Ghazal Junction

Please submit your favourite ghazalian ..

**Here is one of my all time favourites
**

Re: Ghazal Junction

Hum naghma sar kuch ghazalon kay . hum surat gaar kuch khwaabon kay
bay-jazbaay shoq suna'ain kia . koi khwaab na ho tu bata'ain kiaa

Re: Ghazal Junction

Phir Wohi Sham -Talat Mehmood

janay ab tujse molakat kabhi ho ke na ho
jo adhuri rahi wo baat kabhi ho ke na ho
meri manzil teri manzil bichar aii hai
phir wohi shaam wohi gham wohi tanhai hai
dil ko samjhaney teri yaad chali aii hai

Re: Ghazal Junction

Here is another one:

** Teri Ankh ke ansoo pee jaon
esi meri taqdeer kahan**
Terey gham main tuj ko behlaon
esi meri taqdeer kahan

    • Talat Mehmood*

:teary1:
*eh kaash jo mil kar rotay
kuch dard tou halkay hotay
bekaar na jatey ansoo
kuch dagh jigar ke dhotay
phir ranj na hota itna
hai tanhai main jitna
ab janey ye rasta gham ka
hai aur bhi lamba kitna

haalaat ki uljhan suljhaon
esi meri taqdeer kahan*

Re: Ghazal Junction

Tere Bina Zindaghi Se Koi Shikwa tou nahi
Tere Bina zindaghi bhi lekin zindaghi tou nahi

*jee main aata hai
terey damun main
sar chhupa ke hum
rotay rahain rotay rahain
:teary1:

Mp3
http://rapidshare.com/files/53288239/tere-bina-zindagi-se-koi-shikwa--kishore-kumar-lata-mangeshkar.mp3.html
*

Re: Ghazal Junction

Re: Ghazal Junction

Tum se ulfaat kay taqa’zay na Nibaa’hay jahtay
warna hum ko bee tamana thee kay chahay jahtay

dil kay maraoon ka na kar ghum k yea andoh-naseeb
**zakhum bi na dil mein hota tu kharaa’ay jahtay **

**de na muhlaaT humhain Hasthi ne wafaaa ki warna **
**or kuch din ghum-e-hasti se nibah-ay jahtay **

Re: Ghazal Junction

“warna hum ko bee tamana thee kay chahay jahtay”:music:

Re: Ghazal Junction

Ayse TamaNa’ain aksar Jaan laykar taaltii haiN :smilestar:

Re: Ghazal Junction

**dasht-e-tanhai mein **
ay jana-e- jahan larza hai
**tere awaz kay saa’aay **
**teray huttoon kay saraab **

Re: Ghazal Junction

**seee’kay laab ekk qayamat se utahaa de jaaay **
**Raah kay khamoshh zara dhoom macha de jaay **

**jis ko daikoo wohi shaayraa mein chala atah hai **
**Rastay mein koi dewaar Uthaa dee jaaay **

**ab tu saayaaad ko be koi saaza dee jaaay **
**is qafaas hee mein zaraa Aaagh laga dee jaay **

dil mein kaab rahain . umeeed ka veeran mahal
ab tu yea khena , Emaraat be gira de jaay

Re: Ghazal Junction

The above Tina Sani one is one of my favorite!

Re: Ghazal Junction

**Great Collection! **Been a while since I've heard Ankhaan Cham Cham Wassiyaan.... Takes me back into a diff time and world! Thanks for sharing...

Nikki Jayee Jindri No Roag Ki Ayee La Liyaaa
CHanna Pardisiyaan No Meet kyun Bana Liya

Re: Ghazal Junction

Main ny kab kah aky mera Laila ya Sheerin banny ka irada hy:kursi:


Re: Ghazal Junction

Maza agya :k:

Re: Ghazal Junction

Sohni ya Sabhiban banny ka irada hoga

Re: Ghazal Junction

Chotiii se galat fehmi karday gee judah humko

Re: Ghazal Junction

Raaat u dil mein tere Koh’e hovi Yaad ahee

Re: Ghazal Junction

Ay Ishq humhain Barbaad na karr

Re: Ghazal Junction

**woh batien tere , woh fasanay teray **