Re: Ghazal Junction
there is one by Tahira Syed. i cannot find any where. can you?
Iss ko meye neye deikha tha. Iss ko meye neye deikha tha.
Re: Ghazal Junction
there is one by Tahira Syed. i cannot find any where. can you?
Iss ko meye neye deikha tha. Iss ko meye neye deikha tha.
Re: Ghazal Junction
sorry dush , never heard it ..
Re: Ghazal Junction
i know, this one i could not find either. was on an old tape. cant find it in a cd, too.
no worries.
thanks,
Dushwari
Re: Ghazal Junction
yea alaam shoq ka daiika na jaay
**yea meray saath kaysi roshni hai **
**kay mujse rastah daika na jaa’ay **
Re: Ghazal Junction
**Zindagii se yeahe gilaa hai mujay **
tum bohat dair se milaa hai mujay
**HamsaFaar chahee hai .. Hujumm nahii **
**ek musafir bi . qafilaaa hai mujaay **
**dil dharakTa nahii . sulaagTa nahii **
wo jo khahish thee. Ablaa hai mujay
laab kushaaN hoon tu iss Yaqeeen k sath
**qataal hooNay ka hoslaa hai mujaay **
kon janaay kay ChahaToon mein Faaraz
kia Ganwaa’Ya hai kia milaaa hai mujaay
Re: Ghazal Junction
Phir sawaan ki Ruut ki paawan chalii ..tum yaad ahay
**Phir paathoon ki paazaib baaji .. tum yaad aa’ay **
Phir koonjaain boliiain . gaahas kay haaray samandar
** ruut ahee peelay phooLon ki . tum yaad aa’ay **
Phir gaakha bolaa . ghar kay su’nay aangaaN mein
phir aamraat Rass ki booNd pare . tum yaad aa’ay
**Din bhaar tu meiin duniya kay dhandooN mein kohya raha **
jaabh dewaroon se dhoop dhaali … tum yaad aa’aay
Re: Ghazal Junction
what an awsome collection... this should flavour my day.. thanks Aliyish.. :)
Re: Ghazal Junction
Amazing Collection :k:
Re: Ghazal Junction
zinda rahay tu kia hai jo marjain hum tu kia
**duniya se khamoshi se guzar jaain hum tu kiaa **
**hasti he apnee kia hai .. zamaanay kay samanay **
ek khwaab hai Jahan mein . bikhaar jaain hum tu kia
**aab kon muntazir hai . humaray leay waahan **
shaam aaga’ee hai . looat kay ghaar jaain hum tu kia
Dil ki khaalish tu saath rahay gee Tamaam ummar
daryaa-e-ghum kay paar . utaar jaain hum tu kiaa
Re: Ghazal Junction
***Ik door se aati hai paas aake palat-ti hai
Ik raah akeli si ruktii hai na chalti hai ***
Ye soch ke baithhi hu ik raah to woh hogi
Tum tak jo pahonchti hai is mod se jaati hai
Is mod se jaate hain
Re: Ghazal Junction
Pather ke hawele ko seshay kay gharondon mean
tinkoon kay nasheeman tak is mor se jatay hean ![]()
Ik raah akeeli se rukte hay na chalte
yee soch k bethe hon…wah!
Really its very heart touching song and wordings its make me sad
Re: Ghazal Junction
hai duah yaad maagar harf-e-duah yaad nahiii
meray naaGhmaat ko andaz-e-nawaa yaad nahii
Zindagiii jabr-e-mu’salsal ki taraah kaaThee hai
janay kis jurm ki paeee hai Saza yaad naahii
mein ne palkooon se dar-e-yaar pay dastaak de hai
mein woh saa’il hoon jisay koi saada yaad nahiii
Aoooo ek sajdahh karaain Aalam-e-madhoshi mein
**LoGh kahtay hain k Sagar ko Khuda yaad nahiii **
Re: Ghazal Junction
**saaqi shaarab laa kay tabiyaat udas hai **
**mutriib rubab utha kay tabiyaat udas hai **
**Chubtee hai qalb-o-jaan mein sitaroon ki roshni **
**aay Chaand dooB jaa kay tabiyaat udas hai **
haai husan ka fasoun bee ilaaj-e-fasurdegiii
rukh se naqaab utaha kay tabiyaat udas hai
shayad tere laboon ki chaatak se ho jee bahaal
**aee dost… muskura kay tabiyaat udaas hai **
mein ne khabii yea zidd tu nahii ki par aaj shaab
ay mehjabeen na jaa kay tabiyaat udaas hai
Touba tu karchuka’oon phir be aay AaDam
tora sa zhay’har laa kay tabiiyat udaas hai
Re: Ghazal Junction
Itnaa Tootta Hoon kay chuu’ne se bikhar jaaoon Gaa
Ab agaar orr duah doo gay tu maar Jaoon Gaaa
Phoch kar mera paataa waqt raa’aygaaN na karoo
mein tu Baanjara hoon kia janay kidhaar Jaoon Gaa
**Haar taraf dhuuNNd hai . Jugnoo hai na chiraag koi **
koN phaychanay Ga Basti mein agar Jaoon Gaaa
Zindagii mein be musafir hoon tere kasHtiii kaa
Tu jahan muj se kahay gee . mein Utaar Jaoon Gaa
Phool rah Jaain Gay . GuldaaNo mein yaddon ki nazar
mein tu khushboo HooN . FiZZa’on mein bikhar Jaoon Gaa
Re: Ghazal Junction
great thread aliyish :k:
and your taste in ghazals in very similar to mine
i especially like the first one… would take me a while to listen to all of them… slow computer ![]()
Re: Ghazal Junction
my contribution…
zinda rahin to kaya jo mar jaain hum to kaya – Naheed Akhtar
Re: Ghazal Junction
my contribution...
zinda rahin to kaya jo mar jaain hum to kaya -- Naheed Akhtar
Post #29 .. chacha jee :D
Re: Ghazal Junction
Salman Alvi’s Ajnabi Shehr Kai Ajnabi Raastai,
[youtubeVid]v6egarB9qWU[/youtubevid]
Re: Ghazal Junction
great thread **Aliyish **
har cha.nd sahaara hai, tere payaar ka dil ko
rehtaa hai magar, ek ajab khauf sa dil ko
woh khwaab keh dekha na kabhii lay uRaa nii.nde.n
woh dard keh uThaa na kabhii khaa gayaa dil ko
yaa saa.ns ka lenaa bhii, guzar jaanaa hai jii say
yaa ma’rkaa ishq bhii ek kheil thaa dil ko
woh aa’e.n to hairaa.n, woh jaa’e.n to pareshaa.n
yaa rab ko’ii samjhaa’ye, yeh kaya ho gayaa dil ko