:( :( :(
[QUOTE]
Originally posted by arifnawaz: *
*
Tumhain Bhool jaane ka haq hai agar
Hamain haq muhabbat nibhane ka hai
Abhi se tumhain kya bataain bhala
Ke anjaam kya is fasaane ka hai**
[/QUOTE]
You are late, edit ur post please :)
Yaad phir aaya voh guzra hua sawan mujh ko
Phir mairi aankh nay roonay ka bahana chaha
"Alif"
ajaaz-e-isavii se nahii.n bahas ishq me.n
terii hii baat jaan-e-mujassim bahut hai yaa.N
Na tujhay maat hoee hay na mujhay maat hoee **
**soo ab kay doonoo hi chaalain badal kay daykhtay hain
"Noon"
na haaraa hai ishq na duniyaa thakii hai
diyaa jal rahaa hai havaa chal rahii hai
"ye"
dilse uncle orr pharma bajee
itnah odhem macha diea merei thread peh ![]()
yad kia daste-huner hei k sanvarta gaya mein
us ko socha toh use yad hi karta gaya mein
lolz... chalain aab aap aajaye :)
na shikaayate.n na gilaa kare
ko_ii aisaa shaKhs huaa kare
jo mere liye hii sajaa kare
mujh hii se baate.n kiyaa kare
“ye”
Laraee kam kia karo…pharmacist go on, you are doing fine :k:
yar tah gul-zar taha bade-saba thi mein na tha
layaq-e pa bos e-jaN kia hina thi mein na tha
![]()
[QUOTE]
Originally posted by *Masoom Muskaan: *
yar tah gul-zar taha bade-saba thi mein na tha
layaq-e pa bos e-jaN kia hina thi mein na tha
[/QUOTE]
aa ki merii jaan me.n qaraar nahii.n hai
taaqat-e-bedaad-e-intazaar nahii.n hai
"Ye"
![]()
ye jo do ghari kabhe ham kahen jo guzar lete hein kubaku
yehe do ghari ke hei guftagu koe gufatagu ka jawaz hei
![]()
lol…array nahi u both carry on…
mujhe university se dair ho rahe ai…I better go now
Take care u both
Allah hafiz ![]()
yaa mujhe afsar-e-shaahaa na banaayaa hotaa
yaa meraa taaj gadaayaa na banaayaa hotaa
"Alif"
Okay have a nice day in the university :k:
Is ko mein nippat leta hoon ![]()
mei skool ja rehe hun ap he laraka corn uncle kei sath niptein ![]()
Ab tak dil-e-Khush feham ko tujh sei hein umedein
yei akhire shamein bhi bujhane ke liye aa