Eid Mubarak

Re: Eid Mubarak

Humein bhi suna do
bhala hoga

Re: Eid Mubarak

Ye sawal bhi Qibla BaRay Hakeem sahab hi sy pooch lyna

Re: Eid Mubarak

woh to batane mein taamul karen ge

Aap k moonh mein dahi jama hai kiya

Re: Eid Mubarak

:smack2:…itna sa dahi kis kaam ka?
Aap abhi tak moonh mein hi dahi jama`ty hyn…?:eek:

Unka 70 saala Tajurba kis din kaam aa`ay ga…?:5:

Re: Eid Mubarak

2 glass lassi to ban hi jaaye gi:p

:nahi:

Tauba karo saahib

pehle Unki ek shaadi nahi ho rahi

umar chila k 2sri bhi rukwaao ge:smack: