naheen… thankyou anyway… :halo:
amma its flooder-e-azam meaning the biggest flooder...
then make it Qaid-e-Flooder...flooders ka leader...
Re: …Flooder-e-Azam…
:desimunda: kkoi kaneez razamand hui?
Re: ...Flooder-e-Azam...
its not my nick so can't do much about it... but why is there a problem with flooder-e-azam?
Re: ...Flooder-e-Azam...
baadshah salamat adaab :@:
iss dafa nashay ka asar jald khatam ho gaya? pehlay to aap pee kay dou din tak pary rehtay thay :@:
broken heart
Badshah salamat, shukar hai aap aa gaye. Jazzy bhi yaheen hai aur meney usskey saath shaadi bhi kar lee hai lekin woh hai k merey saath chalney ko razamand hi nahi. Aap hi ussey kahiye k ab woh meri zauja-e-mohtarma hai aur ussey merey saath chalna hoga. Faryaadi insaf ki duhaayi deta hai ![]()
All hail badshah jee!!!
Badshah jee darbar mai tashreef la chukay hain…
Re: ...Flooder-e-Azam...
amma insaaf ki duhaai daita hai ya insaaf talab karta hai?
aaj kal doodh hi itna kharab ata hai:mad:
penay k bad do din bemar::o
ab wo aap ki zoujah hain ,unki sunnna aap ka farz hai
aaisa keejeyay keh unkay haan chalay jaiye
Re: …Flooder-e-Azam…
Muaaf keejiye gaa badshah salamat, rotey rotey mein ghalat bol gaya. Muaafi chahta hoon.
Badshah salamat Aap ki zahanatt par mujhe kabhi shakk nahi tha lekin aap ney aisa kamal ka mashwara diya hai k dil baagh baagh hogaya hai ![]()
Jazzy badsha said if you refuse to come with me, then I am coming to your place ![]()
meray haan aye mai tumhay jaan say maar doongi…![]()
Haye Allah, aisa kia karo gee? ![]()
yeh kya na insafi hai ![]()
Ab tou yaqeen aa gaya na ![]()
halalalalalalala mein bohat khush hoon ![]()
Badshah jee hum apki iss fuzol saltanat say khush naheen
… ab hum ja rahay hain kisi democratic saltanat mai… yahan hamari koi naheen sunta ![]()
Re: …Flooder-e-Azam…
Aao Jazzy, chalein
haath pakring
ab to aap ko sub kuch shikra ko sunana chahyie… usay sunain
chacha jee…aap bhi…![]()
Re: …Flooder-e-Azam…
Chacha and Badshah salamat aap dono iss Sunday ko hamarey valimey par invited hain ![]()
Tum kahan chalay!!! Door raho kambakht…
mai chali… ![]()