Meri Ammi bohat beemar hain kah woh chal bhi nahi sakteeN…Doctors bhi abhi kuch maaloom nahi kar paa rahay kah unko kya hua hai.. Unko kuch tests diyah hain.. Allah karay sab reports unki achi hi aaiyaiN.. A’meen Sum’Ameen..
aur mujhay iss baat ka bohat ziadah dukh hai kah main unkay pass nahi hoon
Meri aap sab say guzarish hai kah Please Meri Ammi kay liyah dua kejiyah Kah Allah Pa’ak unko seyhat-o-tandrusti ata karain..A’meen
:wasalam:
Insha Allah zarooor dani i m prayer for her Allah Pa’ak -o- Kareem karam fermaaney waaley aur Raham fermaney waalein hein Insha Allah woh bulkul theeeeeek hojaein geeee Insha Allah zarooooor plz don worry yar!