Umeed vasl bhi Amjad~ hay kanch ki churri
keh bahanay main kaii baar TooT jati hay
--> ye
Umeed vasl bhi Amjad~ hay kanch ki churri
keh bahanay main kaii baar TooT jati hay
--> ye
aa jaaye.n ham nazar jo koii dam bahut hai yaa.N
mohalat basaa.N-e-barq-o-sharaar kam bahut hai yaa.N
yeh kia gerber hogae hai? ![]()
yaad karanaa har gha.Dii us yaar kaa
hai vazifaa mujh dil-e-bimaar kaa
Oh ok .... you play i am out
Uss aankh se jo hamari taraf kabhi na uthi
Abb aik jahan ko hamara suragh milta hai
"Ye"
Alif ko choor kar Ya kay pechay achi baat nahi....
Ya behi kiya ahsan kam hai dekhayian aap ka
Ho raha hai har taraf charcha hamara aap ka
Lolzz...
Aao chup ki zaban main nasir
Ittni batain karain ke thak jaen
"Noon"
Aab noon par na atak jana...
Na jee bhar kay dekha na kuch baat kee
Bari arzoo thee mulakat kee...
Wah … kia kehnay :k: subhanallah
abb ye kuon laya hai? ![]()
Yehi dua hai mairi aabke mairay Rabb-e-Azeem
Gaya hai aabkay jo musafir voh lout aae kabhi
“Ye”
Lolzzz
main chalon aab…
Allah Hafiz
Ya he nahi ka hamain toor kar giya hai koyee
Ussay behi khud ko bohat joorna hooo ga...
**Theek hai
Allah Hafiz...
wasay mainay rooka tu nahi tha... :) **
shukriya…
Dilsay…maine kab kaha ke aapnay rooka tha… but it comes in atticates to inform before leaving ![]()
Jaatay hue “Alif” se shair
Aik na aik hurf tairay naam ka har lafz main hai
umar bhar mujh se satar aik na perhi jae gi
“Ye”
I was just joking it was nice....
Aur ya kiya... Alif say shooroo kar ka phir Ya par khatam....
Yoon he udas raha tu dekhna ak din
Tamam shahar main tanhiyain becha doon ga
Ankh samandar, dil sehra, aur chehray pay ho ka aalam **
**Raaz chupanay ki koshish main tum charcha kar baithay ho..!
"Vao"
**
Woh kaisi manzilain theen zindagi ki jis ko hum ne
Bahut socha bahut chaaha aur aksar kho diya**
Ahteraam ki baat hey warna Munir socho to **
**jo shakhs sun sakta hey wo bol bhi to sakta hey!
"Ye"
yaa rab! Gham-e-hijraan mein itnaa to kiyaa hotaa
jo haath jigar pe hai woh dast-e-duaa hotaa
*Ab FARAZ apnay maseeha say umeed na rakh *
*woh tang-dil hai aur teray zakham main hai gheraee bohat *
"Tay"
tabaahii kaa apanii nishaa.N chho.D aaye
varaq dar varaq daastaa.N chho.D aaye