laaoon
ab mere pass tum aayee ho to kya aayee ho
**
Re: Ghazal Junction
**
Pathar k khuda pathar k saaNaam Pathar k he Insaan pa’ay haiN
tum shehr-e-Mohabat kahtay ho, Hum jaan Bacha k aay hain
Buth-khana samjtay ho jisko phocho na wahan kia haalat hai
hum LoGh wa’he se loatay hain Bas shukar karo looat aay haiN
Hum soch rahayain muddaat se ab umar guzarain bi tu kahaaN
sehraa mein khushii k phool nahi , shehroon mein ghumo k saaAy haiN
HutooN pay tabasum haalka sa Ankhoon mein naami se ay qatil
hum ahl-e-mohabat pay aksar aysay be zamaNay aaay haiN
**
Re: Ghazal Junction
**Dil hi tu haii na SANG-O_KHISHT dard se bhar na ahhay kyun **
Rooain gay hum hazar bar koi humhay saataAy kyun
**Qayaid-e-hayaat O band-e-ghum asaal mein Dono ek hain **
moaaT se phelay admi ghum se neejaat paa’ay kyun
**Ghalib-e-khasTa k begair kon se kaam baand hain **
**roo’ee ay zar zar kia . keeje’ay haaay haaay kyun **