Re: Ghazal Junction
Khumar-e-gham
Re: Ghazal Junction
Khumar-e-gham
Re: Ghazal Junction
Gham ka Khazana
Re: Ghazal Junction
Nayyara Noor’s Ae Jazba e dil Gar main chahoon har cheez muqabil aa jaaye,
Re: Ghazal Junction
wah Ali wah .. i have that Khumar-e-ghum in me blog ... bohat achi ghazal hai .. Jaggit shaab ne gaee be khoob hai ...
Khumar-e-ghum hai ..Mehaaktee fizaa mein jeetay hain
*teray khyal ki aabo hawa mein jeetay haain *
Baaray taapak se miltay hain .. milnay walaay mujay **
**wo mere dost hain . tere waafaa mein jeetay haain
Firaq-e-yaar mein saaNsoon ko rukaay rakhtay hain
Haar eek lamhaa guzareee Qaaza mein jeetay hain
na baat porri howe thee kay Raaat tooTT gaa'eee
*aadhooray khwaab ki adhii saaza mein jeetay hain *
Tumhari baaton mein koi mahsee'aa bastaah hai **
**haseen laboon se barastiii shaafaa mein jeetay hain
Re: Ghazal Junction
Thanks for your efforts ... chacha Ghalib ... custard Apple and Ali ... so nice of you mates ...
Re: Ghazal Junction
teray baray mein jaab socha nahe tah
mein tanha tah magar itnaa nahe taah
**tere tasveer se kartah tah baatien
mere kaamray mein ,aeenaa nahe taah **
**samaandar ne mujay peyaasa he rakha
mein jaab shaahraa mein tah peyaasa nahe tah **
**maana’nay roottnay kay khaail mein hum
bichar jaa’ain gaay yea sochaa nahe taah **
Re: Ghazal Junction
tere tasweer se kerta tha bateen
meray kamray mean aaiena nahi tha
Re: Ghazal Junction
Tere khushboo main basay khat main jalata kaisay
Re: Ghazal Junction
Aah ko chahiye ik umar asar hone tak
Re: Ghazal Junction
Dagh e dil humko yaad anay lagay
Re: Ghazal Junction
Re: Ghazal Junction
Saya bhi sath jaab chor jaye
Re: Ghazal Junction
Gulsitan ko jub bhi khoon ke zaroorat pare
sub se pehlay hamare…
…
wo yaqenan sunee ga sadaien mere
kia tumharaa khuda hay hamara nahi
Aay meray hamnsaheen chal kaheen ur chal
…
Re: Ghazal Junction
Daikhna jazb-e-muhabbat ka asar aaj ki raat
mere shanay pe hai uss shokh ka ser aaj ki raat
noor hi noor kis simt uthaaon ankhain
husn hi husn hai ta had-e-nazar aaj ki raat
naghma-o-mai ka ye toofan-e-tarab kaya kehna
mera ghar bun gaya khayyam ka ghar aaj ki raat
nargis-e-naaz main wo neend ka halka sa khumar
wo mere naghma-e-sheeren ka asar aaj ki raat
Re: Ghazal Junction
Kaal chu’Dween ki raat thee
KuuchaY ko teray chooar kar Jogi hee baan jaain magar
jungle teray parbaat teray . Basti tere shaahraa teraa
Re: Ghazal Junction
Tum itna jo muskuraa rahay ho
kia ghum hai jis ko chupaa rahay ho
**Ankhon mein naami . Hansee laabon pay **
kia haal hai ..kiaa dikaa rahay ho
**Banja’eein Gay zhayhar peetay peetay **
yea ashk jo peetay ja rahay ho
**Jin zakhoom ko waqt bhaar’chala hai **
tum kyun inhay cheehray ja 'rahay ho
Re: Ghazal Junction
jab kabhii teraa naam lete hain
dil se ham inteqaam lete hain
merii barbaadiyon ke afasaane
mere yaaron kaa naam lete hain
bas yahii ek jurm hai apanaa
ham muhabbat se kaam lete hain
har qadam par gire magar siikhaa
kaise giraton ko thaam lete hain
ham bhaTak kar junuuN kii raahon men
aql se intaqaam lete hain
Re: Ghazal Junction
Faiz Ahmad Faiz’s Mujh Sai Pehli Si Mohabbat Mere Mehboob Na Maang
Re: Ghazal Junction
Amazing collection..
Here is my contribution,
**Allah Janta hai
Jo bhi bura bhala hai
Allah janta hai
**