Eid Mubarak

Re: Eid Mubarak

AAmEEn

Sabhi 2ston ko Eid Mubarak

Re: Eid Mubarak

:eek: aatma..

Eid Mubarak :hug:

Re: Eid Mubarak

Shukar hy Aap ny Buri aatma nhi kaha…:cb:

Khair Mubarak…:hug: :bulbuli:

Re: Eid Mubarak

suna hai kafi barkat rahi karobar main iss Ramadan

Re: Eid Mubarak

:alhamd:

Malik ka ehsan hy…

Start k 5 din to kaam na honay k barabar tha…
Magar us k baad roz ba roz ezafa hota chala gya…

Re: Eid Mubarak

Allah aur kushadgi de

Re: Eid Mubarak

dushmano ko bhi Mubarak ho


Restored attachments:

Re: Eid Mubarak

AAmEEn

ALLAH Aap k Rizq mein bhi Barkatyn Aata Farma`ay…AAmEEn

Khair Mubarak…:slight_smile:
Itni jaldi mein Q ho…?
Kis ko time diya hy…?:hmmm:

Re: Eid Mubarak

Aameen Suma Aameen

Kuch nahi

Hum Aapko ignore kar rahe thay

Re: Eid Mubarak

wah ji wah…ye din bhi daikhna thy…:teary2:

wysy ignore kr k jaO gay Kidhar…?:5:

Re: Eid Mubarak

Haan

dekhne parte hain agar aisi harkatein karo to

haseeno k jhurmat mein:barbie:

Re: Eid Mubarak

Husn aik muddat k liya hota hy…Us k baad kia karo gay? Tanha

Re: Eid Mubarak

shamein jalti bujti rehti hain parwaane to jalte rahein ge

Re: Eid Mubarak

Magar Abhi tak Aap kisi Shama ki zad mein nahi aa`ay...........?:p

Re: Eid Mubarak

:hmmm:

to aane k liye Humein kiya karna hoga??

Re: Eid Mubarak

Iska Jawab Qibla baRay Hakeem Sahab hi dyn gay…:stuck_out_tongue:

Bro Hazir hon

Re: Eid Mubarak

woh to shayed koi kushta kha k soye pare hain

kal hi darwaza khule ga Unka

tab tak koi aur sawal bhi tayyar kar lo

Re: Eid Mubarak

Unko Kushtay ki kia Zarorat…?:hmmm:

Re: Eid Mubarak

kushta bole to bhang/niswaar waghera waghera:wink:

Re: Eid Mubarak

Magar main ny to kuch or hi suna tha…?:5: